Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

    Bilkul aisa hi hai Forex ko join to Har Koi Karta Hai Lekin ismein Kamyab Koi Hota Hai Bada difficult business Hai ismein Jo Koi time gujarta hai Mila nahin practis karta rahata hai use hi kamyabi milati hai jo struggle Karta Hai Vahi Kamyab banta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

      g han bilkul pak forex business mein sirf 10% member es liye kamyab hote han kuin ke wo work serious ho ker kerte han es liye knowledge or experience ko increase kerte then achi kamyabi achi lagty han es liye mehnat or learning practice kerte han sabar se kam kerne wale member zoror success hasil kerte han
      • #18 Collapse

        Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

        bilkul aesa hi hai ke is mein 90% loag loss karte hain aur just 10% loag is mein earn karte hain agar ham is mein profit karna chahte hain to hmain is mein buhat mehnat karni ho gi aur ham ne kaam karna hai agar ham ne kameyab hona hai to hmain demo pe kaam kar ke risk to reward ko follow karne ki practice karni hai aur agar ham emotionless kaam karain ge to hi aesa mumkin hai
        • #19 Collapse

          Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

          Forex Mein just 10% members ke Kamyab hone ki reason yah hai ki sirf 10% members hi hardworking karne ke sath apni mehnat per yakin rakhte Hain Agar Ham bhi apni mehnat per yakin karna Shuru kar diya To Ham bhi Kamyab Ho Jaenge aur hamen bhi na Kami Ka Saamna kam se kam karna hoga aur ham maximum Apne kam Mein profit Hasil kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

            Ji doston yah to mujhe pata nahin Lekin Aksar dost ismein Kamyab Nahin ho sakte Kyunki vah market ko analyse Nahin Karte market Ko samajhte Nahin vaise hi trade Laga Dete Hain Jab unhen loss hota hai To fir vah yah sab Kuchh Chhod Dete Hain aur Nami Nami Ho Jaate Hain To fir Ham kah sakte hain ki jyadatar dost Kamyab Nahin Hota last se unhen pareshan Nahin Hona chahie Agar Las Ho bhi Jaaye to use recover karne ki koshish karen Apne senior se Rabta Karen Unse tips Hasil Karen
            • #21 Collapse

              Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

              10% loogis vajah se kamyab hote hai vah hamesha jaldi nahin karte Jo hamen jaldi karte hain vah hamesha nakam rahata hai isliye hamen chahie Ham jaldbaji mein Koi bhi kam na Karen Ham koi bhi trading na Karen Ham Koi bhi khilane to fir hamen kamyabi Hogi har kisi Ko acchi acchi kocchi se acchi mere se acche experience se acchi kamai kaise karen
              • #22 Collapse

                Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

                Forex par sab log kamyab ho skte hy Forex par hum agr pori mehant planning se kam kare gy tu hum bhi Forex par kamyab ho sake.eske le hume harwork se kam krna hoga aur hume apna ziada se ziada time Forex par spend krna hoga.forex par kamyab hone k le hamre pass knowledge ka hona bhi behad Zrori hy
                • #23 Collapse

                  Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

                  forex mein kuchh member hi hai jo kamyab hote hain bahut members Hain Jo makam hi hote hain kyunki yah totally mind business hai interest wala business hai ismein jo interest leta hai proper plan ke sath working karta hai learn par ke form ko samajhta hai vahi kamyab banta hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

                    Dear forex main wohi log kameyab ho sakte hein Jo is main menat k sath kam krte hein Hume is main samjdari se kam krte rehna hota ha age hum is main menat k sath kam krein gy bhagir knowledge k Kam krein gy tab hi kameyab be ho sakte hein
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

                      Transitional price behavior near a profit target can also give you an
                      opportunity to squeeze the last dime out of your position. After placing
                      your final trailing stop, enter a second stop above the market on a long
                      position or below the market on a short position, right at the profit target.
                      Using this predatory approach, you’ll get filled immediately if price
                      charges into its final destination. And, while counting your profits, you’ll
                      be amazed at how often you’ve caught the exact reversal price while you
                      watch other traders crash and burn in the ensuing turnaround.
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

                        . I had thought the market would maybe sell off about 100
                        points or so and then rebound in the next day or two, which is the main
                        reason I did not get out of the whole trade. One other point to remember
                        is that the market had just had a nice run up the last two weeks, and any
                        good news may have been discounted in the price already, so there may be
                        no place to go but down
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

                          ismein bahut kam log Kamyab hote hain actually iski Sabse Badi reason yah hai ki bahut kam log Hain jinko iski complete information hai Jyada Logun Ko Agar iski information Hogi to Fir Jyada log profit Kama sakte hain Kyunki yah totally depend kar raha hai Logon ke knowledge per experience per Aur Is Tarah Unki information per Unki observation ke isliye log incomplete Na Lage hone ki vajah se jyadatar nuksan kar rahe hain or experience b hasil ni hu rha
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

                            You need to be totally alert as you get closer to
                            a stop area. In my example above, I knew the market was going to stop
                            me out on the open. But I had a scenario that called for me to remove the
                            stop for a half hour to see if I could get a turnaround. As long as you are
                            disciplined to get out when that 30 minutes is up, I think it’s acceptable to
                            do this. The problem comes when you do not actually get out when you say
                            you are going to.
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

                              100% sahi baat hai.10%log forex m log kamyab hoty Hain. Kyon zyda tar 10% mehanti hoty Hain ju jald kamyab hoty Hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex mai Sirf 10% log hi kio kamyab hoty hain?

                                forex main kam log iss liye kamyab hoty hain kio ky ziaada taar log sabar nai karty aur sabar na karny sy aap kamyab ni ho sakty forex aik bohat hi sabar aazma kaam hy agar aap ratoon raat ameer huny ka soch kar aaye hai to ap ki kamyabi ky chance 0 percent hain iss liye logo ki aksariyat nakaamyab hoti hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X