Lalachi insan ki zindgi????? - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

Lalachi insan ki zindgi?????

29-04-2020, 11:09 PM

Ishaq Aslam

Ishaq Aslam

جونیئر ممبر

Re: Lalachi insan ki zindgi?????

Lalachi insan humisha has jaga tahba o barbad Kar deti hai.aisy shakhas ko koi pasnd karta.ap sub ko chahy forex m lalach bikul na kreen age kamyabi k sath achi earing Karna chahty Hain tu.
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>

    29-04-2020, 11:00 PM

    Aqdr30503

    Aqdr30503

    جونیئر ممبر

    Re: Lalachi insan ki zindgi?????

    Laluchi insan ki Zindagi acha question ha jnab laluchi insan ki forex ma life billkul zero ha keon ka laluchi insan ko forex ma loss hi hota ha laluchi insan forex ma kamyab nhi hota is Lia forex ma laluch sa bohat for rahna chahia isi ma kamyabi ha
  • 29-04-2020, 10:58 PM

    Frd07

    Frd07

    جونیئر ممبر

    Re: Lalachi insan ki zindgi?????

    Hamen trading karte hue kabhi bhi lalach nahin Karni chahie Jab Ham lalach karte hain aur Jyada Se Jyada profit banane ki koshish Karte Hain To Hamen nuksan hone ke chances increase Ho Jaate Hain Kabhi Bhi lalach Nahin Karni chahie reasonable profit ki koshish karen
  • 29-04-2020, 10:53 PM

    warriors123

    warriors123

    جونیئر ممبر

    Re: Lalachi insan ki zindgi?????

    Most times though, you should look to move your stops closer. As you
    go through your different market scenarios, concentrate on where you will
    get out if the market doesn’t go your way. One thing I want to note is that
    depending on the trade, I can have different stops based on the scenario.
  • 29-04-2020, 10:49 PM

    Qasim Mughal

    Qasim Mughal

    جونیئر ممبر

    Re: Lalachi insan ki zindgi?????

    Mera khyal sa kamyabi kiso soorat bhi nahi mil sakti so always avoide karen is se and ye bat bhi 100% sach hai k laluchi insan hamesha dhoka khta ha infact laluch ker k wo khud ko hi cheat ker raha hota hai ap felhem k forex main ab tak jitny members ko loss hua us ki main waja laluch hi bana hai k thora r ho and aesa kerty jerty members ne loss ko face kiya hai wo bhi big loss kiin k llauch ki waja se hi over trading kerty hain jis se loss hota hai or bounce b ni milta
  • 29-04-2020, 10:30 PM

    Muhammad Sufyan Abbas

    Muhammad Sufyan Abbas

    جونیئر ممبر

    Re: Lalachi insan ki zindgi?????

    You should have a plan
    for getting into and out of the market without hesitation based on your
    scenarios.
    As the day progresses you should be updating your scenarios as you
    get into new positions. The day trader has to think fast, but he can take
    advantage of the market by being prepared for it.
  • 29-04-2020, 10:10 PM

    waqar2526

    waqar2526

    جونیئر ممبر

    Re: Lalachi insan ki zindgi?????

    Ji bilkul bhai aapane theek kaha hai ki naraj Insan ko Barbad kar deti hai yah Is Tarah Se Insan Iske Upar jhagada chalta Rahe Tu sahi tarah se Kamyab Nahin ho sakta isliye main Jaenge Ham Lal acche bacche Mann ke tarike se ek dusre 160 to co-operate Karen Itna Humko update Karenge utna Ham acche tarike se Aage badh Sakenge aur Achcha Pradarshan kar Sakenge otherwise main sahi tarah se prapt nahin Hoga Kyunki lalchi Insan ko Kuchh Aasan Nahin Hota Bhar Ke Mujhe Samajhta Hai Ki Main Sara Kuchh Kuchh Hasil karna hai isliye vah Khud per hi laga rahata hai aur acche tarike se prapt Hassan nahin kar sakta aur Maar khata hai aur profits nahin kar sakta aur feel Hota rahata Hai isiliye Hamen chahie ki Ham lalach na Karen Bal ke Iske Upar sahi tarah se kam Karke Achcha Pradarshan Karen
  • 29-04-2020, 03:08 PM

    Ameermoavia

    Ameermoavia

    جونیئر ممبر

    Re: Lalachi insan ki zindgi?????

    Dear friend jo lag laluch karty hain wo apni life mn kabhi bhi kamiyabi hasil nh kr sakty hain laluchi insan kabhi bhi kamiyabi hasil nh kr sakta hy agr wo laluch ki waja sy kabhi ek do bar kamiyabi ho bhi jay tu es ki kamiyabi thory din ky liya hoti hy hum ko laluch sy dour rahna cahiy
  • 29-04-2020, 02:59 PM

    Raaz6432

    Raaz6432

    جونیئر ممبر

    Re: Lalachi insan ki zindgi?????

    Dear lalachi Insan is main khabi be kameyab nai ho sakta ha lalach ahr krein gy Tu khabi be kameyab nai ho sakte is main wohi log kameyab hote hein Jo menat krte samjdari se kam krte hein
  • 29-04-2020, 02:45 PM

    AsharShahid

    AsharShahid

    جونیئر ممبر

    Re: Lalachi insan ki zindgi?????

    Lalachi insan hamesha loss ki taraf he barhay ga learning hi sub say ziyda best hai our who b esay k jesay insan k liyeh pani zarori hota hai dear brother forex trading may nahi balk ap ko koi b kam uta lo agar ap ko us ka pata nahi ho tu k liyeh who sahi nahi.
  • X