kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

    Planing key sath work karny ka matlab ye hay key har tarha se market ka jaiza leya jaye es key ley technical tools be use key jaye, news updates be hasil ki jaye aur har achi techniques ka be use kia jaye, agar traders kesi be tarha se acha work karty hey to zaror un ki trading par es cheez ka asaar positive ho saky ga, successful hony ka raaz yahi hay key apni loss trading ko achy work key base par profitable banaya jaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

      g han dear bilkul pak forex business mein kamyabi tab hasil hoti han jab ham mehnat kerte han jitna zeyda mehnat knowledge or experience se hasil kerte han utna hamain achi kamyabi bhe hasil hoti hy mehnat kerne se achi kamyabi ka phal zror milta hy
      • #18 Collapse

        Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

        Dear friends Duniya Mein Koi Bhi kam hai to vah mehnat Ki Bagair nahin kiya Ja Sakta jab tak aap mehnat Nahin Karenge tab tak aap ko Kisi bhi kam mein kamyabi Nahin Mil sakti to aapko chahie ki aap Forex Mein Aaye Hain To aap Khoob mehnat Karen Dil Laga Ke ismein kam Karen aapko Jarur kamyabi milegi aur apne senior ki respect Karen Taki Unse bhi aapko knowledge Hasil karne mein madad mile thanks
        • #19 Collapse

          Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

          Assalamualaikum ji han aapki baat sahi hai yahan per aap mahnt Karte Hain Aapke Itna profit Milta Hai aap koshish karen ki Jyada Se Jyada mehnat Karen aap ko Itna bonus zada ho ga
          • #20 Collapse

            Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

            Kamyabi Hasil karna Aasan Nahin Hai Forex trading business Mein Vahi log kamyabi Hasil Karte Hain Jo log Nahin karte hain hamen bhi Forex trading business Mein mehnat karna Hogi mehnat Karenge to acche results Milenge
            • #21 Collapse

              Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

              G bilkul sahi kaha mehnat success ki sehri hy hum jitni Ziada mehant kare utna hy success ki taraf jae gy.hmae chahe k agr hum ne Forex par kamyb hona hy tu hame pore harwork se kam krna hoga aur Forex kj dy gy daily limit ko pora krna hogy es se hy hame axha bonus mil skta hy aur hum trading se axha profit hasil kr sakte hy
              • #22 Collapse

                Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

                Mehnat k sath hi kamyaabi mumkin Hy kamyaab hone k lie mhent jari rkhen forex per bhi work acha kren r mehnt se kren zaroor kamyaabi Mile g INSHA ALLAH
                • #23 Collapse

                  Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
                  asslam.o.alaikum
                  ham ko kamiyab tab milti hai forex main jab ham es main dill laga kar kam karty hain .
                  jaldbazi ham ko bilkul bhe nahi karni chahi hai ik acha entry point tlash kar k os k bad traiding karni chahi hai .
                  acha profit ham serf knowledge or expirence ki base par hasil kar skty hain.
                  ham ko market ka tajziya (technical analysis or fundamentals analysis ) dono method sey karna chahi hai is sey ham ko achy result milty hain .
                  Kamyabi sirf UN Logon Ko milti hai jo log mehnat ke sath kam karte hain aur jo Forex trading mein jyada hard working Karte Hain Jo log bhi join karne ke bad Forex trading mein bahut jyada hard work karte hain aur aage badhane ki koshish karte hain aur Forex trading ke bare mein acchi Tarah Se Jante hain aur janne ki koshish Karte Hain vah Log Jyada Kamyab hote hain aap log jitni Jyada efforts aur jitni Jyada hard work Forex trader mein lagaenge aap Logon Ko Itna hi Achcha fayda Hoga aur aap ek Kamyab trade Jarur Ban jaenge
                  • #24 Collapse

                    Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

                    Exactly aisa hi hai kamyabi tab milati Hai Jab Kisi kam Mein struggle ki Jaati Hai Fox bahut best business hai ismein Jitna ho sake time Dena chahie struggle Karni chahie aapane knowledge ko improve Karen Jitna Jyada knowledge Forex ke bare mein Banta Jaega utna hi best hai
                    • #25 Collapse

                      Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

                      G waqai kamiyabi hamen Tabhi milti hai jub hum bhot mehnat karty hain or hum mehnat karny par he kamiyab hoty hain.. Hamen achi tarhan sa forex par phly learnings gain karni Cheye phir he kam karna cheye tabhi hum kamiyab hoty hain..
                      • #26 Collapse

                        Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

                        Dear koi bhi kaam Aisa Nahin Hai jismein mehnat Ke bagair acchi kamyabi Hasil ki Ja sake Chahe vah Forex trading ho ya koi bhi aur job ya business Ho Hamen Agar kamyabi Hasil karni hai To Hamen mehnat Karni hi hogi uske bad hi Hamare liye acchi kamyabi Hasil karna apni life ko successful banana aur apni life ki problems ko solve karna Hamare liye Aasan ho sakega isliye agar humne Forex trading ko join kiya hai To Hamen ismein Kamyab hone ke liye apni mehnat ko continue rakhne ki koshish Karni Hogi
                        • #27 Collapse

                          Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

                          exactly kamyabi tab Hi milati hai jab struggle ki jaati hai Fox mein jab news join karte Hain to is mein difficult hota hai kam karna lekin jab working karte hain knowledge banta hai to fir aasani Ho jaati hai working apni continue rakhni chahie kamyabi mil jaati hai
                          • #28 Collapse

                            Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

                            Pakistan Forex mein hamen acchi kamai bhi use waqt milati hai Ham jamane se kam karti meena se Jo kam karte hain unko milati hai Jo mere se Kam nahin karta hun commissioner kam hoti hai mehnat karne wala Achcha Xperia sar kata hai experience kahan se karna har kisi ke liye very very important hai
                            • #29 Collapse

                              Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

                              G han bilkul hamen kamyabi tabhi milti ha jab hum mehnat karty hain huma chahie k Forex mein din rat mehnat se kam kren zaida se zaida knowledge or experience hasil Karen tabhi Ham Forex mein kamyabi hasil kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: kamiyab tab milti hai jab ham mehant karty hain .

                                g han ye bat bilkul drust hai jub hum mehnat kerty hain tab hi apny maksd mein kamyab hoty hain. ager ap kisi b kam mein mehnat nahe krty tu ap us mein say kabi b acha output nahe lay sky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X