forex business mein aik na aik din mehnat zror raang lati hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: forex business mein aik na aik din mehnat zror raang lati hy

    G bilkul forex business Main mehnat ek na ek din zaror rang lati hai or hum kamiyab bhe hoty hain... Hamen forex main bhot mehnat karni parti hai or bhot mehnat karny k Bad he hum kamiyab hoty hain....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: forex business mein aik na aik din mehnat zror raang lati hy

      ji bilkul Forex trading mein jo jyada hard worker Hai vah ismein dilchaspi lete hain ise proper job samajhkar kam karte hain vo ek na din Forex trading mein kamyabi jarur asel karte hain Forex trading ek achcha profitable business hai Ham ismein jitne dilchaspi se kam karenge isase utna hi achcha fayda asal kar sakenge.
      • #33 Collapse

        Re: forex business mein aik na aik din mehnat zror raang lati hy

        Forex trading mai phly
        **Big ya small loss
        Aa skty hai,but giveup nhi krna chahiye,q k hmari tarjeh ye hni chahiye k
        **Last loss will be reason of our upcoming profit
        Is motto ko mind mai rkh kr knowledge gain kiya jay to bhaiyun phr
        **Profit k
        Chances max ho jaty hai,jo k sirf hard working ki wja sy hi possible hai
        Do it before other will do!
        • #34 Collapse

          Re: forex business mein aik na aik din mehnat zror raang lati hy

          Bilkul sahi kaha hai aapane Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Hamen Hamesha apni mehnat ko continue Rakhna chahie Agar Hamen nuksan Ho bhi Jata Hai To Hamen Sabar aur Himmat se kam Lene Ki Koshish Karni chahie aur yah Baat Apne mind Mein rakhni chahie ki mehnat Ka Phal kabhi bhi Hamara waste Nahin Jaega Hamen Ek na Ek Din Hamari mehnat Ka Sila lazmi Milega Yahi Baat apni mind Mein rakhkar Hamen apni mehnat ko kabhi bhi stop nahin karna chahie
          • #35 Collapse

            Re: forex business mein aik na aik din mehnat zror raang lati hy

            Fox business mein agar aap apni e working ko continue rakhte Hain struggle karte rahte hain interest lete Hain to ismein kamyabi Mil Hi jaati hai apni working ko continue rakhna chahie trading ke sath rahe trading karte rahenge profit nikale ya FIR loss ko sikhane ko milta hai
            • #36 Collapse

              Re: forex business mein aik na aik din mehnat zror raang lati hy

              AOA to all members of the Forex g ha Bhai ap ny Sahi Kaha Hy keh Forex main ap ki mehnt Kabhi na Kabhi rang Kati zaror Hy kio keh duniya ka qanoon hi yahi Hy Kisi ki BHI mehnt ko waste nai Hoti Hy aur Jo mehnt krta Hy us ki us ki mehnt Ka phal BHI lazmi milta Hy Forex main BHI ap ko mehnt ki zarorat Hoti Hy mehnt KY zareey hi ap Forex main kamyab ho skty Hain
              • #37 Collapse

                Re: forex business mein aik na aik din mehnat zror raang lati hy

                Ji bilkul sahi Kaha aapane Forex trading Ek Aisa business hai chauki Hamen bahut Achcha profit deta hai agar Ham Forex trading Mein mehnat Karenge to Ek na Ek Din Jarur ismein kamyabi Hogi aur yah mehnat Rang layegi Kyunki Agar Ham mehnat karte hain aur Jyada Se Jyada koshish karte hain aur acchi working Karte Hain To Hamen uska result bhi achcha Milta hai aur ham Kamyab Hote Hain
                • #38 Collapse

                  Re: forex business mein aik na aik din mehnat zror raang lati hy

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mishiali پيغام ديکھيے
                  jitna zeyda time se ham forex business mein mehnat kerte rehte han utna hamain achi kamyabi mile ke chance bhe zeyda hote han kuin ke bhot month se ke geye mehnat aik na aik din hamre mehnat zror raang laye ge jab hamre experience or knowledge gain hoga then hamain success bhe mile ge
                  Ji han frocks Business mein Ham Jab Jyada mehnat Karte Hain To Hamari mehnat Ek na Ek Din Rang Jarur Leti Hai Kyunki Jo log Bhi mehnat Karte Hain Unki mehnat Ka Sila unko Jarur Milta hai isliye hamen bhi chahie ki Ham mayus hokar frocks Ko Nahin chhodana Mal ke Hamen fabrics mein jyada mehnat aur usse kam Karen.
                  • #39 Collapse

                    Re: forex business mein aik na aik din mehnat zror raang lati hy

                    ji bilkul Forex trading mein agar Ham kamyabi Hasil karna chahte hain to Hamen hardworking karna bahut jaruri Hai tabhi aap Forex trading Se achcha benefit asel kar sakenge Forex trading ke acche experience ke liye Hamen demo kaun per practice karni chahie aur money management se kam karenge to achcha fayda hoga.
                    • #40 Collapse

                      Re: forex business mein aik na aik din mehnat zror raang lati hy

                      JBL kar Forex trading mein agar Ham jitni jyada mehnat karenge Forex trading ke bare mein Dala jaisal karenge to Ham Forex trading Se achcha fayda cancel kar sakenge.Forex trading 1 profitable business Forex trading Co on Ghar baithe join kar sakte hain.
                      • #41 Collapse

                        Re: forex business mein aik na aik din mehnat zror raang lati hy

                        G forex bunisess ju mehant karty Hain akhr aik na ak phal zror lati hai.kyin k Allah talla kisi ki mehnat ko zaya nah karta. Mehanti logu ko Allah like karta hai uska outna zyda experince haisal ho jta hai ju mehant karty Hain who log kaamyab hoty Hain ju jald kamyab hoty Hain .
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Re: forex business mein aik na aik din mehnat zror raang lati hy

                          Bilkul aapki baat bilkul theek hai agar hard work kiya jaaye to hamesha aapki mehnat Rang lati Hai Kyunki Forex trading Aisa worker jismein aapka accha work experience ki aapki Life Ko Bata Bana sakta hai to isliye sabse pahle Forex trading ko acchi Tarah Se samjhi Forex trading ki acchi learning Hasil Karen aur FIR aapas Mein kam Karenge to aap Achcha profit hi kar sakte hain aur apni life ko behtar bana sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X