Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha
    Wajuhta ap ko pata honi chahiye k loss kyu hota ha loss pe ghabrao nahi senseless ho jao gey tou mazeed he loss hoga forex ko time do jab tk ap ksi b kam ko learn na kry gay to us me kam kesy kary gay jab ap is forum k bary me zaida acknowledge hogy or jitna is me experienced hogy utna he zaida ap earn kr saky gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

    Dear forex member ager hum fkrex treading karne se phelendemo per acha practice karne se knkwledge basol kare aur is ke bad real treading kare to kabi be loss nahi ho ga demi se acha knkwledge aur experience hasil hoti he aur zayada knowledge se he acha esrning ho sakti he
    • #3 Collapse

      Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

      Jaisa k apne kaha ha bhai jan maximum members k sath aisa he hota ha jb loss ho jata ha to log emotions pa qaboo ni rakh sakty tha is lia ap apni trading ko mazeed loss se bachany k lia apny emotion ko control kiya kren. Thanks
      • #4 Collapse

        Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

        Ji han bilkul theek Kaha Hai Jab Hamen se mistake ho jaaye Hamen chahie ki ham Hosh Mein Aa Kar Kamle aur Jyada panach Na Le tension Na Le Jo Ho Gaya so Ho Gaya next time ke liye se white Karen aap apne aapko self-assessment Karen ki Humse kya Galti Hui Hai Jiski vajah se Hamen Itna launch Hua Hai Ek behtarin trailer Vahi hota hai jo apni galti se sakta hai To Hamen apni galtiyon ko Apne teacher Manana chahie aur Unse Sab cancel karna chahie aur next time ko avoid karna chahie aur fix karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullahtrader پيغام ديکھيے
          Wajuhta ap ko pata honi chahiye k loss kyu hota ha loss pe ghabrao nahi senseless ho jao gey tou mazeed he loss hoga forex ko time do jab tk ap ksi b kam ko learn na kry gay to us me kam kesy kary gay jab ap is forum k bary me zaida acknowledge hogy or jitna is me experienced hogy utna he zaida ap earn kr saky gay
          Jab open trademan loss Hona shuru ho jaaye To Hamen use Lash ko control karne ki koshish Karni chahie Agar Hum usko Chhod Dete Hain running trade Ko Chhod Dete Hain To fir loss increase Hote Hote Hamara account bivas kar sakta hai ya FIR Hamen trade Bade loss Mein close karni padati hai Jisko recover karne mein bhi bahut time required Hota Hai To Agar Ham Sambhal last Mein trade ko control kar lete hain yah trade close kar lete hain To Ham last ko recover bhi kar lete hain isliye last ko control karna bahut jaruri hai to koshish Jarur Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

            khallas Ho jaaye to last hone ka reason research karo usko find karo usko solve karo apni mistakes ko note karo tabhi aap ek acche aur kamyab trader Ban paoge per ek achcha aur kamyab trader vah hota hai jo hamesha apni mistakes ko note karta hai aur apni mistakes se licence hasil karta rahata hai
            • #7 Collapse

              Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

              Ji han bilkul dear fresh members aap bilkul theek kah rahe hain agar khuda na khasta aapko loss Ho jaaye forex business mein to aapko vaju baat ko samajhna chahie naake aap business se Dil Tod Kar baithe aur Fox business ek bahut achcha aur kamyab business Puri world mein famous hai ismein agar aap kamyab hona chahte Hain to aapko chahie ki forex business ke rules ko follow Karen aur ismein jyada se jyada mehnat Karen isase aapko lost bhi nahin hoga
              • #8 Collapse

                Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

                g hna ap nay ak acha maswara diya hae k hum logn ko jub bhe bisiness mn loss ho jae to hamn ghubrana ni chaea kun k ager hum ghubra gy to hum achi dobara trade noi ker sakyn gay ur achi trade na hoe to hamn dobar aus say bhe ziyada nuksan uthan paray ga
                • #9 Collapse

                  Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

                  market ko samajhna buhat hi zarori hai kyon ke agar ham kisi ko samjhain ge nahi to ham kameyab nahi ho sakte hain mehnat se kaam karna hai to ham ne kameyab hona hai is liye hmain mehant se kaam karna hai practice ki agar ham practice karain ge to ham buhat hi acha knowledge hasil kar saken ge aur ham kameyab ho jayen ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

                    Loss hone ki vajah Se Hoti Hai Ham jaldi karte hain Agar acchi trading kar rahe hain Ham use mein bhi bahut jyada jaldi kha Jaate Hain Aisa nahin karna chahie Hamen chahie Ham bahut jyada interest Lekar relaxment se acchi trading Karen aur Agar market kalevar bahut slow hai to Abhi Trading na Karen Kare koshish karen acchi acchi trading Karen acha sa Profite asaani se acchi kamyabi say Hi Got Ho ga Khoob mehnat Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

                      Trede main Loss hmri apni geltiy ki waja sa hota hy is lia hm chya ky mhynt kra kbhi bh jeldbzi na kra aysa kra ga to hm loss hi Ho ga jitni ziyada mhynt kra ga konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

                        Dears friends agr ham forrx me kam.krte hain tu hamen chahye keh ham apna kamehnat aur knowledge ke sath kren tahkeh hamen faida hasil ho forex me agr ham kiyab hona chahte hain keh ham apna kam tawjo se kren jaldbazi na kren jis ki waja se hamen loss ka samna krna prta hai eslye apna kam sakon aur knoedge ke sath krna chahye tahkeh ham apni maqsad ko pohnch saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

                          g hn g ap ki baat bilkul theek hai k jb ap trade kr re hoty hein tu us time ek tu apny ap ko neutral kr liya krein q k is trah ap apny emotions ko controll kr sakty hein r loss ho jae tu us pr panic hony ki zaroorat nai hai balky apny decision ko fr se judge krein mistakes find krein tb ja kr ap ko learning bhi ho gi r earning bhi,..
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

                            Trade Chhote time frame Mein Karni chahie lekin market per Najar Bade timeframe Mein rakhni chahie Jab Bhi Ham market ke train ko dekh Lete Hain Ki kis Taraf ko ja raha hai to Usi Taraf ko Hamen Chhote timeframe ke sath read karte hue trade Lagan bhi chahie aur Jari rakhni chahie FIR hi Hamen Paida deta Rahega Forex trading bhi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss honay pe wajuhat ko samjha jay sense less na ho mazeed loss hota ha

                              ji yay baat thk hy agr apko loss hua hay tu aap dekhu ghor kro kis mistake ki waja say loss hua hay .ap loss ko dekh kr ziyada preshaan na ho jana agr aap.nervis ho jao gay tenshin lo.gay tu loss aur bhi ziyada ho sktaa hay .So plz aap.apni ghulti ko dekh kr usay thk kro.aur phir trade lagao .loss thora thora kr kay cover ho jai ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X