Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay hain.
    Forex mei ap k discipline aur sabar ki bohat value ha learning k bad ye bhi apnaiye jo forex mein learning nahi karta hain tu wo forex mein kabi bhi earning nahi kar skta hain kyun k jab tak hum forex mein learning nahi kara ga tu hum ko forex mein trading karna k way nahi mila ga aur na he hum ko forex k bara mein theak se pata chala ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

    Is main disciplined work Hamesha aapko prapt dene ke liye bahut necessary hota hai Jitna jyada aap mehnat se kam karte hain Forex trading main aapko itna hi maximum profit milane ke chances bhi increase Ho jaate Hain isliye best kam karne ke liye mentally relax hokar trading Karen aur Forex trading ko Hamesha mentally repair hokar kam Karen
    • #3 Collapse

      Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

      agar aap discipline ke sath hamesha achcha kam karte rahenge to aapko jarur kamyabi hasil hogi aur aapko uska bahut achcha result bhi hasil hoga isliye aapko chahie kya aap hamesha acchi tarah se Kam Karen hamesha discipline ke sath kam Karen joining bhi karta Rahe aur acchi tarah se time account ko bhi time de Tere Hain
      • #4 Collapse

        Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

        Ji han dost aap bilkul theek kah rahe ho Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye discipline aur patients donon bahut lazmi hai Forex trading Mein Ham Agar discipline ke sath aur acche money management aur risk management ke sath trading Karenge To Ham is business se acchi earning cancel karne mein Jarur Kamyab Honge aur aur jahan tak baat Rahi patience bhi Forex trading bahut lazmi hai Kyunki Kafi Sare log ki vajah se emotional Ho Jaate Hain Jazbaat Mein Aakar aur galat Faisla lete hain Jiski vajah se vah bade nuksan uthate hain lekin Agar impatience ke sath kam Karenge Tu is business Mein kamyabi Hasil kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

          Ji friend, discipline hamain sikhata hay keh forex per successful hony ky liye step by step hum nay kin kin rules ko follow karna hay,ta keh ham apni success ko achieve kar sakain, per ye business hay, loss is also part of business, loss ki surat main hamain patience rakhna chahiye or successful trader ban'ny kay liye patience karna chahiye, kabhi bhi jaldbazi nai karni chahiye, warna sab kuch waste and lost hi jaye ga.
          • #6 Collapse

            Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Turbo پيغام ديکھيے
            Forex mei ap k discipline aur sabar ki bohat value ha learning k bad ye bhi apnaiye jo forex mein learning nahi karta hain tu wo forex mein kabi bhi earning nahi kar skta hain kyun k jab tak hum forex mein learning nahi kara ga tu hum ko forex mein trading karna k way nahi mila ga aur na he hum ko forex k bara mein theak se pata chala ga.
            Discipline Ka Hona bahut jaruri hai lekin Agar Ham Sabar Se Kam Nahin lete to Fir Hamen kabhi bhi achcha profit Nahin Mil Sakta Jab Bhi Ham forex market Mein trade karte hue jaldbazi Karte Hain To Hamen loss hi hota hai yah Ham acche profit se mehroom ho Jaate Hain Agar Hamen open trade Mein profit ho raha ho aur ham trade close karne mein jaldi Karen To Ham Bade profit se mehroom ho Jaate hain lekin Agar market Mein Hamen loss ho raha ho aur ham trade close kar dete Hain jaldi Mein Tu Bhi Hamen loss hi hota hai aur trade open karne mein jaldi karne mein bhi loss hi hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

              200 for studying Ek Aisa business hai Jiske Sath aap ko bahut khush Hona padega tab jakar aap bahut jyada kamyabi Hasil kar sakte hain lekin agar aap iske sath do numberi Karenge to yah bahut jyada aapko nuksan Dega is vajah se aapko chahie Ki Dil Laga ke kam Karen aur ek hokar kam Karen to aap bahut jyada Paisa kam aaenge
              • #8 Collapse

                Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

                g han agar hum main disciplne or knowledge nhi hy to hum forex main kamyab nhi ho saktay hain or achi earning bhi gain nhi kur saktay hain q keh jub hum disciplne say kam nhi kurtay hain tub humara kama kisi ko samujh main nhi ata hy q keh jo kam disciplne kay bghair kiya jay is kam ki koi value nhi hoti hy or is kay sath sath jub hum patince say kam nhi kurtay hain jald bazi kurtay hain to es say kafi mistakes ho jati hy jis say humara kam khrab ho jata hy es lyay humay patience say or disciplne say kam kur kay es main achi earning bhi gain kurni chahiyay
                • #9 Collapse

                  Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

                  ji han dost apne sahi kaha jitna hamara blance zyada hoga hama utni badi lot size use kar sakian ge our is se hamain ye faida hoga ke hamari jab profit hogi to woh sab se zyada ho gi our jab hamara loss start hoga tab hamara account itni jald wash nhi hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

                    agar Ham acchi discipline se kam karenge hamen lo uski vajah Achcha profit aasani se milega isliye acchi discipline se aap apne posting ka target banaa Rahe aapko posting ka target pura karne ki vajah se achha achha Sa bonus ek week mein milega mehnat karte Rahe aapko acchi kamyabi milati rahegi
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

                      kisi bhi field mein agar aap achcha bonus asel karna chahte hain usse Se achcha fayda aasal karna chahte hain to Hamen chahie ki yahan achcha Nalaj aisal karne ki koshish karen use proper time den ek Jab samajhkar kam Karen tabhi ham Forex trading Se achcha benefit asal Kar sakenge.Forex trading main Agar Ham Forex trading ke rule ko follow Karen risk na len money management se kam karen to him Se achcha benefit Le sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

                        Forex aisi jaga hai jaha Tuka nahi chalta . Proper planing and discipline k bagair agy nahi jaya ja sakta . orplaning or discipline k liy knowledge bohat zaroori hai or Knowledge k liy hardworking and study bohat zaruri hai.so Forex koi asan kam nahi hai. Yeh ek mushkil ot time taking Business hai. planing k bagair jo bhi raqam is business mai lagata hai wo Nuqsan hi uthata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

                          Forex 1 online business hai Forex Mein Hamen apni emotion ko aur apni acche discipline ke sath kam karne ki jarurat hoti hai jo log patience Rakh kar Kam Nahin karte vah Kabhi Forex trading Mein Achcha fayda Hasil nahin kar sakte Forex trading Mein Vahi log Kamyab hai jo Babbar ke sath aur apni motion ko control Karke acchi learning ke sath Forex trading Mein kam karte hain Vahi Achcha fayda hassil kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

                            Forex trading mein agar Ham Pareshan aur discipline ke sath kam Karenge To Ham Achcha fayda HAL kar Sakenge aur acchi learning ke sath Achcha knowledge aur profit bhi increase kar Sakenge Forex Ek online business hai Forex Mein Hamen Jyada Jyada mehnat aur knowledge ki jarurat Hoti Hai itni acchi learning ke sath aur hardworking ke sath kam Karenge Itna Achcha profit increase kar Sakenge aur successful trader Ban Sakenge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar ap mei discipline aur patience nahi phir kamanay k chances bohat kam hotay h

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Turbo پيغام ديکھيے
                              Forex mei ap k discipline aur sabar ki bohat value ha learning k bad ye bhi apnaiye jo forex mein learning nahi karta hain tu wo forex mein kabi bhi earning nahi kar skta hain kyun k jab tak hum forex mein learning nahi kara ga tu hum ko forex mein trading karna k way nahi mila ga aur na he hum ko forex k bara mein theak se pata chala ga.
                              Ji han Forex trading ke Business mein Kamyab hone ke liye Hamen pure discipline ke sath aur patterns ke sath kam karna chahie Ham Jitna Jyada Sabar aur discipline ke sath Forex Mein kam Karenge Hamen is Se utna Hi Jyada kamane ke chances Milenge isliye Hamesha Forex trading market Mein Soch Samajh Kar aur Sabar ke sath Achcha kam karna chahie Taki Ham Forex se Hasil hone wale chances se fayda Hasil kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X