Fundamental analysis kya hoty hain....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis kya hoty hain....
    Fundamental analysis different things pa mushtamil hota hai ye wo chezyn hoti hain jo mulk ki mashiyat pa directly effect krti hain. Ic ma mulk k banks shamil hen different industries shamil hain mulk kis state ma hai mtlb ksi or mulk sy dosti kr rha hai war?
    Mtlb news k related hmara jo analysis hota hai usy ham fundamental analysis kehty hn or ic sy hota ye hai keh normal market jb chal rhi hoti hai to ham technical analysis ki base pr trade kr rhy hoty hn lkn jahan koi un aspected chez ho jati hai or hm preshan ho jaty hn " Oh my Allah ye kya ho gea?
    Yhan pr koi na koi aesi news hoti hai jis ny bht zyada effect kia hota hai market ko. Jesa k aj kal corona kr rha hai....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analysis kya hoty hain....

    Forex trading business Mein fundamental analysis ka matlab hai ki market fundamental remove karti hai Jab Insan Forex Main Apne Naal Ishq Karta Hai technically to Aakar market ko to vah analysis bahut behtarin hote hain fundamental Mein Aaj Hamen bahut nuksan de sakte hain aur ham donon ko bahut kharab kar de de sakte hain isliye is fundamental Se Dur hi Rahana chahie
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analysis kya hoty hain....

      Hamen fundamental analysis Ka istemal Karke market Mein amount deposit Karke tradeplace Karni chahie Fir Bhi Ham kamyabi Hasil kar Sakenge Agar Ham fundamental analysis ko ignore kar denge To Hamara account Band Ho Jaega is nuksan main market brokers ka koi bhi Kasur Nahin Hoga Forex Ek Achcha business hai Ham Ghar per Baithe Kiska kam kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analysis kya hoty hain....

        Dear member Forex trading Mein fundamental analysis who analyses Hote Hain Jo ke kisi bhi country ke economically issue yah Kisi bhi country Mein vah Rone Mein hone wale anusar Jo ke aapki market affect karte hain aur vah. Jinki vajah se market Upar niche Munh kar sakti hai vah aapke fundamental analysis hote hain aur yah analysis Ham market ko samajhne ke liye use karte hain
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analysis kya hoty hain....

          analyses ke forex main kie iqsam hote hai hamy knowledge or experience hasil kar ky fundamental ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyabe hasil kar sakty hain or market main run kar sakty hain yai aik international karobar hain hum is main pair or currency main trading karty hain agar hum new trader hain to hamy currency main trading karne ho ge euro usd aik ache currency hain
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental analysis kya hoty hain....

            G bht e acha question ha g k fundmantal analiys kia hay different things pa mushtamil hota hai ye wo chezyn hoti hain jo mulk ki mashiyat pa directly effect krti hain. Ic ma mulk k banks shamil hen different industries shamil hain mulk kis state ma hai mtlb ksi or mulk sy dosti kr rha hai war?
            Mtlb news k related hmara jo analysis hota hai usy ham fundamental analysis kehty hn or ic sy hota ye hai keh normal market jb chal rhi hoti hai to ham technical analysis ki base pr trade kr rhy hoty hn lkn jahan koi un aspected chez ho jati hai or hm preshan ho jaty hn
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental analysis kya hoty hain....

              Forex p hum trading krty hoy acha profit gain kr k reward lety hun apny kam ka jo trading ki jati hai pair p wo depnd krtui hai ak news p ak fundmentl p fundamnt ak ghrafiq hai jes p hum dekty hun kun se pair ko kes jga supoort ml rhi hai r kes jga se resistance us k mutbk hum buy ya sell krty hun
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental analysis kya hoty hain....

                Fundamental analysis news ko read kr k market ko dekh k kia jata hai jis mein experts ko malom ho jata hai k ye pair kis taraf movement krega lekin woh bhi news pe jo movement hoti hai us waqt trade open nhi krty jb market mein news ka asar khatm ho kata hai aur market ki movement clear ho jati hai phr trade open krty hein is liye aisy traders ko bht acha profit hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental analysis kya hoty hain....

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Alighuman پيغام ديکھيے
                  Fundamental analysis different things pa mushtamil hota hai ye wo chezyn hoti hain jo mulk ki mashiyat pa directly effect krti hain. Ic ma mulk k banks shamil hen different industries shamil hain mulk kis state ma hai mtlb ksi or mulk sy dosti kr rha hai war?
                  Mtlb news k related hmara jo analysis hota hai usy ham fundamental analysis kehty hn or ic sy hota ye hai keh normal market jb chal rhi hoti hai to ham technical analysis ki base pr trade kr rhy hoty hn lkn jahan koi un aspected chez ho jati hai or hm preshan ho jaty hn " Oh my Allah ye kya ho gea?
                  Yhan pr koi na koi aesi news hoti hai jis ny bht zyada effect kia hota hai market ko. Jesa k aj kal corona kr rha hai....
                  Jo Anil se forex market Madrid open karne se pahle Ham news based per Karte Hain ki agar koi market ke related behtarin news a Rahi Ho To Ham news ko analysis Karte Hain Ki Ham Jis country ki currency ke related Koi news Ho US country ki cal condition ko bhi dekhte hain aur news per hone wale previous effect ki vajah se market ki Kis Tarah movement Hoti Hai yah bhi Ham analysis Karte Hain To Hamen pata chal jata hai ki kaun si news Aane wali hai aur use paise Kis Tarah ka effect ho sakta hai market Mein FIR Ham trade open karke fundamental news per bhi acchi earning kar sakte hain
                  Last edited by ; 28-04-2020, 04:37 PM.
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental analysis kya hoty hain....

                    Ji Bhai aapane bahut acchi post ki hai aur sari othentic information aapane Di Hai Main Yahi puchna chah raha tha ki fundamental account analysis kya hote hain lekin aapane bahut acche tarike se isko describe Kiya Hai aur aapki baat theek hai fundamental account Jo Hamare Mulk se directly linked hote hain Jinka in sar Hamari economics per hota hai yah chijen Hamari trading ke liye bahut jyada jaruri hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental analysis kya hoty hain....

                      Fundamental analysis hamain har pair main karny zaroori hayin, some traders apni har trade main technical analysis kay sath fundamental analysis ko bhi importance daity hain, inki madad say ham different countries ki economic conditions say waqif hoty hain, q keh economic conditions ka good or worst impact hota hay, isi liye fundamental analysis ki help say hum apni trade ko more successful bana sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Fundamental analysis kya hoty hain....

                        Fundamental analysis different chezon pr mushtamil hta hai jis me mulk ki daramdad or baramdat shamil hai.forex trading me market analysis hi fundamental analysis hai.isi ki wja sy hi kamiyabi milti hai.or in me expert hna lazmi hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Fundamental analysis kya hoty hain....

                          fundamental analysis ko pahle aapko acchi tarah se sikhana Hota hai iske liye aapko acchi tarah se working karni hoti hai aur daily basis per demo account per acchi tarah se practis mein karni hoti hai tabhi aap fundamental analysis ko chitra se Sikh paate Ho FIR aap acchi tarah se analysis kar paate ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X