Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi
    Forex market ki condition kesi time bahot critical be ho sakti hay aur movement ko samjna difficult ho jati hay es situation me agar profit targets complete na be ho to traders ko tension leny ki zarorat nahi, ye zarori be nahi key daily base par hamary profit target complete ho saken, kesi time loss se bachny ki koshish be karni chaye aur profit targets ko next day complete karny ki koshish karni chaye, agar daily hi kesi trader ka profit target complete ho raha ho to ye bahot achi bat ho sakti hay magar lalach me a kar daily profit targets ka pora karna be teek nahi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

    Dekhiae doston Har Kisi ka Apna opinion aur apni thinking hoti hai lekin Mere Sal mein agar Ham daily basis per profit ka kutta target banaenge to usko achieve karne ke liye Ham Kisi bhi had Tak Ja sakte hain Jiski vajah se Ham Rang Rasiya ki vajah se bade nuksan Utha sakte hain is vajah se main Yahi suggest Karunga Hamen Delhi ki profit limit ya profit target Nahin banana chahie Hamen apni full efforts aur struggle quote Karni chahie acche se acchi trading karne ki Taki Ham daily basis per Achcha profit Hasil kar Saken lekin Jaruri Nahin Ki use target ko achieve karne ke liye Ham galat Faisla Karen Jiski banaa per Hamen Bade nuksan uthana Pade
    • #3 Collapse

      Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading her roz profit nhi milta iss liay agar daily profit ka target poora nah ho aur market profit denay ki position men nah ho aur movement slow ho tu phir trading nah karen aur next day ka wait karen
      • #4 Collapse

        Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

        Jab Ham trading open Karte Hain to hamare Shahar Mein Hamare mind Mein Ek plan Hona chahie accident ji honi chahie ki Humne kis. Per trade open karni hai aur kis. Per close karni hai hamara daily weekly ya monthly target Hona chahie ki Humne Itna profit Hasil karna hai lekin Agar Ham Apna target achieve karne mein fail ho Jaate Hain Tu tu apne aapko pressurize nahin karna balke Jitna target ya Jitna profit mil jaaye is per shukr karna hai Usi per agreed karna hai apne aap ko sipus SY karna hai agar aap targets achieve karne Ke Chakkar Mein overtrading Karenge ya limit cross Karenge to definitely aapko loss Hasil Hoga aur Kuchh Nahin to kya jawab under pressure kam Karenge to yah Mumkin hi nahin hai ki aap theek Tarah Se analysis Karen
        Last edited by ; 28-04-2020, 05:06 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

          Profit targat complete na ho tu trading karna zaroori bi nahi Aap ki baat bilkul theek hai forex mein aap apna target bana latay hai tu aap ka target agar jiss din complete nahi hota market ki movement achi nahi hoti tu zaroori nahi hota trading kray aap jab market ki movement achi ho tab aap ko kamyabi hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

            aslamoalekum dear mn ap ki bat sy agree hon .asa he h rozana market ki situation sane to ni hoti .is liy hmra profit ka targit poora ni huabto koi bat ni sabr sy kam len ar markt ki situation ko dekhty huy fesla kren ta k hum loss sy bach sken
            • #7 Collapse

              Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

              hamy aik tie table bana kar is main daily base par kam karna chahey pher hi ham target pora kar sakty han or acha bonus hasil kr sayt hian ham is main apni amrzi sy 24 ganto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main part time be kar sakty hain or ham is main apni amrzi sy full time be kam kar sakty hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain
              • #8 Collapse

                Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

                Agar hamra profit ka traget pak forex trading business men say Ager Information say Unfortunately Complete ho jay Tu Ham ko Chahhye ham Trad Next Ussi Day mn Trad na Lagayen Tu Hi aasani Se Accha Sa fayda asaani say hi to aapko chahie ho ga aor Asaani say hi git Bhe Ho ga ahtyat Say Hi Kaam karein Tu Hi aapko acchi kamyabi Hasil hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

                  G hn bhai ap ny bilkul thk kaha ha agr hmara profit target complete na ho to aisi trade ka koi faida nhe ha or aisi trade krna zarori nhe ha is lye jb apko kisi trade mn profit target pura hota dikhai dy rha ho to us py trade kr skty hn
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

                    g han dear ap ki baat thek hy paksitan forex min hamin treading karty hoy daily ik target ko set kar lena chaye jis sy hum firex min acha prodit haial kar sakty hain agr kiis bhi waja hum apna kabhi target ko poora nahin kar sakty hain to hamin cahye hamin chaye hum aony target ko pora kaney ki zaroorat nahin hy hamin is sy lalvha sy sy loos bhi ho skata hy iis lia hamin forex min sochs amjh ka apna daily ka target ko poora karna chaye..
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

                      G dear sahi kha ap ne aksr user's agr loss ma ja rhy hoty hain to wo br br trade lga rhy hoty hain k iss br zurar fida hoga asa Ni hota sb he user's ko chahyie k work kren apni trade pr lekin trade zaya mt kren agr aik din loss ho rha hai to usy chor den aur phr next day try kren iss ma he bethri hai ap user's ki apne experience ko agy bhrayen aur information ki base pr trade open kren ta k koi benefit le saken asy kren to hemsha Los's ma end hoga
                      Ache bt share ki ap ne good post:1f626:
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

                        aga ap ka target poora nahi hua hai lekin ab koi achi position nahi hai to is mein koi zarori nahi hai ke pa ne ha haal mein trading karni hai ap ne tab trade karni hai jab ap ko achi trading ki position milti hai agar ap aesa karain ge aur greed ko conrol karain ge to ap acha kaam kar sakte hain aur acha earn kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

                          g belkul aysa he humen chaia keh hum aapny maiodn menm ek profity kanry ka taarget set karen gy jab hum forex men profit ka tarhet set kren gy to hum forex men bahot he achi kamyabi hsil kr skane gy forex men acha kam krana bahot he achi kamyabi hy taab he hum bahot he achi kamyaabi hasil kr saken gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

                            Dear apne bhut achi bat ke hay ager humra target pura nai hota too phir hume treading karna chaly aur soch samjh kar treading lagna chle phir hum achi earning hasil kar sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit target complete na ho to trading karna zarori be nahi

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                              Forex market ki condition kesi time bahot critical be ho sakti hay aur movement ko samjna difficult ho jati hay es situation me agar profit targets complete na be ho to traders ko tension leny ki zarorat nahi, ye zarori be nahi key daily base par hamary profit target complete ho saken, kesi time loss se bachny ki koshish be karni chaye aur profit targets ko next day complete karny ki koshish karni chaye, agar daily hi kesi trader ka profit target complete ho raha ho to ye bahot achi bat ho sakti hay magar lalach me a kar daily profit targets ka pora karna be teek nahi.
                              Ji han aapki Jaaye Baat bilkul theek hai agar Hamara Delhi ka profit target complete Nahin bhi Hota To Jaruri nahin hai ki Hamen Jyada Se Jyada trading Karni chahie kabhi kabhi hamen profit Nahin bhi Hota Hamen is per Sabar karna chahie Kyunki Agar Hamara daily ka profit target pura Nahin Hota To Hamen ismein lalach Nahin Karni chahie aur apne trading ko stop kar dena chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X