How to make forex trading less stressful

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear is buiness mein bahut ziyada mehnt ki jati hai ye aik acha buines shai i ko learn kr k kiajta hai ye aik good buines shai si ko kahein bhi kia ajskta hai ye aik real buiness hai is ko kahein bhi kija skta hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Is business main stress buhat hy aur yeh aik risky business hy. Agar aap risk ko kam karain to stress sey bach saktey hain. Jab aap aik target bana kar kam karain gey to aap bar bar decision change nahi karna parain gey aur aap ko stress nahi ho ga. Aik target banayen aur stop loss aur take profit ka use krain to stressed trading sey bach saktey hain.
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: tradebd پيغام ديکھيے
        Yes besides that the trader must have patience attitude in their trading activity and also the trader is must accept the loss and no do revenge trading to avoid more stressful in the forex trading , if the trader cant do patience in forex trading then its is big possible get high pressure in trading then be stressful condition in this business.
        forex mein ham ne ager apni trading ko less stressfull rakhna hai to us k liye hamein apni emotions par qabu rakhna seekhna hoga aur my dear brother main aap ko ye bhi btana chahun ga k ham trading mein greed se door reh kar bhi less stressfull trading kar sakty hein
        • #19 Collapse

          forex trading ke business mein apko kaafi stress hosakta hai is liye is mein ap apne risk ko limited karlen aur is mein kabhi bhi had se ziyada ka risk nahi len warna apko phir loss hi hoga.
          • #20 Collapse

            my dear agar ap bina ghabrahat or tension k trading krna chahte ho to is ka ek hi hal hai woh hai forex learning q k forex learning se ap ka confidence bharta hai or ap bina fear k trading krte ho
            • #21 Collapse

              janab agar ap Forex trading k iss business ko less stressful banana chahtay hain tou hamen chahyie k hum patience se kama karen kynk jab hum calm ho k iss business main kaam kartay hain tou hum har decision theek le rahay hotay hain..
              • #22 Collapse

                mare dost iss kaam main sirf wohi stras lata hai jis ko iss kaam ka expereince bohat kam hai hr usy hi iss kaam main los bhi hota hai iss kaaam ko fresh ho kar karna chahye ye aik aram sy karny wala kaam hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  forex trading mien apko chahiye ek ap is bsuiness ko sahis e seekhen aur proepr iski bharpoor practice akren aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon is mien ap agar panic honge to apko phir just loss hi hosakta hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X