your mistakes can be a good experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    your mistakes can be a good experience
    Bhai agar aap apni galti se ek Achcha Sabak Hasil karte hain aur usko repeat Nahin Karte aur trading Mein Agali dafa aap Vahi mistake repeat na Karke aap na kha Lete Hain To yah mistake aapke liye ek Achcha experience sabit ho sakti hai isliye aapko chahie apni galtiyan ko Ho Ek Achcha lesson ke Taur per Le aur Unse Sabak Hasil Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: your mistakes can be a good experience

    hamain expeirence hail kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hhon gay aur hamain mistakes ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur hamain chahy is k bary main practice karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain rules ko mind main arkhna ho ga tab hii hum achy say earn ho
    • #3 Collapse

      Re: your mistakes can be a good experience

      Online business hai Ham Itni Raat Mein ya Din Mein Kisi bhi waqt ka time table Banakar kam kar sakte hain Hamen struggle per all experience a focus karna chahie Hai Fir Bhi Ham kamyabi Hasil kar Sakenge Agar Ham kam karte hue market ke kisi rule ko ignore kar denge To Hamen sirf aur sirf nuksaan ho jaega is nuksan main market Kaya broker ka koi bhi Kasur Nahin Hoga Ki Ek best business hai
      • #4 Collapse

        Re: your mistakes can be a good experience

        ji bilkul dear friend aapki baat rustom main aapki baat se sahmat hun forex trading business mein kuchh log Hain yahan par mistake karte hain mistake karne per unhen bahut bahut technology has hoti hai kuch log mistake se experience nahin lete hain kuchh log bhi lete Hain
        • #5 Collapse

          Re: your mistakes can be a good experience

          agar humian es main kam ko karny kay experience ho ga to hum es ain kbe be mistakes nahin kar skty hain humain es main kam ko akrny kay ley humain es main mahant say humian es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho ksty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat maikn be kam kar skty hain our hum es main kam kar kay hum es main suucess ho skty hain
          • #6 Collapse

            Re: your mistakes can be a good experience

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
            Bhai agar aap apni galti se ek Achcha Sabak Hasil karte hain aur usko repeat Nahin Karte aur trading Mein Agali dafa aap Vahi mistake repeat na Karke aap na kha Lete Hain To yah mistake aapke liye ek Achcha experience sabit ho sakti hai isliye aapko chahie apni galtiyan ko Ho Ek Achcha lesson ke Taur per Le aur Unse Sabak Hasil Karen
            Mere Khyal Mein Aisa Kahana theek Nahin Hoga Ki Agar Ham mistake karte rahenge to hamare liye acchi sabit ho sakti hain Aisa bilkul nahin hai agar aap mistake se to Bar Bar repeat karte rahenge to kabhi bhi is karobaar Kamyab Nahin Ho Sakenge
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
            • #7 Collapse

              Re: your mistakes can be a good experience

              Yes mistake sy acha experience hasil hota hai es lae mistakes sy pareshan ni hona chahe, en mistakes sy ham jetna learn karty hai or kahe sy ni kar sakty, but mistakes karny k bad un sy hony waly loss ko bhot jana chahe or un mistakes ki reason ko yaad rakhna chahe, kiu k mistakes ko ignore karyn gy to kbi kuch ni sekh sakyn gy,
              Last edited by ; 27-04-2020, 07:34 PM.
              • #8 Collapse

                Re: your mistakes can be a good experience

                hamy apni mistake ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha bonus hasil kar ky apni family ko support kar sakty hain ham is main 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik real business hain
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  Re: your mistakes can be a good experience

                  dear friend ap forex main kam karty howy as say kafi acha epereanse sekh sakty hain as leye p ko chaye ap as main apnui mistake say kuch sekhny ki koshehs karen as main tab hi ap kameyb hoty hain gab as main mistake karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: your mistakes can be a good experience

                    Yes ager hum is bat per focus karain keh hamari mistakes ko kis tarah door kar kay hum apni trading learning and experience improve kar sakty hain to, ye mistakes hamain bahut kuch sikha sakti hain, but hamain always in mistakes ko repeat nai karna q keh once mistakes remove ho jayain to he complete tor par successful trader bana ja sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: your mistakes can be a good experience

                      dear friend forex trading aik complicated business ha is mn hr kisi sa mistakes hoti hn lekin aik achha trader sa jb koe ghalti hoti ha to woh us ghalti ko hmesha yad rakhta ha jis sa,usay loss howa ho to dobara aisi mistake ko repeat na kr k hmesha kamyabi hasil krta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: your mistakes can be a good experience

                        aoa..Han ji dear bilkul AP ne sahi kaha hai k forex forum per Jo apni ghaltion se seekhty Hain wo log hamesha kamyab hty Hain ..Is Lia forex forum per agr apni ghaltion ko ignore kerty Hain to AP kabi kamyab nhi ho sakty..is Lia agr AP achy trader banna chahty Hain to apko apni ghaltion ko ignore na karain ..hamesha apni ghaltion ko apni kamyabi ki seerhi bna k chalain aur yahi seerhi apko kamyab bnie gi..baki loss aur profit to her buisness ka hissa htay Hain is Lia loss per mayoos na hn balke apni ghaltion se sabak seekhain..
                        • #13 Collapse

                          Re: your mistakes can be a good experience

                          Ji bilkul dear jab tak ham apni mistake se kuchh lesson Hasal Nahin karte to ham kamyab Nahin ho sakte agar ham apni mistake ko repeat karte Hain aur aur use khatm Nahin karte to ham ismein successful Nahin ho sakte to hamen chahie ki cool mind ho Kar trade Karen or mistak na kare
                          • #14 Collapse

                            Re: your mistakes can be a good experience

                            g hn g ap ki ye baat bilkul theek hai k forex forum mein agr hmari koi glti hmein axha sabak de jati hai r us se hm apni gltiyuo ko find kr paty hein tu vo glti hmary leye axha experience bn jati hai isi trah hmein apni gltiuo se ghabrana nai chaheye balky un se sabak hassil krein ,..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: your mistakes can be a good experience

                              ji han Forex trading business mein jab ham Galti karte Hain to ham experience hasil karte hain jitni ham trading karte rahenge hamen experience hasil hota rahega achcha experience hasil Karke ham acchi profitable trading kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X