buhat ahtiat se
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    lalach aik aisi cheez hai jiss say hamara sara capital zero ho sakta hai. hamari koshish hamesha yahi honi chaiye kay hum apni har trade main stop loss zaroor use karein aur apnay capital ko safe rakhein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      han bilkul hume zyada lalach me nahi ana chaiye bs jitna profit mile le lene chaiye wrna zyada ke chakkar me hume loss hojaega or hamara capital bhi zaya hoskta hai
      • #18 Collapse

        bht achi tip di hai dear ap ny asa most of the time hota ahi k jb ap ko zayda profit ara hn tu ap may lalch ajta hai. or ap zayda k chakar mat. apna sara blance zero kr lyty hai is liay ek plane sy work kry k ap ko pe day kitna profit bna hai or ap kitn asani sy ban skaty hai. or asy daily thora thora sy agy zyad ki trf ay taky ap ko long term faida hn
        • #19 Collapse

          ji sai kaha ha aap nay k hamein forex ma bohat ahtiat dekhani parhti ha aur step lenay say pehlay us ko sochna hota han k ma ya step sai lay ra ho ya nai.
          • #20 Collapse

            aap nay theek kaha k is maina ap trade kartay huay is main lot size kam rakhain is say aap ko profit gain ho sakti hai warna aap ka account b is main wash ho sakta hai
            • #21 Collapse

              yes dear forex business me ahityat se kam karna boht zeyda zaroori he, because forex aik risky business he, zara se mistake bhi bara loss karwa sakhti he, behtar he ke jitna bhi profit ho woh trade close karen aur next trade ke leye market ki trend ko analysis kare...
              • #22 Collapse

                is m buht ehtiyat kerna pwrta h ye buht hi risky business hai is lye forex pe kam kerte wakt her kam asani se kerte han jab hum forex pe kam kete hanhame trad soch smjh k ehtiyat se lgani perti hasi k khen hame loss na ho jaye
                • #23 Collapse

                  G ehtiat to bohat zaruri ha kiun k yeh kam hi aisa ha trading ki bohat si conditions hain jin main loss bhi hota ha aur profits bhi so ap ko prfit main bhi ehtiat karna chahiye aur loss main to khas tor par kiun k hum aam tor par profit ko prefer karte hain loss ko nahi jab k loss se humara moral buland hota ha but ehtiat har surat zaruri ha
                  • #24 Collapse

                    gee haan forex main ihtiat sy kam kia jata ha aor jab is main ihtiat say kam krian gy aor apna munasib profit bnany ki koshish kria gy aor ziada ki lalch na krain gy to trading main fiada aor income acha ho ga
                    • #25 Collapse

                      g ha bhai jaan ap ko chaye k ap is main bohat he soch samjh k trade karain kyu k is main hamain loss ka bhe bohta he zayada chance hota hai and hamain jitna bhe profit ho hamain us ko accept kar k withdraw karwana chaye.
                      • #26 Collapse

                        G janab ap ny sahi kaha hy ky hamy bht soch samjh kr trade krni chahyay bcz trade mai ju bhi ap ko profit mil jaiy us ko save rkhy or us mai thora htora choti choti trade mai use kry.
                        • #27 Collapse

                          Assalam-O-Alaikum ye mere bhai ney bohat he achi bat ki hey key hum ko is forex trading me kabhi be jald bazi nahi karna chahye aur hamesha wait kar key sehi trend ka pata laga kar trade karni chahye.
                          • #28 Collapse

                            Jis ne zyada ka lalach kya usko koi faida nhi hota . Bht log lalach k wajah se thora profit chor dere hein aur akhir mein unko thora kya kuch bhi nhi milta. So dnt be greedy and do your work with hard work.
                            • #29 Collapse

                              yahan aany valy bht sy trader ya smjhty hain k hum yahan raaton raat ameer ho jain gy but yahan aysa koi shortcut nai hy yahan hum long trum kam kr k hi kamyaab ho skty hain is k ilava mumkin hi nia hy jo log ya smjh k yahan aaty hian vo raaton raat bhag b jaty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                G bhai ap theek khtay hai forex market mai trading krtay huway trader ko kisi b trha ki jldbazi nhi krni chahiye blkay complete patience say kam lena chahiye or trading krni chahiye.trade place krnay say phlay market chart ko zroor read krna chahiye or exact entry or exit points ko findout krnay k bad hi trading krni chahiye.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X