Achy analysis achy trade +=Profit
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Achy analysis achy trade +=Profit

    Achcha analysis hoga to aapko profit bhi achcha hoga Kyunki analysis aapko profit deta hai aur iske sath aapko emotional discipline profit dete Hain analysis Achcha hone ke bad aapane market Mein emotional bilkul bhi nahin Hona Kyunki analysis aap kar lete hain lekin trading Jab aap start karte Hain To fir aap emotion hote hain aur Kabhi market mein enter hote hain aur Kabhi exit hote hain ya galat tarika hota hai aur ismein bahut loss hota hai Kyunki aap market Mein Ek position ko lete hain aur fir usko jab tak Koi result Nahin nikal aata aap hold karte Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Achy analysis achy trade +=Profit

      aapko daily basis per market ko acchi tarah se enhances karte rahana chahie aapke liye acchi baat hoti hai aur ISI vajah se aapko bahut acchi handing bhi hoti hai isliye aapko chahie kya aap hamesha achi earning karne ke liye acchi tarah se mehnat Karo aur daily basis per market ko acchi tarah se karte raho
      • #18 Collapse

        Re: Achy analysis achy trade +=Profit

        ji dear sahi kaha hay ap ne k agar ham acha analysis karyn gy to phr ham achi trade bhi kar sakyn gy is main sab se zarori hay k ham apny analysis k liy practice par focus karyn jitni practice achi ho gi to analysis bhi itna hi strong ho ga aur analysis karny se ham ko trade k trends bhi pta chal jayn gy aur market ki movement ka bhi andaza ho jay ga aur is se ham ko trade ko manage karny main bahut hi ziada asaani rahy gi...........
        • #19 Collapse

          Re: Achy analysis achy trade +=Profit

          Ji bilkul Forex main technical analysis bahut ahmiyat Rakhta hai aur aapki technical skills jitni strong Hogi utani hi maximum aapki trade profitable consider ki jaye gi. Candlestick pattern ko samajhna Yahan per bahut zaruri Hota Hai, because candlestick pattern bahut and roleplay karte hain Hamari next candle k ban'ny ki forecasting mein.
          • #20 Collapse

            Re: Achy analysis achy trade +=Profit

            g theak kaha hai apny ..hum jub tak trade main achi tarhan sa analysis nahi karty hain to hum us sa phly kabhi bhe kamiyab nahi hoty hain na he hum achi earning gain kar paty hain ..hamen sub sa phly achi tarhan sa analysis karna hota hai or analysis kar k he hum trade lagaty hain or apni trade ko profit main he le kar jaty hain ...
            • #21 Collapse

              Re: Achy analysis achy trade +=Profit

              Good analysis acchi trading aur acche profit ki zamanat hai jab aap market ka mukammal analysis karte toss ka result acche profit ki Surat mein aata hai market ka mukammal analysis karte rahana chahie to fir hamen trading karne mein koi pareshani pesh nahin aaegi
              • #22 Collapse

                Re: Achy analysis achy trade +=Profit

                New's about dollars
                انٹربینک میں ڈالر کی قدر میں تین پیسے اضافہ ہوا جس کے بعد ڈالر 151 روپے 95 پیسے پر بند ہوا جب کہ اوپن مارکیٹ میں ڈالر ایک روپیہ سستا ہوکر 153 روپے کا ہوگیا۔انٹربینک میں کاروبار کے آغاز پر ڈالر 8 پیسے مہنگا ہوکر 152 روپے کا ہوگیا تاہم کچھ دیر بعد اس کی قدر میں کمی واقع ہونا شروع ہوگئی اور ڈالر 2 پیسے کی کمی سے 151 روپے 90 پیسے کا ہوگیا۔ فاریکس ڈیلرز کے مطابق کاروبار کے دوران ڈالر کی قدر میں مزید کمی ہوئی، انٹربینک میں کاروبار کے اختتام پر ڈالر کی قدر میں

                3 پیسے اضافہ ہوا اور ڈالر 151 روپے 95 پیسے پر بند ہوا۔انٹربینک میں ڈالر کی قدر میں اتار چڑھاؤ کے بعد اوپن مارکیٹ میں ڈالر ایک روپیہ سستا ہوکر 153 روپے کا ہوگیا جس کے بعد اوپن مارکیٹ میں ڈالر کی خریداری قیمت 152 روپے ہوگئی۔
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Achy analysis achy trade +=Profit

                  Ji han dear member analysis karne mein bhi members ko kafi jyada mehnat ki jarurat hoti hai aur iske liye bhi members ko kafi kuchh learn kar lena hota hai aur is learn kar lene ke bad neighbours ko kafi jyada experience bhi hasil ho jata hai aur jab members ko experience hasil ho jata hai to iske bad hi vah market ko sahi se analyse kar lete hain aur isi tarah se hi vah members koi bhi state open karke aur usmein achcha profit bhi le sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X