Post karny main jaldi kun???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Post karny main jaldi kun???

    ap nay bilkul he theek baat ki hae hum forex member jub forex mn work kerttay hn yani k posting kertay hn ur juldi juldi kertay hn to is mn hamra nuksan hae jo haray bonus ko effect kerta ahe woh aisay k hum jub juld bazi kertay hn to hamri post informative ni rehti ur na jild bazi mn forex k rules folow hotay h to hamn aisa ni ker na chahea
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Post karny main jaldi kun???

      Ji bilkul aapane theek kaha hai ki Hamen post karne mein Forex ke andar jaldi Nahin Karni chahie Itna Jyada Ham jaldi Karenge utna Jyada Humse galtiyan hongi Ek tu aur dusri Baat yah hai ki Ham uski quality ko Achcha nahin kar Sakenge Kyunki Itna Aaram ke sath Ham Soch samajhkar post Karenge To Hamen Sab Kuchh acche tarike se pata chal Jaega FIR Uske bad Ham ki quality ko padhakar acche tarike se post kar sakte hain aur usse Sabak hassil kar sakte hain isiliye Hamen chahie ke Ram Ke Sath Soch samajhkar aur apne friend mind ke sath post Karen Agar Ham freshman ke sath post Karte Hain To Uske quality ko bhi achcha Dekhte Hain To Hamen Jarur profit Hoga aur Hamen Achcha bonus Aasan hoga
      • #33 Collapse

        Re: Post karny main jaldi kun???

        Pakistan forex business ma post ker na ma jildi mat ker q k jildi se kio bhi kama acha ni hota ar jo bhi kama jildi ma Kia jaw us ma zadia logo na kama ho jawty hy ma yah per ik qotion add ker gi********jildi ka kama shataon ka kama hota hy***********
        • #34 Collapse

          Re: Post karny main jaldi kun???

          yes dear humen posting karne me jaldi nai karni chaiye balke humen aisi posting karni chaiye jo logon k liye madad gar sabit hon aur hamari post forex k mutabik honi chaiye rules ko follow karne me hi hamari kamabi ha, agar hum posts soch samaj k thaer thaer k karen ge, aur knowledge ko ikhata kr k posting karenge to hi hamari post achi hogi aur dosre logon k liye mufeed hogi is liye pehle threads ko read kar len phir information collect karen aur sochen k is post ka kya jawab hona chaiye jo behter ha to, phir jawab submit karen. achi posting hi kamyabi ki zamanat hen.
          • #35 Collapse

            Re: Post karny main jaldi kun???

            main bhe yeh mushaida kiya k aksar hm posts krne me jaldi krte hn jis k wajah se hmari posts me galtiyan hoti hn aur hmari posts k quality bhe acghe nhi hote jis k wajah se hmari kuch posts delete kr de jati hn isi liye hmn posts krne me kisi kiam k jaldi nhi krni chahiye take hm forex se acha bonus le sken
            • #36 Collapse

              Re: Post karny main jaldi kun???

              SLAM my dear friend app ny bhout ahem swal kia hy ,pak forum aik aisa forum hy jis main humain bhout he meyari kam kerna hota hy, kuch log is main target poora kerna keleye jaldi jaldi post type kerty hain jis sy aksar post main ghaltian ho jati hain or post ki smajh nahin aati ,humain chaheye k hum sada or assan zuban main post or thread karian jis sy doosroon k a bhi faida ho .
              • #37 Collapse

                Re: Post karny main jaldi kun???

                Pak forex forum mein hi nahin har koi ab jaldi mein hai pata nahin logon ko kis baat ki jaldi hai pak forex forum mein har koi jaldi hai har koi post ki limit ko pura karna cahta hai post ki quality achi ho ya low hai is kiss ko koi fark nahin parta jab bonus milta hai tu phr admin ko post kartay han bonus kam kio mila hum ko post ko sabar se karna cahaiye post ki quality ko acha karna cahaiye aur post mein knowledge aur information ko share karna cahaiye phr hi acha bonus mil sakta hai
                • #38 Collapse

                  Re: Post karny main jaldi kun???

                  Aj kl mahe ramzan ka month hy hum sab log roze rkh hy.aur sara din soye rhte hy esle jub hum rat roza khol k beth ty hum par ek burden hojata hy jis se hamry posts quality ki nhe hoti aur bus hum apni limit ko pora krne me lag jate hy jis se hme Bonus nhe mil pata ha.hame chahe k hum log posts krte wqt jald bazi na kare
                  • #39 Collapse

                    Re: Post karny main jaldi kun???

                    Make a quick bull in a forex post, people who hurry make many mistakes while writing the post, due to which we do not have good grass, they always go to loss.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      Re: Post karny main jaldi kun???

                      Post karne mein Hamen jaldi Nahin Karni chahie Kyunki Jab Ham jaldi Mein post Karte Hain To Ham bahut Sare wrong decisions Lete Hain Jab Hamari posting long Hoti Hai To Hamari post delete hone ke chances bahut jyada hote hain aur FIR bonus be decrease ho jata hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X