Buy and sell main trade kay liye zaroori Tips
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Buy and sell main trade kay liye zaroori Tips

    w salam dear aap nay kafi achi abt ke hai kay forex trading main buy and sell ko short term trade kay laiy use krni chahaiy aur achi trading main aap ko acha result aap ko SL TP lag kr milay gaa too trading main kafi ay c batain hain jo aik trader ko khud say krni chahhay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Buy and sell main trade kay liye zaroori Tips

      g han dear bilkul trading ko buy ya sell kerne ham kise currency pairs ke selection kerte han jab kise pairs ko buy ya sell kerte han us se phly hamain market ke chart ko zror watch kerna cheye us ka analysis strong hone se ham trade laga sakty han then acha profits hamain thek time pe entry lene se milta hy
      • #18 Collapse

        Re: Buy and sell main trade kay liye zaroori Tips

        acchi profitable trading karne ke liye hamare pass experience Hona bahut jaruri hai jitna achcha hamare pass experience Hoga utna achcha ham kam kar sakenge Forex trading business mein knowledge hasil Karen knowledge hasil hoga to confidence hoga
        • #19 Collapse

          Re: Buy and sell main trade kay liye zaroori Tips

          Dear sale and buy me zaroori information yeh hai ki sabse pahle market ke analysis ko see Karen Agr market ke movement acchi hai to trade Karen aur agar market ki movement disturb hai tu apne trade apna Karen balki market ke ab yah down hone ki wait Karen jab jakar ham acchi earning kar sakte hain aur trade open karne se pahle apne mind ko trade k liey active karna chahie
          • #20 Collapse

            Re: Buy and sell main trade kay liye zaroori Tips

            Kisi bhi trade main buy ya sell ki entry leny k liye zarori hai k pehly ham marketr ko fundamental and techincal analyse ker ken markete ko analyse kerny k bad hi trade main entry li jay ham bust markrte ko dekhty hiy pairs ki ups and down move per apni marzi se sell ya buy nahi ker sakty trade k jo rules hain unhi ko follow kerty huy trade kerni chahye and analyse se dekha jata hai k entry point kiya banta hai and exist point kiya hai so always proper analyse k bad hi is markete main entry len r profit gain karen
            • #21 Collapse

              Re: Buy and sell main trade kay liye zaroori Tips

              yeh sab kuch market ke situation per depend hota hai aapko chahie kya aap market ke friend ko follow karen to aapko pata chalega ki aapane bhai ki trade karne ya FIR allocated karni hai is tarah se aapko uske sath sath knowledge or experience bhi hasil karna hota hai aur aapko demo account per practice karni hoti hai
              • #22 Collapse

                Re: Buy and sell main trade kay liye zaroori Tips

                Trade Jo Bhi laGaaani Ho Achi TaRhaaa MaRket ko Samajhnay or Technical or Fundamental analysis Kaarnay k Baaad Hi Trade Lagaaani Chaahiye Taakay hum aaaasani Se Kaaamyaab Bhi Ho Jaaaen Or Loss se Bhi KhuD Ko Bachaaaa SakEn To HumEn Is Main mEHnat Jaaaari Rakhni Chaahiye Q k Jitnaaa samajh KaR Kaaam KaRen Gy Utnaaa hi HumEn Faaaidaa hoGaa or Kaamyaabi k ChanCes Bhi Zyaada Hoon Gy....
                • #23 Collapse

                  Re: Buy and sell main trade kay liye zaroori Tips

                  Asslamualeikum all friends ummid karta hu ap sab friends kharyt say hongy dear apne bhut achi bat ke hay pak forex forum ma ek ma 2 kisem ke trede open ke ja sakti hay buy and sel hum apny marzi ka apny marzi ka sath laga sakty hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Buy and sell main trade kay liye zaroori Tips

                    Buy and sell k liyan yaho moshora sb sy ziyada hy k wo apny kam ma expert ho.as ky pass experience our full knowledge ho with regarding to market values.ya sary wo chezay hy jo ap k trade p asar krty hy our ap k future k sath connect hy lohaza an bato ka pora khayal rakhy ap ka time lgy ga ya sub kuch gain krny ma

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X