Ramzan me trading ki routine

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ramzan me trading ki routine
    Dosto jesa k Ramzan ka Mubarak mahena shuru ho gia he to musalman bhaion ne roza bhi rakhna hota he aur Ramzan me sari routine bhi tabdeel ho jati he to trading k lye bhi routine tabdeel krni pary gi kiun k sehri k waqt uthny se nend bhi ai hoti he to is lye apni routine aisy set kren k jab ap fresh hon tab trading shuru Karen
    Shkrya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ramzan me trading ki routine

    g han jnb razam k mubark mhny mn hmyn roza b rkhna hota h
    is dear hmyn is mhenny mn kam ki asi rotin bnanai chy k jb hm easily kam kr saken. mery khayl mn fazr ki nmaz ada krny k bad kam krna best ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Ramzan me trading ki routine

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ishfaq89 پيغام ديکھيے
      Dosto jesa k Ramzan ka Mubarak mahena shuru ho gia he to musalman bhaion ne roza bhi rakhna hota he aur Ramzan me sari routine bhi tabdeel ho jati he to trading k lye bhi routine tabdeel krni pary gi kiun k sehri k waqt uthny se nend bhi ai hoti he to is lye apni routine aisy set kren k jab ap fresh hon tab trading shuru Karen
      Shkrya
      ramzan mein yah bahut jyada fayda hai hamare liye ki Ham jaise hi market open hoti hai usi waqt trade open kar sakte hain kyunki use waqt Ham sab Jag Rahe hote hain aur agar Ham use waqt market per najar rakhe to bahut achcha fayda Le sakte hain ki unke pahle Hawa main market mein bahut fast moment hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ramzan me trading ki routine

        Dear forex memner forex treading online business he ye business 24 hours available hoti he aher hum apne treadi g ke kya time table ban le ge to hum ach treading kar sale ge aur her waqt ke treDing se juch hasil naho hota bulke acciunt wash hone ka zayada chance hota he market ke mlvement ko samajna chaya aur js ke mutabik apna treading karna chaya
        • #5 Collapse

          Re: Ramzan me trading ki routine

          Dear ramzan mein forex mein kaam kernay ka maza ata hai kyun kay iss mein hum fresh ho ker subah subah sehri kay time mein bhi aik ghanta kaam ker saktay hain aur phir din ko bhi humaray pas bhi bahut time hota hai aur hum forex ko sahih time dae ker kamyab ho saktay hain iss lye humain chahyea kay iss maheenay sae faida uthain aur forex mein zayada sae zayada kaam kerain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Ramzan me trading ki routine

            ramzan mein har EK bande ki apni routine hoti hai har EK bande ka apna apna time table Hota Ham kisi ka time table ke sath nahin chal sakte hamara bhi apna time table har EK bande ko chahie kyon vah apne life ke according hi time table set Karen is tarah se acchi tarah se working Karen aur apne target ko acchi tarah se achieve Karen

            اب آن لائن

            Working...
            X