Trading Mein stop loss ki ahmiyat////////////
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mein stop loss ki ahmiyat////////////
    Forex member Hamari trading Mein stop loss ki bahut ahmiyat hai Kyunki Forex Mein Jab Ham trading karte hain to usmein stop nose ka use Hamen Hamare loss hone ke chances ko kam karta hai aur Iske alava Hamare account ko bhi sev Rakhta Hai Hamen chahie ki Ham Kisi bhi trading strategy ko use karte hue Apne trading Karen lekin stop loss ko kabhi bhi ignore na Karen Kyunki stop loss Samay Hamara account save rakhne Mein kam Aata Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Mein stop loss ki ahmiyat////////////

    Stop loss both feature hai aapke metatrader Mein ke aap ek limit set kar sakte ho ok Agar Baki Kuchh level se niche Aaye To aapko usse Jyada loss hua na de aur aapki trade automatically close ho jaaye to Is liye bahut Jyada use hone wala tool hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading Mein stop loss ki ahmiyat////////////

      G dear aap ny bilkul thk kha hai jb bhi hm koi trade open krty hen to hmy exact pta nhi hota k market ny kis traf move krna hai ici liye hm stop loss lga dety hen k agr market hmary opposite jaye gi to hmari trade automatically close ho jaye gi jis sy hm bey loss sy bch jaen gy lakin agr hm stop loss na lgaen or market opposite chli jaye to ic sy hmara account wash ho skta hai ici liye hmy stop loss zror use krna chaiye
      • #4 Collapse

        Re: Trading Mein stop loss ki ahmiyat////////////

        dear friend forex trading mn stop loss ki bahot ziada importance ha isliay apko chayay k trade mn stoploss kolazmi use kren keun k forex trading mn spnay account ballance ko safe rakhnay k liay stop loss aik bahot achha tool ha
        • #5 Collapse

          Re: Trading Mein stop loss ki ahmiyat////////////

          G bht e acha question ha k teding ma stop loss ki kia emiuat ha agr ap ma khi trade open krty hen to hmy exact pta nhi hota k market ny kis traf move krna hai ici liye hm stop loss lga dety hen k agr market hmary opposite jaye gi to hmari trade automatically close ho jaye gi jis sy hm bey loss sy bch jaen gy lakin agr hm stop loss na lgaen or market opposite chli jaye to ic sy hmara account wash ho skta hai ici liye hmy stop loss zror use krna chaiye is sa ap k loss kam o ga .
          • #6 Collapse

            Re: Trading Mein stop loss ki ahmiyat////////////

            Har ek member ko chahie ki vah stop loss hi use kiya karen isi tarah se hi har ek member acchi tarah se trading karke aur kamyab ho sakta hai kafi aise member bhi hai ki jo isi vajah se sev trading nahin kar sakte hain sirf trading focus karke hi mai bahut accha profit lete hain Sabhi members Ko safe trading mein hi hamesha focus karna chahie isi tarah se member kamyab ho jate hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading Mein stop loss ki ahmiyat////////////

              main nay abhi real trading start nahi ki liken main demo main practice kar raha hon stop loss say trading karna achi baat hay us say agar humain loss ho raha ho humara trade loss main jaa raha ho to hum jessy take profit set rakhty hain wessy stop loss bhi set kar sakty hain us say humain loss ziada nahi hota aur account wash hony say bach jata hay
              • #8 Collapse

                Re: Trading Mein stop loss ki ahmiyat////////////

                Stop loss Hamari trading mein bahut jyada important hota hai use Karke kam karna chahie Agar Ham Apne account ko bhi glossy se sev Rakhna Chahte Hain To Agar stop Bus use Karke Kam Nahin Karenge to Jyada nuksan hone ke chances bahut Honge
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Mein stop loss ki ahmiyat////////////

                  exactly dear forex ke liye aapko stop last lazmi set karna chahie Taki aap Forex trading mein ek level ka lash Jitna aap bardasht kar sakte hain aapane account ke capital ke mutabik set karna chahie mere khayal mein aapko update total capital ke 2% per last set karna chahie Taki aap Forex trading mein heavy loss na utha sake Jo bad mein recover Bhi Na Kiya ja sake

                  اب آن لائن

                  avatar Bawas
                  avatar Hassi
                  avatar Yashfa
                  avatar lego
                  Working...
                  X