Jaldbazi se trading na kren forex p

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaldbazi se trading na kren forex p
    dosto forex p ap kam krty hun to ak kam r bi kren k trade open krny k ly jaldbazii se kam na len ply market k trends ko smjy phr us pair k bry min knowledge gain kren us ki support r resistance ko dekhty hoy trade ko buy ya sell p lgy tvb ja k ap ko us trade se profit ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

    اصل پيغام ارسال کردہ از: arifhunjra پيغام ديکھيے
    dosto forex p ap kam krty hun to ak kam r bi kren k trade open krny k ly jaldbazii se kam na len ply market k trends ko smjy phr us pair k bry min knowledge gain kren us ki support r resistance ko dekhty hoy trade ko buy ya sell p lgy tvb ja k ap ko us trade se profit ho ga
    bilkul theek kaha aapane Jo log ismein jaldbaji ke sath kam karte hain vah kabhi bhi isase fayda nahin kar sakte isliye hamen chahie kya isme sar ke sath kam Karen aur apne aapko jaldbaji se bachaye Taki Ham se fayda kar sake aur jo log jismein jaldbaji ka maja karte hain uska hamesha har faisala ghalath hota hai aur usse loss hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

      Jaldbazi ki training kabhi bhi Maaf Nahin de sakte jaldbaji Mein Insan releases aur judgement bahut kam kar sakta hai Jiska result loss ki Shakal Mein usko Milta Hai Kabhi Bhi jaldbaji mein trade na Karen Forex Hamesha mind relax aur Sabra ke sath Karni chahie Jo aapke profit mein madad a Gaya jaldbaji ki trading Hamesha aapko loss Mein Hi Lekar Jayegi
      • #4 Collapse

        Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

        hamain jald bazi say avoid ka rk hi trade karni ho gi aur hamain forum main planing karni ho gi aur hamain market main bi part time main bi job kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain market main enter hony say pahlhy si k bary main planing karni ho gi aur hmain is fourm main bi knowldge hog a tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain is forum main earn ho
        • #5 Collapse

          Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

          G han ap ki bat bilkul thk hy kbii bhii asi mistake na kary jas ki wja say ap ko asa nuksan hn jas say ap ka account wish ho jaye ap ki sarii mahant bonus zya ho jaye humsh soch samjh kr acha or complete quality wla mukaml khowlage wla kam kary jas ki base pay ap ko forex say acha result hasil hn ap ko acha experience hasil hony k sth zyda say zyda earning bhi hasil ho jaye....
          • #6 Collapse

            Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

            Hamen jaldbaji ko khatm karna hoga Hamen Pariksha mein mehnat se aur Lagan se kam karna hoga Fir Bhi Ham Paisa Kama Sakenge for part time job full time kam kar sakte hain Hamen ek time table Banakar rojana kam karna chahie yah Ek Aisa business hai jo Hamen learning bhi deta hai aur Hamen acchi earning bhi de deta hai is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

              Agr jald baazi mein trade open krengy tu koi bhi mistake ho sakti hai lot ki selection mein mistake ho jaye tu risk barh jany se loss bhi barh sakta hai aur agr trade sell ki open krni ho aur buy ki kr di tu phr bhi loss hoga trade open krty waqt in baton ka khayal krna zarori hota hai wrna us waqt k bad malom hua k mistake ho gai tu control krna mushkil ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

                Forex mein hum jab bhi trading karain market ko dekh kar samjh kar analysis kar kay karni cahaiye agr hum market mein trading jald bazi mein kartay han tu is se loss hi hota hai forex mein hum jab bhi jald bazi mein trading kartay han tu hum market ko dekh kar nahin kartay jald bazi se open ki gaye trade mein analysis nahin kar saktay is leye jald bazi mein trading kartay han tu buht si mistake hoti hai js se loss hi hota hai agr hum market ko dekh kar samjh kar sabar se trading karain gey tu hi kaamyab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

                  Forex online business min hamin kaam karty hoy jaldbazi nahin karni chaye balke hamin forex min soch samjh ka achi treading kanri chaye jitna hum firex min soch samjh ka makreet ko achy sy aynalize karin gy to hum firex min achi treading kar kanacha profit haial kar sakty in agr hum jaldbazi karin to kabhi bhi acha profit earn nahin kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

                    Forum per aise members ke jo apna kaam jaldi mein karte hain unko unke kam se koi bhi fayda nahin milta hai isliye har ek member ke liye jaruri hai ki vah apne kam ko relax hokar hi complete kar liya karen isi tarah se use kam ki quality maintain hoti hai Aur form bhi tabhi apne member ko sahi se bonus bhi de sakta hai kyunki jab vah acche se kam karega to tabhi yah mumkin hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

                      Forex business mein agr hum jald bazi mein trading kartay han tu hum ko is se loss is waja se hota hai kay hum jald bazi mein market ka analysis nahin kartay aur market ka analysis nahin hota tu hum tukay se trading kartay han js se loss hi hota hai hum ko forex mein kaamyaab hona hai tu jald bazi se bachna ho ga hum sabar se market ko dekh kar samjh kar trading kartay han tu hi kaamyaab ho saktay han
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

                        Traders ko chahiye ke kabhi bhi trading karte hue jaldi Mein trade na Karen Jab traders trading karte ho jaldi Baji Karte Hain To Unki trading ke loss Mein Jaane Ke chances 90% hote hain jaldbazi Karke trading Karke sirf Pasand hi hoga
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

                          Forex fourm per hamin jaldbazi sa trading nai karni chahiye. Hamin bilkul fresh mind ho kar trading karni chahiye aghar ham jald bazi ma trading karon gay tu hamin bohat zayada nuksan ho sakta ha is liye hamin chahiye ka hamin soch samaj kar he trading karni chahiye hamin market ko watch karty huwe trend ko analysis kar ka he trade karni chahiye .
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

                            ji han dear frind agar ap nay forex main kamyb huna hai to ap ko chaya ap is main achi tarh say work karin aur jaldbazi na karin agar ap nay is main jald bazi kar li to ap is main kamyb nai ho skty hian dear frind bus ap nay is main achi tarh say mehnat kar ni hai aur jaldbazi say door rhena hai dear frind
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaldbazi se trading na kren forex p

                              ji friends hm jis kaam main bhi jld bazi krain gay us kaam main nuqsaan ho sktaa hay .forex main jld bazi bilkul nhi krni chayay.hemein relix ho kr skoon say trading krni chayay.market ki movement ko dekh kr.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X