Loss karny se hamara experience berhta hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss karny se hamara experience berhta hai.
    Dear traders es bat mein koi shak nahi keh loss karny se hamary experience mein izafa hota hai. Hum yeh Jan sakty haen keh hum kon see ghalti ker rahy haen aur us se hum ne kon se results face kiye haen. Aur next time es ghalti mein qaboo pana hai. Laikin aik bat aur yeh hai k hamaen apny losses ko kem karna chahye. Ghaltiyan kem se kem karni chahye ta keh hum kuch seekhny kay liye ziada amount na pay ker rahy hoon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

    loss karne ke bad hamara experience increase ho sakta hai aapane kaha ke agar aap lost ho raha hai to iska matlab aap ka experience milky ho raha hai lekin loss hone ki vision aapko pata hone ke liye hardik aabhar aapka account loss condition mein kyon jata hai tab jakar aapka experience nikali hoga aur aapko result aapke favour mein milenge 9 se bachne ke liye aapane apne aap ko sirf evaluate karna hai aur previously Jo mistake Hui hai unko radius karna tab jakar aapke result.
    • #3 Collapse

      Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

      hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi aur expeirence ho ga tba hi hum achy say trade kar skaty hain aur boht say log is forum main kam karty hain aur hamain demo main practice karna ho ga tba h ihum achi trade karna ho ga tab hi hum trade karni ho gi aur hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum trade kar k hi hum loss say bach sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

        Dear members Forex trading Mein loss Hona Ek yah kanniammal Hai Kyunki Forex Mein loss ko hi pesh karna padta hai lekin Agar Moscow positively Dekha Jaaye to loss ki vajah se Hamara experience zaroor increase hota hai Kyunki Hamen Pata Chalta Hai Ki Hamari trading ability mein abhi Kitna increment Hona jaruri hai aur Hamen Kitni mehnat aur karni hai to Los ke bad Agar Ham apni learning per focus karen to loss ki vajah se bhi Ham Forex ko bahut Achcha Sikh sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

          dera g han ap nay acha swal kia hay agar ham ko loss gain hota hay to is main ham k experience bhi hota hay is main ham, ko chye k ham is main itayt k sat apnay kam ko karaty rahnay ki try kia karein is main ham ko kabhi bhi apnay loss say fear nahi karna chye q k good trader achay say he anay loss ko recover karaty rahnay nki try karaty ahta hay is main .
          • #6 Collapse

            Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

            Loss kerny se hamra experience berhta hy Jo member is business mein loss se gabrahty hain WO member is business mein kabi b acha profit hasil nhe ker sakty hain or is se unhain boht zayda nuqsan hota hy loss se hmean acha knowledge or experience hasil ker laty hain jis se ap ko is business mein acha profit hasil ker laty hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

              g han dear bilkul sahi baat hy forex min treading karty hoy hum ko loos bhi hota aur profit hi hota hy iis lia hamin jab loos hota hy to hum apny loos sy ki hoi mistake s ko sahi karny ka lia hum firex min acha knowledge aur experience ko hasil kar saku hain apni loos sy hony eali mistake ko khtam kanry ka lia hum ziyada sy ziyada mhenat karin to hum acha profit haial kar sakty hain..
              • #8 Collapse

                Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

                Forex 1 online Achcha experience Hasil Karke market Mein kaam karna chahie free Ham Kaisa Kumar Sakenge Ham Mein is Se 24 ganty mai sy Kisi bhi waqt ka time table Banakar kam kar sakty hain hum is mai part tme be kam kar sakty hain hum is mai full tie be kam kar sakty han hum is mai bager b alancce account baana kar be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

                  Yes bro apki baat mein dum hai mgr new traders is baat ko nhi samjhty un k mind mein sirf profit hota hai is liye wo achi learning nhi kr sakty loss hony pr preshan hony k bajaye uski reason talash ki jaye kionkeh jb aap ye koshish krty hein tu experience increase hota hai trading mein mistake kam hoti hein improvement aa jati hai jis k bad successful safar start ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                    Dear traders es bat mein koi shak nahi keh loss karny se hamary experience mein izafa hota hai. Hum yeh Jan sakty haen keh hum kon see ghalti ker rahy haen aur us se hum ne kon se results face kiye haen. Aur next time es ghalti mein qaboo pana hai. Laikin aik bat aur yeh hai k hamaen apny losses ko kem karna chahye. Ghaltiyan kem se kem karni chahye ta keh hum kuch seekhny kay liye ziada amount na pay ker rahy hoon.
                    Dear ap ais market mai jitna zayda kaam karty hai aus se ap ko ais market mai experinece ho jata hai ap ais market mai time lagaty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ap ais market mai experience hasil kary tab hi ap ko ais market mai kamyabi milti hai ap ko time lagnaa parta hai tab hi ap ko experine hota hai ais market mai kaam karny ka.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

                      Jab hmain loss hota hy to hmain himmat nahi harni chahaiy balkh aur ziyada mehnat karni chahaiy takh ham aur acha kam kar sakain jab hmain business main loss hota hy to hmra experience aur knowledge bhi badhta hy jiss sy ham apny kam ko aur bhtar tareeqy sy karny ki koshish karty hain hmain apnisoch ko bhut positive rakhna chahaiy aur sp y mind ko hamesha fresh rakhna chahaiy aur active ho kar kam karna chahaiy takh hmain loss na ho aur ham achi learning kar k kamyabi hasil kar skain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

                        Loss hone se experience tu hota hai lakin loss bhi hota hai hum agr is experience ko hasil karne kay leye demo account use karain aur demo account par practice karain tu hum real loss se bach saktay han aur experience bhi hota hai aur js mistake se loss hota hai hum us ki practice kar kay khtam kar saktay han hum jtni ziada practice karain gey experience bhi behtar ho ga is se real account mein trading bhi achi ho gi
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

                          Forex 1 online business hai Ham ismein se experience Hasil kar sakte hain Ham 24 ghante mein se ismein kisi bhi time kam kar sakte hain agar hamen loss Ho jaaye to hamen ghabrana nahin chahie kyunki loss hone se hamara experience badhta hai aur ham kam ko acche tarike se jaan sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

                            Salam Walekum doston kya hal hai sab theek hai ok main aaj batana chahta hun aur lost ke bare mein loss ji Talash agar aap Khallas hota hai trade Mein To aap Pareshan Ho bilkul Kyunki aapka experience hota hai job experience hota hai to learn kar Jati Ho aapka experience hota hai Din Aap trade Laga sakte ho acchi tarike se
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss karny se hamara experience berhta hai.

                              No Doubt Aaaaap Ki Baaat Sahi Hai foRex Main Loss ho Jaaaaey To Ghabraanaa Nahi chaahiye Q k Loss ki Wajaaa se Hum Kaaafi Seekhtay Hain Lihaaaza humEn Chaahiye K loss ki Wajaaa FiNd KaRen k Kis Wajaaa se Loss Huaaa Hai Or DoBaara SamE Ghalti Nahi KaRmi Chaahiye Or Jo Bhi Trade LaGaaani Ho BhoT Hi Achi TaRhaaa MaRket ko Analise KaRnay k Baaad hi Lagaani Chaahiye Taakay Kaamyaabi k ChanCes Zyaada Hi Hoon....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X