forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai analysis ka mostly use or kamaybe
    forex mai hamya analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama ssaky gy hum iss mai out off balance account bana kar be kam kaer sakaty hain hum is mai agtar bager learning ky kam kary gy to hamy loss o jy ga forex mai hum agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex jasa ko or bsiness nahi hain dunaya bar mai forex aik best business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

    personal opinion ke tahat Forex trading actually game of your good analysis Agar aapke analysis acche Hain to aap market ko effectively handle kar sakte hain aur market se acchi earning kar sakte hain lekin Yad rakhiye technical analysis ke sath aapke fundamental analysis be strong hone chahie Hamen chahie ki Ham technical analysis ke sath sath fundamental news per bhi apni Najar rakhen Kyunki aaj kal maujuda Daur Mein jyadatar markets fundamentally move kar rahi hain duniya bhar mein Corona virus Puri Tarah Kabu par chuka hai ki vajah se jyadatar markets fundamentally mood ho rahi hai agar hamare pass Kisi bhi trade per Jab Ham inter Hote Hain To Agar Uske uske liye hamare pass fundamental analysis news theek Nahin Hai To Ham Aaj Kal ke Daur Mein successfully trading nahin kar sakte
    Last edited by ; 26-04-2020, 01:05 PM.
    • #3 Collapse

      Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

      Forex trading main analyses ka use Hamen Kamyab banata hai analysis se Ham Forex ki market ko aasani se samajh sakte hain aur Forex main market ko trend acchi Tarah Se Bhi find out kar sakte hain isliye jaruri hai ki market ke analyses ko acchi Tarah Se use Karen jisse Ham Kamyab ho sakte hain acchi trade Lene mein agar Hamen market ko analyses karna Nahin Aata to hamare liye trade karna bhi Mushkil ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

        g han hamain anlayse kar k hi trade karni ho gi aur hamain is foruum main kam kar k hi hum achy say trade kar skaty hain aur is forum main part time m ain bi job kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain emotion ko kabo main rakhna ho ga aur hamain chahye is k bary main expeirence ho ga tab hi hum achy say trade kar k hi hum run karien gay it is best job
        • #5 Collapse

          Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

          Ji bilkul Mere Bhai Ham Logon Ko Forex trading business mein Ham Logon Ko Apne Naal Cisco mostly use karna chahie Jab Ham Apne Nabi se Karenge tab Ham Logon Ko trading Mein Patron profit aati ho sakti hai analysis bacche Hona Hi Ham Logon ke liye
          • #6 Collapse

            Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

            Friends for studying Ek Aisa business hai Jisme aap Bina Dekhe koi bhi Kam Nahin kar sakte isliye aapko chahie ki analyses ko istemal Karen aur uske Desh per kam Karen Is Tarah aapko Kabhi Kisi chij Ka problem Nahin Hoga agar aap analyses Karenge analysis se aap bahut hi chijon ko Sikh sakte hain isliye kam Karen
            • #7 Collapse

              Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

              g han dear ap ki baat thek hy pakistan forex min hamin treading kamry ka lia mostly hameshan ka lia markeet ko aynalize karna chaye jab hum firex min treading kabsath sath markeet ko aynalize karin gy tab tak hum firex min achi treading kar ka acha prodit haial kar skaty hain aur hum treading min nuksaan nahin hoga ..
              • #8 Collapse

                Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

                Jo member is business mein market ko fallow ker ke trade ko open kerty hain WO member is business mein acha profit hasil ker sakty hain or is se achi kamyabi b hasil ker sakty hain or hmean chye ke him is business mein market ko analysis ker ke trade ko open kerty hain WO member is business mein acha profit hasil ker laty hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

                  g bilkul tk kaha h ap ny my ap ki baat sy agre karta ho hmy mostly analyses use karna chahiy kuk analyses k bina hamare treading adhore ha hmy loss b ho sakta h hamare treading ka profit analyses r experience py depend karta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

                    ji haan diye hamen pareshan analysing bahut jaruri hota hai tabhi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain hamen Dena se jyada mehnat karni chahie knowledge ko Hasil karna chahie tabhi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

                      ji dear ap ki baat bilkul sahi hay k ham agar forex main analysis achy karyn gy aur analysis ka use ziada karyn gy to phr ham ko kamyaabi bhi kafi ziada mily gi kion k analysis hamyn market ka trend bta dety hain aur market ki movement ko samjhnay main bhi madad dety hain jis ki waja se ham ko kafi asaani rehti hay aur is tarah se ham kafi ziada kamyaab ho jaty hain.......
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

                        FoRex Main Kaaamyaab Hoanaa Hai To HumEn MaRket k Baaray Main Achaaa knoWLedge Honaaa Chaahiye Jitnaaa Achi TaRhaaa hum MaRket ko Samjhen Gy Or Samajh KaR Trade Lagaaaen Gy Or Zehan Ko Haaazir Rakh KaR Koi SteP Len Gy Utnay Hi Kaaamyaabi k ChanCes Bhi Zyaada Hi Hoon Gy To HumEn Jo Bhi Trade Lagaani Ho MaRket ko Achi TaRhaa ObServe KaRnay k Baaad hi Lagaani Chaahiye.....
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

                          Sahi kaha hai aapane agar Hamen Forex trading ke andar kamyabi Hasil karni hai To Hamen analysis per mostly focus karna hoga aur apne analysis ko Behtar banane ki koshish Karni Hogi Hamara analysis Jitna Achcha Hoga utani acchi kamyabi Hasil karne ka mauka mil sakta hai isliye dusron ke analysis per depend na Karen Apna analysis Apne knowledge or experience ki base per strong banane ki Har Mumkin koshish karen ISI Mein Hamari kamyabi ho sakti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

                            aap Forex Mein Kuchh Bhi karte Hain technical analysis fundamental analysis sentimental analysis jo bhi aap jise sikhate Hain uska at the end apne result yahi Lena Hota Hai ke aap Achcha analysis kar Sako agar aap Achcha analysis nahin kar sakte to fir aapka Jitna Bhi experience hai vah abhi aapko Kam Nahin de raha to apna experience improve karne ki jarurat hoti hai iska matlab hai analysis Ke liye Hi Ham sari struggle karte hain mehnat karte Hain To mehnat Karna Hai To fir Hamen Achcha analysis karna hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mai analysis ka mostly use or kamaybe

                              Asslam o alaikum.
                              Forex online business mai hmy kaam krty huye analysis lena prta hai ta k hm behtr tarky sy kaam kr sakain r hmy zada profit hasil ho. Analysis k zariyw hmy market ki movement ka ilm hota hai r profit hasil krna asan ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X