Forex trading mein loss kyon hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein loss kyon hota hai
    Assalamu Alaikum ummid hai aap sab khairiyat se honge aur Forex trading me aapane achcha profit hasil Kiya hoga. Maine dekha hai Forex trading me loss ki ratio profit profit se jyada hai iski kya vajah ho sakti hai kya Koi mujhe Bata sakta hai ki loss kyon jyada hota hai. Forex trading loss ki ratio ko kaise kam Kiya ja sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein loss kyon hota hai

    Pyare dost Forex trading Mein losses ki mukhtalif reasons Hain main aapse lashes face karne ki Kuchh reason discuss karna chahta hun sabse pahle lalchi aur jazbati trading maximum log lalchi aur aur jazbati trading ki vajah se Forex trading Mein last face Karte Hain second hi lake of knowledge and experience Logon ke pass forex market ka knowledge or experience Nahin Hota aur vah Market Mein blindly enter Ho Jaate Hain Jiski vajah Se vah Karte Hain Forex trading Mein losses face Karne Ki Ye Jo main aapke sath discuss kar raha hun yah dost Sabse Badi reason hai agar aap apni training mein Main Hindu chijon per Kabu kar lete hain aap kam se kam losses aur Jyada Se Jyada profits Hasil Karenge
    Last edited by ; 26-04-2020, 11:43 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein loss kyon hota hai

      Nakis analysis ki waja say loss hota hay dears aor dosri bat ye lay account kam balance ka ho aor lot size bari ho to hamen loss ho jaye ga islye hamen account ko acha established kar he trading karni chaye tab he sorat he kay ham loss say bach saken aor forex men kamyab ho warna to loss he loss hota jaye ga aor forex hamen thaka day ge magar profit hath men ni aye ga.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein loss kyon hota hai

        Dear loss bhi isi business ka part hai kium k forex eik best business hai and loss her business main hota hai ap ksii bhi busness ko join karen loss ka part lazmi sath rakhen to dear forex main bhi loss her trader ko face kerna parta hai ap forex k elawa bhi kisi r husiness ko join ker len to wahan bhi ao k liye loss k chancea rehty hain k loss se bachan na mumkin hai but careful ho ker kam karen and mehnat k sath work karen to ham is loss k chances ko aont liye kafi gad tak kam ler sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein loss kyon hota hai

          dear memebr forex mein los hone ki sbs se bri wja ye h k jab ham forex mein kam krte hain to ham is mein is bat ka khyal nai krte k ham kam kis trah se kr rehe hain agr ham soch smaj kr kam krein ge to hamein forex mein los nai ho ga or dosri bat ham sbr se kam krein hamein lalach nai krni chahye agr ham lalach krein ge tb bhe hamein is mein los ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein loss kyon hota hai

            loss businesska aik his a han ham loss hoby aor tense nahi hona chahey hamy apni galtioko impropve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sajty hain or acha bonus hasil kr ky apni family ko support kar sakty hain ham is main apni marzi sy 24 ganhto main sy kisi be waqt kam akr sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein loss kyon hota hai

              Jab Ham kam karte hue Koi mistake kar dete Hain To Hamen nuksan ho jata hai Hamen mistakes ko khatm karna hoga Fir Bhi Ham nuksan Ko khatm kar Sakenge Forex Ek online business hai Ham ghar mein baithkar iska kam kar sakte hain Ham strugle karte rahenge To Hamen kamyabi milati Rahegi Forex Ko samajhna Ek Din Ka Kam Nahin Hai ismein UK or USA Jaise countries involved Hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein loss kyon hota hai

                Asslam o alaikum.
                Forex trading mai zada profit hasil krny k liye hm sb ko bohat mehnat ki zrorat hoti hai r mehnat kr k he hm sb knowledge r experience share kr sakty hain. R jitna zada experience hoga utna he hmy zada profit hasil hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein loss kyon hota hai

                  Forex trading mein loss hota hai aur is liye loss hota hai kionkeh ye risky business hai log isko bht asan samjhty hein lekin ye bht mushkil business hai kionkeh sirf trade open nhi krni hoti balkeh market ka analysis krna hota hai jo bht mushkil hota hai agr hr trader market ka analysis kr leta tu loss ki ratio ziada na hoti is liye analysis na kr sakny ki waja se traders nakaam ho jaty hein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein loss kyon hota hai

                    Forex trading business Ek real trading business hai agar Ham is business Mein acchi trading Nahin Karenge To Hamen nuksan Hoga profitable trading karne ke liye hamare pass trading experience Hona chahie Jitna trading experience Hoga itni acchi trading kar Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein loss kyon hota hai

                      Forex business mein profit aur loss business ka hisaa hai hum ko forex mein loss ho sakta hai tu loss bhi ho sakta hai forex mein hum ko profit achy knewledge aur experience se hota hai aur jab loss hota hai apni kise galti se hota hai hum ko loss apni mistake se hota hai hum forex mein knewledge aur experience kay baghair trading karain tu loss hota hai hum planning kay baghair trading karain tu loss hota hai hum ko greed aur jald bazi se trading karne se bhi loss hota hai hum ko loss se bachna hai tu hum ko practice karni ho gi practice kar karain gey tu loss ko kam kar saktay han
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein loss kyon hota hai

                        Ham Jab Bhi emotions Mein kam karte hain Hamen loss hota hai emotionless trading Hamesha profit deti Hai emotions Mein Kabhi Bhi profit Nahin Hota Hamen chahie ki Ham emotionless trading ki practice Karen jitni practice aapki emotionless trading ki karenge Hamen utna Achcha benefit milega Ham emotions ko control karenge To Ham Kamyab honge Agar Ham emotions ko control nahin kar sakte To Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte risk to reward ko follow karte hue emotional discipline ko follow karenge to aapko bahut accha profit ho sakta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X