Agr forex na hota toh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai ye kia bat ki ap na ka agar forex na hota? ye kaisa ho sakta ha? poori dunya ki economy ka daromadar stock exchange aur forex trading par ha. agar ye dono markets na hon to pori dunya ki ecoonomy masail ka shikar ho jai aur sara system hi darham barham ho jai. is lia ye bat soochi bhi nahi ja sakti.........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Agr forex na hota tu shayad me koi aur kam kar rhi hoti me sirf forex ki waja se hi online business me ai hun k ye easily learning k baad samjh ajata hai issi liye me sirf yehi online business pasand karti hun i like forex.
      • #18 Collapse

        In this world Allah created all the things for the goodness of human beings, if Forex does not exit in this world then there must be something else in the place of the forex trading business and people were doing that business if there is no forex.
        • #19 Collapse

          to become the senior must pass through various stages as well,, ranging from beginner, to the professional level expert .. So we have to know and be aware of our capacity as a trader used already to what extent,, his way of measuring how long we have not hit margin call, , from there we will know our capacity to where, and whether it can achieve consistent profit targets.
          • #20 Collapse

            Your thread is good and if the forexcid not introduce then we are join the other online work but these ate donkey work. We can earn the good money for our future career.
            • #21 Collapse

              forex na hota to kio aur international market hoti jo is hi ki tarhan kam kati aur hum ko kia pata hota ka forex bhi hoti thi nahi na
               
              • #22 Collapse

                Agar forex na hota tu Zahir si bat he ke hum Phir kuch or Kar rahay hotay or hamin Pata bhi nahi hota ke Aisa bhi Koi business hota he jis me crancy pe kam hota he.
                   
                • #23 Collapse

                  mere khayal se agar forex na hota tou logo mey berozgari ki tada or ziada increase hojati or log dusre kisam ki activity k sath jurr jatey isi liye forex tradin se koi bhi shaks jo berozgar hey . educated hey asani se in sub kamon mey jurr jata hey or faida utha ta hey.
                  • #24 Collapse

                    i have searched alot for online jobs and buiness and i think k un men bht sary scam n fraud hen forex aik acha aur authenticated business h r agr koi is par kaam krta h to usko pisy milty hen
                    • #25 Collapse

                      well brother mujhe to forex business ka pata bhi nahi tha pehle men other online business ke saath work karta tha, fir mujhe mere friends ne forex and forum per invite kara, then tab se men just forum work and forex trade karta hon..
                      • #26 Collapse

                        internet world main boht saray online business hain lekin ek to yeh masla hai kay un main say aksar fraud business hain or dusra yeh kay boht ziyada mehnat karnay kay bad 50 say 100 USD tak he milta hain agar business fake nahi hai to islie agar forex trading na hoti to main online business ko join nahi karta kyun kay forex main achi amdani hoti hai.
                        AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                        • #27 Collapse

                          dear friends and brothers salam to all,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, main samjta hn agar forex nahi hai toh hamein is main per ache say earning ka advance bhi nahin hota toh yeh sab say best awy bhi hota hai
                          • #28 Collapse

                            i think forex se ziyada hamen apne talent ko dad deni chaie agar hamare pas kuch karne ka talent na hota to chahe kuch bhi hota ham kuch na kar pate.
                            • #29 Collapse

                              Forex trading aik buhat hi dilchasp aur behtareen online business he es min se hum kafi bari earning kar sakte hin es lei hum sab jo bhi treading ko aik bar join kar leite hin es ko chorne ka faisla phir nahi kar sakte hin jeise jeise humin time lagta he es business min to humara experience aur humari learning bhi grow karti he aur sath sath earning bhi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Mujhay to is baat ka afsos ha k forex ka itni dair se pata chala lekin agar forex na hota to phir pehlay ki tarha hi zindagi chalti rehti without any big hope to fulfill our dreams.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X