Trading ky liay pair ki selection kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ky liay pair ki selection kerna
    Jab ham trade open kerny ja rehy hon tou hamain phir trading ky liay aesa pair select kerna chahiay jis main trade open ker ky ham kuch profit bhi hasil ker sakain aur hamara account bhi safe reh saky warna her dafa new pair main trade kerny sy sirf loss hi hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے

    sir agar mien apni bat karo k mujhy es mien aa ker loss kis waja say hwa hai to mien kaho ga k es ki sab say main waja yeh hai k mujhy es mien aa ker loss sirf or sirf knowledge ki kami ki waja say hwa hai ager miene s mien aa ker pora knowledge or experience hasil ker leta to mujhy kabi bee loss na hota. Agar apko forex mein loss hota hain to apko is mein zada greed nahi karna chahye tab ja kar aap is mein earn kar skate hain ye aik best online site hain apko is mein zad amehnat karni chahye aur is meein sabar se kam karna chahye tab ja kar ap is mein earn kar skate hain
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

      hamy achy pairs ko select kar ky is main trading karni chahey hamy aik time table bana kar is main daily kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar ky apni zaroto ko pora kar sakty hain ham is main out off cost account bana ka be kam kar sakty han yai aik asa business hain jis main kam kawrny ky liye hamy kisi be office jany ki zarirt nahi hoti
      • #4 Collapse

        Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

        Jii haan dear bilkul achii baat boli haii apny humain trading keleye ik bhot hii achy pairs kii selection krnii chahiye jiss sy humain bhot hii acha trading ky andr earning ho piee ga hum.loog iss main achy sy kaam krain to apny tajarby ki bna par krain to is sy bhot hii achii trha sy trading ho oiee gii aur hum.loog achii earning bhe hasill kr sakain gyy
        • #5 Collapse

          Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
          Jab ham trade open kerny ja rehy hon tou hamain phir trading ky liay aesa pair select kerna chahiay jis main trade open ker ky ham kuch profit bhi hasil ker sakain aur hamara account bhi safe reh saky warna her dafa new pair main trade kerny sy sirf loss hi hota hai
          Trade open karne ke liye Hamen Koi Na Koi pair select karna padta hai agar Ham koi aisa pair select kar lete hain jismein Hamen profit Ke Chand Se Jyada hote hain jaise ki market Kisi bhi pair mein agar support yah resistance per pahunch chuki ho to vahan se Ham trade Laga len To Hamen profit mil sakta hai lekin Darmiyaan main market Ho To fir profit Milana Mushkil Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

            Forex online business hai Ham Ghar Mein Baithe iska kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Ham minut karte rahenge To Hamen kamyabi milati Rahegi Forex Mein UK or USA Jaise countries involved in Paris business Pakistan mein legal Ban chuka hai Ham mehnat Karenge To Ham Paisa Kama sake
            • #7 Collapse

              Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

              Dear brother aap ki bat thk hai qn k jb hm sirf I hi pair pe trading start krty hen to us pair ka chart us ki movement hmary zehn mn beth jati hai or kuch hi dino mn hm us pair sy friendly ho jaty hen jb aesa hota hai to hm us pair per trading kr k acha profit earn kr paty hen
              • #8 Collapse

                Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

                Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men bahut ziyada pairs hen inn men tamam pairs ka knowledge aur experience hasil karna bahut mushkil hota hey iss liay acha pair select karen jo profit denay ki position men ho aur phir uss pe apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

                  Ji han Forex Mein trading karte waqt Hamen pair ki hi selection ka ek Aham marhala pesh aata hai pair ki selection Ek bahut ehm stage Hoti Hai Ham Ne Jo Bhi pair select karna hai hi usko Chart Ki madad se open karke use ki sabka rotein ko check kar sakte hain Agar vo pair trading Mein Hamari favour mein hai to trade Laga Den Agar vah against hai tu bilkul trade Nahin Lagani chahie Kyon Ke phr losS ka Khtra Hota Hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

                    trading ke liye pairs aapke pass se bahut jyada hai aap har kisi Ko Kam Nahin kar sakte aapane apne pair select karne hote hain to un per aap kam karte ho isliye planning Karni hoti hai aapane practice karni hai to aapko samajh jaega ki aapane kis pair per kam karna hai pear selection bahut important hai aur bahut se main currency pairs engine per aap Achcha kam kar sakte hain iske ilawa ap Gold per bhi kam kar sakte hain lekin experience aur balance Hona chahie Agar aapke pass balance hoga to aap accha profit is per Hasil kar sakte ho lekin knowledge Hona chahie knowledge Agar hoga aur kam kar sakte ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

                      FoRex Trading K Liye MaRket ki HaR moVe PaR naazar Rakhni Chaaahiye or Jesay hi Koi achaaa moqaa milay FoRan Trade Lagaaa Deni Chaahiye Q k is Main Hum Jitnaaaa SoCh Samajh KaR Kaaam KaRen Gy Or Jitni Achi Pair Kaaa intakhaab KaRen Gy Utnaaa hi HumEn Faaidaaa hoGaaa to HumEn Mehnat se Kaaam KaRnaaa Chaagiye Or Zyaada Se Zyaada TimE Denaa Chaahiye MaRket ko Taakay Kaamyaabi k ChanCes Zyaada Hi HooN....
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
                        Jab ham trade open kerny ja rehy hon tou hamain phir trading ky liay aesa pair select kerna chahiay jis main trade open ker ky ham kuch profit bhi hasil ker sakain aur hamara account bhi safe reh saky warna her dafa new pair main trade kerny sy sirf loss hi hota hai
                        Yes Agar Hamen forex market mein Main acchi trading Karke acchi earning karni hai To Hamen trading ke liye acche pair ki selection Karni chahie aur Hamen main pair ki acchi knowledge Hasil karna chahie aur Hamen ke movement ko acchi Tarah Se analyse Karke use Paar trading Karni chahie acchi trading ke liye acche Pyar Ki selection bahut Jaruri hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

                          Pair sab main market ki movement different hoti hai apne capital ko dekhna chahie aur FIR use hisab se pair ka select kiya jaaye kisi main market ki moment tej hoti hai kisi mein slow hoti hai ISI mein sabse jyada hota hai kisi mein kam hota hai soch samajhkar karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

                            Trading ky leay pairs ki selection bhot zaruri hoti ja agr apko acha pair select krna ni ata to ap profit hasil krny me der kr sakty han yani agr apko ni pta ky kon sy pairs me kitini move hoti ha ar kon sapair acha ha to ap profit hasil ni kar sakty. Is ky sath sath apko ar bhi bhot si baton ka keyal rakhna hota ha. Ap jis pairs ko trading ky leay laty han on currency ki economic halat ka bhi pta ho age kisi ki economy weak ho rahi ha ya strong ho rahi ha to is ka bhot e gehra asar prhta ha haminin sabh per nazar rakhni hoti ha. Hamin yeh sab kr ky yeh pata chal sakta ha kgy ham ko currency ko buy krna ha ya sell krna ha conomic halaaat ka jaiza leny wala e trader gnesha kamyab rehta ha. Ar mery mutabik hamin major currencies pair ko hi trading me shamil krna chaeay qu ky in ki prises bhot zeada move ho rhai hoti han ar in ki fast movement sy ham asani sy profit hasil kr sakty han.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading ky liay pair ki selection kerna

                              Aapki baat sahee ha k hamain pair ki selection me ye baat zahen me rakhni chaheye k jis pair me ham trade laga rahay hain uski past value kia thee aur present value kia ha. es se hamain us pair ko samajhne me aasani hogi. ye bhi zaruri ha k ham forex trading k leye pair baar baar change na karain. agar ham pair baar baar change karaingy to hamain es me loss ho sakta ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X