Bull and bear candle ka color kon sa hona chaheay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bull and bear candle ka color kon sa hona chaheay
    Friends mt4 ya mt5 mn jb hum candle stick chart open krtay hain to by default white aur black color ki candle nazar ati hain. Meray khayal mn agr hum white aur black ki bjye Green aur Red color day dain to ziyada achi nazar bhi aen gi aur helpful bhi hon gi. Red bear aur Green bull candle k leay. Kia khayl ha ap logon ka?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bull and bear candle ka color kon sa hona chaheay

    MT 4 terminal key chart me bullish candles green color se pehchany jaty hey aur Red color bearish candles ka hota hay, chart ki setting be ki ja sakti hay, candles key colors ko change be kia ja sakta hay agar ham bullish candles ka color black aur bearish candles ka color white rakty hey to ye setting ham apni marzi se kar sakty hey magar charts me candles ka jo standard color hota hay wo green aur red hi hay.
    • #3 Collapse

      Re: Bull and bear candle ka color kon sa hona chaheay

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Nimra786 پيغام ديکھيے
      Friends mt4 ya mt5 mn jb hum candle stick chart open krtay hain to by default white aur black color ki candle nazar ati hain. Meray khayal mn agr hum white aur black ki bjye Green aur Red color day dain to ziyada achi nazar bhi aen gi aur helpful bhi hon gi. Red bear aur Green bull candle k leay. Kia khayl ha ap logon ka?
      Ji on dear brother aapane bilkul sahi kaha hai lekin Jab Bhi aap Forex Mein trading Karte Hain To candles ko samajhna sabse Jaruri hota hai agar aap Inki shapes ko samjhenge to aapko usmein Jyada fayda Hoga Inka colour aap apni Marzi ke mutabik rakh sakte hain normal jyadatar red colour hi chalta hai aur green colour hai jhatla hai ab word moment ko green colour karte hain aur red colour ki Don moment ko Zaheer Karti Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Bull and bear candle ka color kon sa hona chaheay

        Bhai aapne apni observation share Ki Hai Lekin main aapko yah Kahana Chahunga ki ismein colours Jo hote hain vah aapki apni choice per depend karte hain colours Aap Jo Marji select kar le colours ka trading per Koi effect Nahin Hota yah aapki apni Marji hai hi jo aapko Jyada suit Karen aap Vahi select kar liya Karen ismein white black ya red green jo aapko Jyada Achcha Lage Vahi select kar le Kyunki Mere Khyal Mein colour ki selection se Iske Achcha ya na Achcha hone per Koi Asar Nahin Hota
        • #5 Collapse

          Re: Bull and bear candle ka color kon sa hona chaheay

          dear mujay tu es bry mein ni pata itna zaida per mujay tu lagta tha k jaisy chahi trsding kr skty hain chalo nein ap ko yeh confrom kr k bateo ga or hny chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyabi mil skti hai forex mein
          • #6 Collapse

            Re: Bull and bear candle ka color kon sa hona chaheay

            aslamoalekum dear hum chart mn candle ka apni marzi sy koi b Clor dy skty hn.ye zarori ni h k bullesh ar baerish ka Clor fix ho.hum is mn changing ar is ki setting khud sy b kr skty hn.
            • #7 Collapse

              Re: Bull and bear candle ka color kon sa hona chaheay

              Dear jub aap meta trader 4 ki application install kertay hain aur iss ko run kertay hain tou uss waqt tou bull aur bear ki candles black aur white hoti hain lakin aap inn ki colouring tabdeel ker saktay hain aur aap ko iss mein bull ki candle ko green colour dena chahyea aur bear ki candle ko red colour kyun kay inn kay world level mein yehi colour chaltay hain
              • #8 Collapse

                Re: Bull and bear candle ka color kon sa hona chaheay

                Is main koi issue nahi hai k ap candles ko dekhmy k liye konsa colour choose kerty hain and ye apki apki choice per depend kerta hai k ao candles k liye konsa colour choose kerty hain yahan asal maksad jonhai wo canldes ko pehchanna hain k kab and kis way main candle ban rahi hai bull hai ya bear hai ohir usi hisab se ham markete ko analyse kerty huy trade open kerty hain usually white and black candles use ki jati hain black candle down trend ko and white mean blank candle up yani bullish trend ko show ker rahi hoti hai and ap chahen to blue red ya koi bhi colour de sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Bull and bear candle ka color kon sa hona chaheay

                  Han ji Ham aasani se banaa sakte hain isliye Agar acchi management Karenge To Ham Na Sakenge Khoob mehnat karo mehnat karne wala acchi kamyabi leta hai jo main nahin karta vah Kamyab Nahin ho sakta mehnat hi acchi kamyabi ka 108 hai jo mehnat se kam Karta Hai Achcha knowledge experience Achcha concept automatically Uske man mein aata hai vah mera se kam Karen main Achi Achi kamyabi Shor Se Jo Main nahin karta Phone ko Hamesha loss hota hai usse bachne Ke Liye Har koshish Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Bull and bear candle ka color kon sa hona chaheay

                    bull ka matlb kia hai yani k woh candle hai jo k apko market main high janey ko show karti hai ya buy k trend ko show karti hai esi trha se bearish candle woh hai jo market ki sell value ko show karti hai apko market main candles ko samjhna hiab smbsf;u egfr76efr yroqgf sfgdshb dbvjshv sdvjdlvyfrtgyu egiwf egwfvlwueg efwevhfu fewjhvf fwjevhfyulweg egfryw nvfewjv nf ewvfwy
                    • #11 Collapse

                      Re: Bull and bear candle ka color kon sa hona chaheay

                      Forex market Mein Bull or bear candle ka colour han trading ke apne Marji Se Hota Hai hi aap candle ka car colour bear red kar de aur Bull candle ka colour green kar den yah aap apni Marzi se bhi kar sakte hain iska Koi Kyon Nahin Hai Kyunki yah aap per depend karta hai ki aap kaun sa colour select Karte Hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Bull and bear candle ka color kon sa hona chaheay

                        Bhul candles ke liye agar aap chahen To Jaise ke naam se a rahi hai ki koi bhi Aisa colour strong colour Ho vah choose kar le ja sake green ISI tarike se bearish candle ke liye aapko chahie Ki Aisa colour choose Karen jo ki week colour ho ya Khatre wala colour Ho isliye aap isko red choose kar len Mere Khyal se donon colour Patra Hain aapki candle kliye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X