kaise apnay apnay losing trade kay stress ko handle karain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kaise apnay apnay losing trade kay stress ko handle karain ?
    Assalamu Alaykum

    kaise apnay losing trade kay stress ko handle karain ?

    yeh her trader yeh situation face karta hai jab usay profit kay bajay lose ho raha hota hai forex ki duniya main koi b nahi chata kay usay nuksaan ka samna ho her koi yehi chata hai kay wo her trade pay benefit hi lay majr sometime takreeban her trader ko stress say guzarna parta hai ap is main agr kabi hon to ap kia karty hain ya jo traders nuksan ya loss ki waja say stressful situation main hoty hain wo kaise is say bahir niklain ya khud ko normal karain ap agr asi kafiat main hon to ap kia karain gay .



    Wish guys best of luck


    ALLAH Bless You
    Last edited by ; 25-04-2020, 10:29 PM. وجہ: typing error
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kaise apnay apnay losing trade kay stress ko handle karain ?

    hamain loss say bachny k lye learning karni ho gi aur mind ko fres hka rk hi trade karni ho gi aur hamain market main kam kar k hi hum acha bnus hasil ho saky gi aur hamain marke tmain kisi bi waqt trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain markt main enter hony ysay pahly is k bary main anlayse kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run karine gay
    • #3 Collapse

      Re: kaise apnay apnay losing trade kay stress ko handle karain ?

      Assalam o alaikum dear members trading koi asaan kaam tou hy nai is me profit nuqsan hota rehta hy lekin agar apko bohat hi ziada nuqsan ho jaey tou waqai me apko tenshion hogi or ap stress ly k mazeed nuqsan kr bethen gy tou is soorat e haal me ap ny aesa krna hy k aram se beth jaana hy 1 din k liye forex ko chorr dena hy agly din ap sahi fresh hongy phr chek kren agar market ap ki samajh me hy tou trade lagaen nai tou kuch din mazeed chek kr len isi tarah hi ap trading loss Ko recover kr sakty hyn
      • #4 Collapse

        Re: kaise apnay apnay losing trade kay stress ko handle karain ?

        hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey hamy is main stres free ho kar is main acha kam kana chahey pher hi ham loss sy bach sakty han yai aik sa business hain jis main kam karnh ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kr is main kam kar sakty hain yai aaik aam job ki nisbat boaht hi acha business hain
        • #5 Collapse

          Re: kaise apnay apnay losing trade kay stress ko handle karain ?

          aapko Sabar ke sath hai apni loss wali trading co handle karna hota hai aapko last ko recover karne ke liye bhi acchi tarah se Sabar ke sath Hi Kam karna hota hai tab bhi aap acchi tarah se marketing kar paate Hain isliye hamesha achcha kam karo Sabra ke sath kam karo aur apne dost ko recover karne ke liye mehnat karo
          • #6 Collapse

            Re: kaise apnay apnay losing trade kay stress ko handle karain ?

            Forex form per Hamen Agar loss hota hai to Hamen isko patients ke sath bardasht karna hoga aur next kam karne ke liye Kush Dilli ke sath mehnat karna Hogi jisse Ham kamyabi ki taraf Kadam Badhaye chahie aur Hamen Himmat Nahin Harni chahie Kyunki mehnat hi kamyabi Ka Raaz Hai
            • #7 Collapse

              Re: kaise apnay apnay losing trade kay stress ko handle karain ?

              Jab kisi bhi member ko loss ho jata hai to uske bad usmein members ko ghabrana nahin chahie aur na hi usko pareshan hona chahie kyunki last to har ek member ko hi hota hai aur iske liye har ek member ko ready bhi rahana chahie lekin kuchh aise member hai ki jo bahut jyada hi pareshan ho jaate hain aur yahi vajah hai ki uske bad jab vah next koi aur trade open karte hain to usmein bhi unko loss ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: kaise apnay apnay losing trade kay stress ko handle karain ?

                Trading karna tension ka dosra naam keh saktay han kiok hum jab bhi trading kartay han tu is se jab loss hota hai tu tension hi tension hoti hai aur stress se hum ko is traha hi bahr nakal saktay han hum ko forex ki jtni ziada learning ho gi knewledge aur experience ho ga hum trading bhi achi karain gey js se profit ho sakta hai aur hum stress se bach saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: kaise apnay apnay losing trade kay stress ko handle karain ?

                  Walikum asslam Trading main ager hamy loss honjay to tenshion to waki boht ziyada hotinhai and ham waki biht stress feel kerty hain lakin stress is masly ka akhuri hal nahi hai loss her husiness main lazmi hota hai kiun k ye business ka part hota hai loss ko accoet kerny walay members hi always success gain kerty hain and loss ki waja se ghbrana harguz nahi chahye kiun k loss her trader ko hota hai to is main stress feel kerny k bajay loss ki reason find ki jay and try ki jay k next time is mistake se avoide ker saken r next time careful ho ker kam karen and acha perform karen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: kaise apnay apnay losing trade kay stress ko handle karain ?

                    Agar apki trade loss main chal rahi hai to sahi waqt ka intezar karen or market ki movement change hone ka wait karen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X