kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai
    Forex trading business Mein Kamyab trader Woh Hai Jo apni money management Ka Khyal karta hai aur apne balance ke mutabik kam se kam risk lete Hue for expert reading lagata hai aur accha profit Hasil karta hai isiliye koshish karen ke Kamyab trader banne ke liye Apne money management ka Khas Khyal rakhen Kabhi Bhi overtrading Na lagaen aur profit ka vate Karen Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

    Agar Ham Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen plan banaa Lena chahiye Hamen plan ke mutabik forex market Mein kaam karna chahie Fir Bhi Ham na Fatima Sakenge Forex Ek Achcha business hai Ham Ghar Mein Baithe iska kam kar sakte hain isliye kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Ham 24 ghante Mein Se Kisi bhi waqt ka time table Banakar Forex ka kam kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

      Yes dear forex ma money management bhot zaruri hai, forex ma jb profit hu to sara withdrawal karny ki baje small amount acct ma rehny deni chahe, es sy acct b grow karta jae ga, big capital ma profit ka chance zayada or loss ka chance bhot kam hota hai, small capital ma profit k lae achi knowledge bhot zaruri hai,
      Last edited by ; 25-04-2020, 09:34 PM.
      • #4 Collapse

        Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

        je bilkul kamyaab trader hamesha money managemenet ka khyal kar k hi trading kartay hain forex trading main trade karnay k liay expperience and knowledge ki bht zarurt hoti hay jtna knowledge ziyada ho ga utna hi ziyad profit ho ga and kamyaabi say trade ki jay gi jb market ka acha analysis kar lain to apnay accouhnt balnce k hisab sy liot size select karain and trade open kar k profiit earn karain
        If you work hard no body can stop you from success
        • #5 Collapse

          Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

          Jii haan dear bilkul sahii baat boli haii apny forex ky andr wohi qamyaab trader haii wohi qamyaab member haii jo ky aoni money management ka khiyal rkhta haii aona kaam ko achy asool ky mutabiq krta haii koi jaldbaazi nh krtii haii ..woh janta haii bussniss main haar jeet hotii rhitii haii aur woh aona kaam himat sy krta haii aur qamyaab bhe ho jaataa haii
          • #6 Collapse

            Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

            money mangement kar k hi trade karni ho gi aur hamain i s k bary main pahly learning karni ho gi aur hamain i s k bary main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum cahi trade karni ho gi aur hamain expeirence ho ga tba hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main part timme main bi job ka rk hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bach sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

              yes brother aap Agar is market Mein money management ke hisab se kam karte hain to aapko is market Mein kam karte hue Dar Nahin Lagta agar aap apne account per Jyada risk Lete Hain To usse aapko account per Tahsil jyada nuksan ho sakta hai Jiski vajah se aapka account wash ho sakta hai aapko chahie Apne account Per money management se Sath Hi Kam Karen Taki aapka account safe Rahe.
              • #8 Collapse

                Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

                Daer ap ny bahut hi zabrdast bat ki hy tu hi main kehat hun ky hm log agr is ko ik kam smajhty hy tu hi kamybi ky sath is main hm log tabhi asani ky stah forex ko smajhty hy tu hi kmaybi ky stah ismain kmaayb ho skaty hy bas ap ko tabhui asani ky stah forex main akammaybi mill skati hy tu hi hm log sahi kam kerty rahuy gu tu hi kamaybi ko hasil kerty hy tu hi forex ko smajhty hy tu hi hm log lazmi is main asani ky stah sekah ja skata hy.
                • #9 Collapse

                  Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

                  hamy money management kar ky is main acha or alla qualites ka kam kana chahey pher hi ha kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ha is main apni amrzi sy time tabl bena kar is main part tine be kamkar sajty hain or ham is main apni mrzi sy full time be kam kar sakty hain yau kabe be band na hony wala aik real business hain yai aik unique business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

                    Gee haan bhai forex mein kaamyab kaam kernay kay lye money management kerna bahut zaroori hai kamyaab trader hamesha money managemenet ka khyal kar k hi trading kartay hain forex trading main trade karnay k liay expperience and knowledge ki bht zarurt hoti hay jtna knowledge ziyada ho ga utna hi ziyad profit ho ga and kamyaabi say trade ki jay gi jb market ka acha analysis kar lain to apnay accouhnt balnce k hisab sy liot size select karain and trade open kar k profiit earn karain gaye yehi humari kamyabi ho gi
                    • #11 Collapse

                      Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

                      Yes brother aap ki baat theek hai best trader hua hai hai jo apni money management ki ki hisab se a trade open karta hai voh apne mind mein main accept karta hai hai ki is management per lot size kitna lagana chahie Jo brother soch samajhkar per karte hain vah kamyab trader Ban jaate Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

                        ji dear ap ne bahut hi achi baat share ki hay k kamyaab trader wohi hota hay jo money management ka bahut hi achy se khayal rakhta hay jab ham apny profit ko bahut hi soch samjh kar istamal karyn gy aur trade karny se pehlay analysis karyn gy to ham ko bahut achi money management karni a jay gi aur dosra is k liy jo bahut zarori hay k daily trends par bhi focus karyn yea hamyn market k bary main bahut help dety hain......
                        • #13 Collapse

                          Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

                          Forex mein money management ki buht ziada ehmiyeet hai hum apne account ki money management kar kay trading karain gey tu hi hum achi trading kar saktay han kiok money management se hum apne account mein apne risk ko control kartay han money management ka kahyal rakh kar hi hum apni trading achi kar saktay han
                          • #14 Collapse

                            Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

                            dosto forex trading ma kamyab trader wo hy jo money management ka khyal rkhta hy or os hisab sy he lot size ko use krta hy or aisy trader ka account wash kbi ni hota hy es ly dosto forex ma money management bhot zaruri hai forex ma jb profit hu to sara withdrawal karny ki baje small amount acct ma rehny deni chahe es sy acct b grow karta jae ga big capital ma profit ka chance zayada or loss ka chance bhot kam hota hai small capital ma profit k lae achi knowledge bhot zaruri hai kiun k achi knowledge sy he achi earning hoti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kamyab trader wo hai jo money management ka khyal karta hai

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Irfan 95 پيغام ديکھيے
                              Yes brother aap ki baat theek hai best trader hua hai hai jo apni money management ki ki hisab se a trade open karta hai voh apne mind mein main accept karta hai hai ki is management per lot size kitna lagana chahie Jo brother soch samajhkar per karte hain vah kamyab trader Ban jaate Hain
                              Dear ap ko pehly pata hona cheye kay money management kaisy ki jati hai. Money management mai ap nay apny capital ko aisy set kana hai kay ap jo be trades open karain. us sy ap ka account safe rahy like ap ko pata ho kay kitni lot size ka use karna hai or us kay stop loss kay hisab sy ap ki trade jab touch be kar lay tu ap ka account wash na ho or 2nd ap nay aik he trade mai koi 50% ya es sy bara risk na lay liya ho. es hisab sy ap jab setting kar kay trade ko open karain gy tu ap ko achi tarha sy money management ka use aye ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X