Kiya hamen musalsal loss men bhi himat nhi harni chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya hamen musalsal loss men bhi himat nhi harni chahiay
    Dear brothers forex trading men loss business ka hissa hey iss liay loss sub ko hota hey aur new traders ko shuru men aksar loss ho jata hey aur agar forex trading men musalsal loss bhi ho jay tu phir bhi tension nhi leni chahiay balkay mehnat aur himat jari rakhen tu aik din zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya hamen musalsal loss men bhi himat nhi harni chahiay

    Musalsal Los ki do Surat Hote Hain agar aap trend follow kar rahe ho aur aapka order lose mein main jata ha to vahan per aapane Sabar karna hai q k trend hmesha aesy hi move krta hai but agr ap trend k opposite trade lgaya hua hai or ap dekh rhy hn k apka trade bht zyada loss ma jana shru ho gea hai to usy close kr dyn or sbr mt kryn...
    Bhtr to ye hai keh ap stop loss ka istmaal kro
    ,
    Stop loss or take profit hai kya chez?
    Let me explain to you.
    Market ma kuch log aesy hn jo professional nhi hn mtlb jo normal job k sth part time ma forex pr trading krty hn to un logo k liye mushkil hota hai hr wkt market ko dekhty rhna ic liye jb wo koi order lgaty hn mtlb koi lot lgaty hn to sath apna stop loss or take profit book kr dety hn....
    Ab hota ye hai keh market jb faida ma jati hai to jo target lgaya hota hai whan hit hony k bd hd market apka order close kr deti hai or apko profit mil jata hai close kiye bgr ic trhan agr market nksan ma jati hai to jitna margin ap ny rakha hota hai itna nksan dy kr market apks order close kr deti hai jis sy apka zyada nksan nhi hota...
    Thanks to me
    Last edited by ; 25-04-2020, 08:19 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Kiya hamen musalsal loss men bhi himat nhi harni chahiay

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
      Dear brothers forex trading men loss business ka hissa hey iss liay loss sub ko hota hey aur new traders ko shuru men aksar loss ho jata hey aur agar forex trading men musalsal loss bhi ho jay tu phir bhi tension nhi leni chahiay balkay mehnat aur himat jari rakhen tu aik din zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
      Jab Hamen open trade Mein loss Hona shuru ho jata hai To Hamen Apne tradeco small loss Mein Hi control kar lena chahie ya Hamen trade close kar leni chahie ya FIR Hamen Koi Aisi strategy use Karni chahie ki Ham Apne Lash ko control kar len Agar Ham loss ke sath hi trade continue Karte Hain To Hamara loss increase Hote Hote account he wash kar jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Kiya hamen musalsal loss men bhi himat nhi harni chahiay

        Ji bilkul sahi hai mere bhai Ham Logon Ko Yahan per musallas hone ke bad bhi Ham Log Yahan per kimat musalsal Uske bad bhi Ham Log Yahan per kamyabi 3D per kar sakte hain aur Hamen Yahan per Himmat bhi nahin Hona chahie
        • #5 Collapse

          Re: Kiya hamen musalsal loss men bhi himat nhi harni chahiay

          hamain loss say bachny k liye mhnt karni ho gi aur hamain i s k bary main planing karni ho gi aur hamain is forum main bi trader banay say pahly is k hi hum suces sho gay aur hamain market main har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain market main enter honyy say pahly is k bary main information cahi ho gi tab hi hum trade karni ho gi aur hamain earn ho saky gi
          • #6 Collapse

            Re: Kiya hamen musalsal loss men bhi himat nhi harni chahiay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
            Dear brothers forex trading men loss business ka hissa hey iss liay loss sub ko hota hey aur new traders ko shuru men aksar loss ho jata hey aur agar forex trading men musalsal loss bhi ho jay tu phir bhi tension nhi leni chahiay balkay mehnat aur himat jari rakhen tu aik din zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
            Yes dear hum agar ais market mai her time kaam karty hoye loss kar rahy hai to hum ko apny trading plan mai change karna chaye ya apni trading strategy ko change karna chaye ais se hum ko nuqsan atna zayda nai ho ga agar hum ais market mai acha kaam karty hai to hum ko ais market mai faida ho jata hai ap ko ais market mai loss se darna nai chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Kiya hamen musalsal loss men bhi himat nhi harni chahiay

              forex main humai es main kam ko karny kay ley humian es main mahnat say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain hum es main kam kar aky hum boht sa bons hasl kar skty hain agr humian es main loss ho jata hain to humain es main boht sbr say humain es main kam karna hoio ga to he hum es main kamjab ho ksty hain hum es main sucess ho skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Kiya hamen musalsal loss men bhi himat nhi harni chahiay

                ji han han Agar Humko Bar Bar loss hota hai To Humko Fir Bhi Himmat Nahin Harni chahie Bal ke is lost ko face karna chahie aur datkar iska Mukabala karna chahie Aur vajah Ko Talash kiya jaaye kis vajah ki buniyad per Humko last ho raha hai us reason ko khatm kiya jaaye aur Socha ke liye behtarin plan ki Jaaye to Inshallah Humko profit hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya hamen musalsal loss men bhi himat nhi harni chahiay

                  dear forex bsnes ho ya koy or busnes ho jab tak hum es men ach kam kaaren g forex men jab tak hum dill lag sy kam karen g to humen bahot he ahi kamyabi hail ho ge e ley hum sab member ko chaia keh hum es men muslassl loss sy bachna hy to hmen chaia keh hum es men ach kam karen g forex men achi kamyabi hasil kar saken gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya hamen musalsal loss men bhi himat nhi harni chahiay

                    Assalam O Alaikum!
                    We Should Never Lose Our Hope
                    try again and again is only way of sucess...........
                    forex ek aisi market hay jis main aap aisay weasy without experience nhi kaam kr sko gay.agr kro gay tu loss main jao gay .ap bar bar loss kro gay.or ek din haar kr beth jao gay .lakin insaan ko kabhi himit nhi harni chayay.agr ap bar bar loss kr rhy ho tu aap phly achii trha forex ko smjho iskay course kro ik best experience hasil kro .
                    ik din aap Insha Allah kamyab ho jao gay.
                    ji friends hemein kabhi bhi himit nhi harni chayay.agr aap bar bar haar rhy ho aur phir yay soch kr beth jaty ho kh haar hemera muqadar hay tu real main aap kabhi jeet nhi pao gay.....
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya hamen musalsal loss men bhi himat nhi harni chahiay

                      G haan Aziz dosto hame loss me bhi himmat se kaam Lena chahiey aor dobara ki hai galti ko repeat bilkull bhi na Kare aor khoob mehnat se work Kare.
                      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya hamen musalsal loss men bhi himat nhi harni chahiay

                        Mushkil mein bhi Himmat Nahin aani chahie Agar Himmat Kabhi Kam Nahin ho sakta mushkil mein Hi Kam Karne Wala Hamesha Kamyab rahata hai aapane agar Himmat Hai To iska matlab aap Kuchh Bhi Nahin kar sakte aap ki Himmat hi aap ko hi Denge to aapko Kuchh Bhi Nahin Hoga isliye aapko chahie kya aap Hamen aur Himmat e Marda madad a Khuda Se

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X