Trend Line Ko Find karnay kay leye Indicator ka istaamal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend Line Ko Find karnay kay leye Indicator ka istaamal
    Dear Forex Members

    Bhout se new trader or woh trader jo apni learning ko sahi tarha se mukamal nahi kar patay hain woh aksar us ki waja yeh hoti hai hai kay woh analysis nahi karty hain jab market thora ik side pay move hoti hai tu woh us ko he trend samaj kar aghy barh jaty hain. esleye koshish karain MCAD, oscillator jaisy indicator ka use karain jis se ap ko asani yeh hogi kay ap ko pata ho ga kay market kis side pay kis had tak kitni price tak move kar sakti hai esleye koshish karain kay ap apni strategy main zaror set karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend Line Ko Find karnay kay leye Indicator ka istaamal

    Aapki post Kafi informative hai aur Mujhe Kafi acchi lagi aur Mujhe Baki bhi senior member Se Meri gujarish Hai Ki vah ISI Tarah Ki post post Kiya Karen Taki Ham Jaise newcomers ke liye vah fayda Den aur Kyunki Jaise ab aapane indicators ke bad Kiya Se Ab Mujhe indicators ke bare mein nahin Maloom Tha Tu Jaise aapane likhkar Kiya To Hamen Apne Kisi doston ke bare mein baat karunga aur karne ki koshish karunga
    • #3 Collapse

      Re: Trend Line Ko Find karnay kay leye Indicator ka istaamal

      trend ko use kar k hi hum cahi trade kar k hi hum run karin gay aur indicator ko use ka rk hi hum cahi trade kar k hi hum real main kam karien gay uar hamain marke tmain ente rhony say pahly is k bary main information cahi ho gi tab hi hum sucess hon gay uar hamain markt main bi trader banay say pahly is k bary main ansley akr k hi hum cahi trade kar k suces shon gay
      • #4 Collapse

        Re: Trend Line Ko Find karnay kay leye Indicator ka istaamal

        Yes dear, trend market ka friend hota hai, ye jis taraf jata hai market b esk sath jati hai, ab agr ap different indicator use karyn gy to trend talash kar leyn gy, trend find karna muskil to zarur hai but ye mel jae to profit yaqeeni ho jata hai, trend market ko 2no taraf ley kar jany ki taqat ralhta hai, sell ma b or buy ma b but es taraf trade lagana zaruri hota hai,
        • #5 Collapse

          Re: Trend Line Ko Find karnay kay leye Indicator ka istaamal

          Ge bhai ap nay bahot achi information pass ki hay agar hamen market ki direction malom karni ho to hamen chaye aisay indicators ka use karen ho hamen kafi had tak clear trend ki position bata saken to hamen achi tara say mehnat kar kay trend line ko find karna ho ga tab he trade kamyab trade banay ge aor hamen us men say acha profit mil sakay ga. time table bana kar kam karna ho ga takay forum and trading dono ko time dea ja sakay.
          • #6 Collapse

            Re: Trend Line Ko Find karnay kay leye Indicator ka istaamal

            Bilkul sab se pehli cheez jo hy wo hy learning, kabhi bh nahi rokni chahiye, learning khatam nahi krni, us k bad hy practice yeh apko bataye ge hr kisam k trend or in per indecators ka darust istemaal, or trend find krny k leay sb s best i thinkoving average jo k use ki jaye double to ap ziada pehchan sakty hn.
            • #7 Collapse

              Re: Trend Line Ko Find karnay kay leye Indicator ka istaamal

              hamy trand ko achy sy samaj kar is main fresh mind ky stah trade kagani chahey pher hi ham kamayb h sakty hain or acha bons hasil kr ky market main run kae sakty hain yi aik asa business hain jis main kam karnhy jy liye hamy kisi be office jany ki zarot nahi hoti ham apny gar beth akr is main kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat boaht hi acha business hain
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trend Line Ko Find karnay kay leye Indicator ka istaamal

                ji dear bilkul sahi kaha hay k trend line ko find karny k liy indicator ka istamal karna bahut hi ziada zarori hay ham indicator jitny achy se use karyn gy to ham ko faida bhi utna ho ho ga aur trend jo bhi ho market friend hoty hain ham ko market sikhany k liy bahut ehmiat rakhty hain aur in trends ki waja se ham ko trade karny main bahut asani rehti hay aur earning bhi phr achi ho jati hay......

                اب آن لائن

                Working...
                X