over trading ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over trading ka nuqsan
    Forex mein over trading ka nuqsan hi hai faida kuch nahin hota kiok over trading mein hum ziada trade open kartay han aur trade ziada ho gi tu lot size bhi ziada ho gi js se agr loss hota hai tu account wash ho sakta hai hum ko over trading kabhi nahin karni cahaiye apne account ki money management kar kay trading karni cahaiye aur utni trade open karni cahaiye js ko hum achi traha manage Kar sakhen phr hi faida hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: over trading ka nuqsan

    Yes friend you are right. Hamain kabhi bhi aik sa ziada trade open nai karni chahiye, always minimum lot size choose karain, hamara target more and more pips gain karna ho, na keh high risk lay kar Scalping strategy say profit laina ho, q keh scalping strategy waly trader big investors hoty hain, or wo bahut expert hoty hain, hamain apni learning kay hisab say small trade karni chahiye ta keh hum day by day experience gain karty rahain.
    Last edited by ; 25-04-2020, 05:06 PM.
    • #3 Collapse

      Re: over trading ka nuqsan

      Ab yah over trading kya chij hai yaar Ajeeb Kasam ke sawal log Karte Hain bhaijaan Forex Mein Koi overtrading Nahin Hoti aapko Kisne bataya ki aur trading Koi chij ka naam hai aapko Kisne Mashwara diya hai ki is form ko Join karo yaar Aise stupid Kasam ke sawal karte ho aap mujhe lagta hai aap ke andar commonsense Bhi Nahin Hai over kya hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: over trading ka nuqsan

        Forex me agar Ham overtrading Karenge To Hamen nuksan Ke Siva Kuchh Bhi Hasil Nahin Hoga Hamen over trading co avoid karna hoga Hamen mohabbat se aur Lagan se kam karna hoga Fir Bhi Ham kamyabi Hasil kar Sakenge for international business hai Ham ghar mein baithkar iska kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti
        • #5 Collapse

          Re: over trading ka nuqsan

          hamy forex main over trading sy bachna chahey hamy is main acha or alla qualites ka kam karna chahey pher hi ham kamyuab ho sakty hain or acha bonsu hasil katr sakty ain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain ham is main bager pasio kya ccount bana kar be kam kar sakty hain yai aik real business hain
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            Re: over trading ka nuqsan

            hamain har jeet tou sath sath hota hai so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi ta k earn karnay main bi asnai ho skay gi aur boht say log is forum main kam karty hain aur hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main practice karna ho ga tab hi hum achi trade kar k hi hum run kar k hi hum suces sho skaty hain aur hamaiin loss km ho skay ga
            • #7 Collapse

              Re: over trading ka nuqsan

              اصل پيغام ارسال کردہ از: alindm پيغام ديکھيے
              Forex mein over trading ka nuqsan hi hai faida kuch nahin hota kiok over trading mein hum ziada trade open kartay han aur trade ziada ho gi tu lot size bhi ziada ho gi js se agr loss hota hai tu account wash ho sakta hai hum ko over trading kabhi nahin karni cahaiye apne account ki money management kar kay trading karni cahaiye aur utni trade open karni cahaiye js ko hum achi traha manage Kar sakhen phr hi faida hota hai
              Jab aap log over trading Karenge to aap Logon Ko is Se Jyada nuksan hota hai Kyunki aapka account capital sabse pahle bahut hi hai ki vah bahut jyada risk Mein chala jata hai aur apne account mein race mein rakhte Hue aap log Kabhi Kamyab Nahin Ho Sakenge Apne account ko Hamesha se rakhen aur koshish Karenge aap Logon Ko Jitna Jyada aapka account hai aap Usi hisab se apne account ko manage Karen aur lot size ki selection Hamesha shot rakhen Kabhi Bhi Apne account capital per Big Lot size ke sath trading na Karen aur koshish karen kya aap log 1 ya 2 entries lagaen jo ki aapko 100% Shor hun ki aap ine per profit Kumar sakte hain iske alava aap log Apne account capital ko kabhi bhi rest na dalen aur over trading na Karen
              • #8 Collapse

                Re: over trading ka nuqsan

                forex main agr hum es main over trading karain gain to huamin to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam akr skty hain humian es main kam ko karny kay ley humian es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjabe ho skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: over trading ka nuqsan

                  Over trading ka nuqsan account wash hota hai agr big loss ho jaye tu woh trade jaldi entry point pe nhi ati bht ziada waqt zaye ho jata hai over trading ziada profit k liye ki jati hai jis mein traders ki ye koshish hoti hai k kam waqt mein ziada profit hasil kr lia jaye lekin ulta over trading se loss hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: over trading ka nuqsan

                    aapko Agar vishwas hota hai to aapko bahut bada big loss hoga lekin agar aap ko profit hota hai definitely vah bhi achcha hota hai lekin aapane safety apni karni hoti hai aur iske liye aapane risk to reward per kam karna hai money management ka kam karna hai agar aap risk to reward per kam karenge to aapke liye bahut accha hoga aap bahut acchi mehnat karke bahut accha profit Hasil kar sakenge time aapko Jitna Bhi lag jaaye lekin agar aap mehnat ke sath kam karte rahenge to aap ek din Kamyab Ho jaenge to demo account Mein acche se time Dene se Usko serious lene se aapke knowledge or experience mein bahut Achcha increase aata Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: over trading ka nuqsan

                      Bilkul bahut se traders Forex trading business mein jyada profit Hasil karne ke chakron mein Hamesha over trade karte hain aur apne balance ko wash Karke baith Jaate Hain kabhi bhi aur trade Nahin Lagani chahie Ek Waqt Mein Hamesha Ek trading lagaen Taki aap easily Forex trading business Mein Achcha profit Hasil kar sake Hamen Hamesha save trading Karni chahie aur trading se Hamesha nuksan hi hota hai hamara Sara balance was ho jata hai Jisko recover karna bahut Mushkil Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: over trading ka nuqsan

                        ji han dear frind main ap ki baat say agree karta hna p nay bilkul sahi kaha hai agar ap nay is main over trading kar li to apko is ka nuksaan zaroor hi uthana pary ga dear frind ap is over tradin ko chore diato ap kamyb ho skty hian over trding say door rahian dear firnd jis ap kamyb ho skty hian
                        • #13 Collapse

                          Re: over trading ka nuqsan

                          about reading ka hamesha nuksan hota hai kabhi bhi trading ka fayda nahin hota agar aapane acchi training karni hai to hamesha aapke sath kam karo achcha kam karo aur hamesha rules ke according working karo tabhi aapko fayda hoga kabhi bhi jaldbaji mein kam mat karo hamesha acchi quality ka kam karte raho
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: over trading ka nuqsan

                            Assalamu Alaikum
                            G over trading ko avoid karain Kun Kay is say ap ka mazeed loss b ho Sakta hai aur profit main jata huwa profit loss ki taraf move b ho Sakta hai is liya sahi time pay fasla karna bhot zarrori hai aur trading achi karain over trading ki zarrort nahi market 24 hour ap hi Kay lia open rehti hai .

                            Thanks

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X