Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain
    Assalamu Alaikum ummid hai sab dost khairiyat se honge aur weekly bonus enjoy kar rahe honge cal sab ko Mil Gaya hoga aur achcha bonus Mila hoga... Forex trading business jyada log nakam kyon Ho jaate Hain ki ismein agar mahine se kam kiya jaaye to kamyabi hasil ki ja sakti hai kya koi Bata sakta hai forex trading mein sabse badi nakaami ki vajah kya hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

    forex Kabhi Khatam na hone wala business hai agar Ham ismein kam karte hue Koi mistake kar denge To Hamara account Band Ho Jaega Hamen analysis Ka istemal Karke market Mein amount deposit Karni chahie Fir Bhi Ham Hona Sakenge profitable business Hai Ham ismein part time bhi kam kar sakte hain aur ham is mai full time bhi kam kar sakte hain Ham ismein apni Marji se time table Banakar kam kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

      Aislye kay wo only profit ke zehan men rakh kay join karty hen to aisay members phir jaldi nakam hotay hen wo he busimess kamyab hota hay jis men kam karnay wala dono pehlo zehan men rakhta hay profit bhi and loss bhi to hamen loss ko bhi mind men rakhna ho ga tab he kamyab hon gay kyn kay jab sirf profit he zehan men ho to lalach hota hay aor wo big lot say kam karta hay aor account wash. islye aisa ni sochna chaye
      Last edited by ; 25-04-2020, 04:22 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

        time table bana k hi trade karni o gi aur hamain is k bary main practice karni ho gi aur boht say log is forum main kam kar k hi hum achy say trade kar k hi hum suces sho skaty hain aur hamain is k bary main bi trend ko use ka rk hi hum trade kar k hi hum sucess ho skaty hain aur hamain market main bi knowldge ho ga tba hi hum cahi trade ka rk hi hum run karein gay
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Saman01 پيغام ديکھيے
          Assalamu Alaikum ummid hai sab dost khairiyat se honge aur weekly bonus enjoy kar rahe honge cal sab ko Mil Gaya hoga aur achcha bonus Mila hoga... Forex trading business jyada log nakam kyon Ho jaate Hain ki ismein agar mahine se kam kiya jaaye to kamyabi hasil ki ja sakti hai kya koi Bata sakta hai forex trading mein sabse badi nakaami ki vajah kya hai
          bhai apka question bht acha ha kunk is business ma chor jany walun ki strength bht zyda ha uski bht see reasons han un ma sa ik do ma ap sa share krna chahoun ga. ik tu logun k pas iska complete knowledgee ni ha wo jaldbazi kr jaty han or loss krty han. is k ilwa kych log lalach ma ah kam profit avail ni krty or zyda k chakr ma apna account wash krwa bethty han phr kamyabi kesy mumkin ha
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

            Forex online business min min nakaami hamin apni hi mistake ki waja sy hoty hy iis lia hamin forex min achi kamyaabi ka lia forex min ziyada sy ziyada mhenat karni chahw hum forx min apna monthly tatget ko poora karny ka lia hamin daily ka target ko poora karna chaye jis sy hum achi kamyabai ko.haial.kar sakty hain jo loog forex min makaam.hoty hain who forex min sirf tiem pass larty hain ..
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

              Jo member is business mein bagir knowledge or experience ke sath trading kerty hain WO member is business mein loss ka face dekhty hain or is se WO is business mein nakami ka face dekhty hain hmean chye ke him is business mein knowledge or experience ke sath trading kerni chye jis se ap ko is business mein acha profit hasil ker laty hain or is se achi earning b hasil ker sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

                Forex aik wirld wide and famous buis ess hai.Forex mein 90% peoples fail ho jate hain kuon k wo bager hard working kiye acha profit banana chahte hain.bager experience gajn kiye trading kerte hain and greed kerte hain ese liye enhen nakami milti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

                  forex 1 international business hain hum es main trade lga skty hain hum es main trade lga kar hum es main mnafa hasl kar skty hain hum es main kam kar kay hum boht sa pisa kam skty hain agr hum es main knowledge kay bgir hum es main kam karain agin to humain es main loss hoa ga forex 1 acha business hain forex kbe be na bnd hiny wala business hain forex 1 on line business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

                    G bhai ap ne bilkul theak kaha hai agar ham dekhyn tu forex trading mein bahut sary traders aisy hain jo nakam ho jaty hain aur loss k bad forex trading chor dety hain aur mery analysis k mutabiq maximum new traders he nakam hoty hain aur less knowledge aur experience na hony ki waja se loss ho jata hai aur trading chor dety hain tu hamyn chahye k new traders ko achi guid line dyn aur unki help karyn aur unko ye btayn k real account se pehly demo account p practice karyn kyun aur forex trading mein nakami ki waja lalach aur emotion hoty hain new traders rato rat ameer banny k khuwab ly k aty hain aur loss kara k chor jaty haun.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

                      Forex business mein ziada log is waja se nakaam ho jatay han kay forex aik mushkil business hai aur forex mein mehnat aur hardwork nahin kartay aur learning knewledge aur experience hasil nahin kartay aur forex mein learning knewledge aur experience nahin ho ga tu forex mein kuch hasil nahin hota aur nakaam ho jatay han
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

                        forex mn aksr logon ky fail hony ki ki wajuhat hn jin mn aksar es wjah sy k wo chahty hn k km time mn ziyadah busnis hasil kr len aur dosry wo log jo m
                        arket ko bilkul nhe dekhty bus profit ky chker mn lgy rehty hn to wo nkam he ho jaty forex 1 international busnis jo kbhe bhe bnd na hony wala busnis hy es mn hmen chahey k hm mehnt kren aur apna acha profit bna len
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

                          Dear forex mn logon ki nakami ki sb sy bri wjah te hai k agr koi shaks jisy trading ka nhi pta wo kisi trader ko dakhta hai or usy pta chalta hai k ye apny mobile ya laptop sy lakhon rupy kma rha hai to wo shaks bghair sochy smjhy forex mn invest kr deta hai usy yhan tk k basics ka bhi kuch ilm nhi hota or phr tuky per trading kr k wo apni real investment zaya kr deta hai jis sy na sirf wo buht ziada loss kr bethta hai bul k phr forex ko bhi ghlat khna start kr deta hai ziada tar logon ki nakami ki sb sy bri wjah yehi hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein zyada log nakaam kyoun ho jaty hain

                            Forex trading mein bahut sare log fail hote hai iska reason your Taki vah Kam nahin karte hai acchi tarah se 8 working nahin karta agar aap bhi forest mein chitra se working nahin karoge to aap bhi kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar paoge isliye aapko Forex mein acchi tarah se 8 packing karni hogi aur achcha kam karna hoga tab hi Forex main acchi tarah se kamyabi hasil kar paoge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X