Scalping trading bahot hi risky strategy hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping trading bahot hi risky strategy hay
    Scalping trading ko hamesha se hi bahot risky samja jata raha hay, ye possible nahi hay key short time me zeyada profit scalping trading me kam loss key base par possible ho, zeyada profit siraf day trading, swing trading aur long term trading me earn kia ja sakta hay jab key scalping trading baghir kesi achi strategy key base par ki jati hay es waja se es key kamyab hony key chances ka aur fail hony key chances zeyada hoty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping trading bahot hi risky strategy hay

    Ji han aapane bahut acchi baat ki Gai mere bhi Yahi Khayal Hai Ki Forex trading Kendra scalping Ek Aisa method Hai Jiske jarie Ham short term trade Lagate Hain aur heavy lot size lagakar Achcha profit Kama sakte hain lekin ek bahut Adhik ki kam hai agar Hamare Nelson fail ho gai To Hamen apna hi nuksan uthana pad sakta hai To Hamen Se Dur hi Rahana chahie aur technical analysis ko follow karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Scalping trading bahot hi risky strategy hay

      scalping Ek trading technique hai jo Aksar traders traders istemal Karte Hain main aap short time period ke liye trading karte ho aur apne desired profit Kar Ke Aane per trading band kar dete Ho ismein risk wali koi baat nahin Kyunki Agar Hamen Forex Mein is taknik ko use karne ka experience Ho To Ham ismein bahut accha profit Le sakte hain Forex Mein Hamara profit Hamare experience per hai na Ki Kisi trading techniques se Kyunki Forex Mein Bahut Si trading techniques Hai jinko Vista use karna Hamare kam hai agar Ham in risky strategy ko use karne mein experience rakhte Hain To Ham Achcha profit Le sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Scalping trading bahot hi risky strategy hay

        ge han dear scalping aik trading technique hai jo trader use karty hain is main hum achy say is ko use kar kay short time kay lia trad karty hain pher profit hasil kr laity hain hamain trading main soch smajh kay or lagan say kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gay tukky say trad main hum loss he karain gy so analysis kay bad he trad karin
        • #5 Collapse

          Re: Scalping trading bahot hi risky strategy hay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Scalping trading ko hamesha se hi bahot risky samja jata raha hay, ye possible nahi hay key short time me zeyada profit scalping trading me kam loss key base par possible ho, zeyada profit siraf day trading, swing trading aur long term trading me earn kia ja sakta hay jab key scalping trading baghir kesi achi strategy key base par ki jati hay es waja se es key kamyab hony key chances ka aur fail hony key chances zeyada hoty hey.
          Je hundiya aapane bilkul sahi kaha hai scalping se fayda bhi hota hai lekin is fayde ke sath sath mere bhi bahut jyada hota hai Kyunki ismein of Badi Laut Ke Sath kam Karte Hain To isase last hone ke chances bahut jyada hote hain isliye scalping chahie ke expert Raider Hi Kam Sare new member is Mein kam na Karen.
          • #6 Collapse

            Re: Scalping trading bahot hi risky strategy hay

            Scalping trading kay liye M5 Ya ziada say ziada M15 time frame rakha Jata hai. Aur scalping mai jaldi ziada profit lainay kay liye lot size ziada rakhna hota hai. Scalping kay liye bohat ziada experience chaiye hota hai takay yeh pata chall sakey kay kiss waqt scalping kerni hai. Scalping her waqt nahi ho sakti iss liye bohat risky trading technique mai count hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Scalping trading bahot hi risky strategy hay

              scalping bahut jiski hoti hai aur bahut difficult hoti Hai ismein kam karne ke liye experience chahie hota hai agar kisi ke pass experience Nahin hoga to vah bilkul bhi ismein profit nahin kar sakega ismein greed bhi hota hai aur aapko market mein kam karne ke liye greed ko control karna hota hai aur jab aap chhote timeframe per kam karte Hain To aapke liye ye karna bahut difficult hota hai to iske liye aapko pass se experience chahie ab aapke pass experience hoga to aap bahut Achcha kam kar sakoge aap kisi bhi Tarah ka kam karoge To aapko profit hoga lekin money management ke sath kam karne se aapko profit Hota Hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Scalping trading bahot hi risky strategy hay

                ho skta h is mein acha priofit lekin is mein amein soch smaj kr kam krna chahye agr ham soch smaj kr kam krein ge to hamein forex mein acha arn ho ga hamein day trading krni chahye agr ham day trading krein ge to hamein is se acha arn ho ga scalping mein hamein is qdr nfa nai ho ga jitna hamein day trading se ho ga

                اب آن لائن

                Working...
                X