Forex k leyh kitne taleem honi chaeyh.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    G dear koi ehmiyat ni hai taleem ki bss hmre pss experience hona zruri hai agar axha experience hoga pher to kisse kisam ki education ki zarurat nhi hai pher knowledge to ssath saath e bharta jata hai .
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Han g jitnni taleem zada hogi utnni e knowledge bhi zada hota jae ga aapka experience bhi bharta jae ga ye unk liye zada best hai jo computer chalnna janty ho unk liye post krnna bohat zada eham hai unki speed bhi zada hoti jati hai r sath sath experience bhi bhata jata hai r profit bhi
         
      • #78 Collapse

        Forex trading to koi b kar sakta hai jis k pss knowledge zada ho wo issy kar saktey hen bs bat ye hai ye karnny se pehly hamy kahi se forex trading ki class lenni chhye pher hmmy axha bura pta chal jae ga kabhi loss ni hoga hmsha profit e bnny ga..
           
        • #79 Collapse

          Mere khayal se thore se education ka honna zrurri hai q k jab hamm educated ni hon gye to pher hmy kuch bhi parnna likhnna ni aye ga jb parnna likhnna ni aye ga pher hum axhi post ni kar saken gye axhi post ni karen gye to pher profit kessy hoga iss liye thori se education ka honna zrurri hai to pher hmrey pss knowledge to sath sath e aata jae ga.
           
          • #80 Collapse

            forex k lie i think so taleem matter ni karte hain bus apko computer use karna ana chhaie aur internet use karna ata ho aur us k ilawa ap k pas forex ki learning ho aur trading ka experience hot o main samjhta hon k ap is main kamyab trader ban sakte ho
            • #81 Collapse

              dear traders forex k business ko join karnay k liye kam az kam aik trader ko A level qualified lazmi hona chahye q k forex k business mein knowledge skill experince and good stratgy tamam factors bhot importance rakhty hain tu is liye A level ki taleem hona bhot zarori hai.
              • #82 Collapse

                Forex trading Mein Jisne Matric Kiya Hua Hai Wo Bate read kar sakta hai Kyunki Forex trading mein jyada education ke Baje Jyada knowledge ki jarurat hoti hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #83 Collapse

                  Dear forex aik acha business ha jo har qisam k logo k lye hn.jo log zyada ala taleem hasil ni kar saky un k lye ye business itna mushkil ni.agr ap thori bht english r urdu janty hn to ap ye kam kar sakty hn.ap ko sirf trading seekhny mn mehnat karna hogi.
                  • #84 Collapse

                    Forex trading business ko karne k liye koi khaas taaleem ki zarooat nhi hy aur forex trading mein kaam karne k liye ap ko English ki samjh ho aur forex trading business ko samjh sakta ho wo forex trading business ko kar sakta hy aur forex trading business ko karne k liye is ki learning zaroori hy
                    • #85 Collapse

                      Mere khyal se firex trading ko jarny k kuay zada taleem na bhi koi nasla nai bas humay sakjh honi cahiay is kaam ko karny k kaam parhe likhay log bhi is ko bogt achay se kar sakte hay aur kar bhi rahy hay
                      • #86 Collapse

                        bahi as kay lya talem ni zarori hutai bas ap ko pahrna likna ana cahyea awor kuch ni ap bat ko samj sako awor ap yanh mahnat karo awor awor as bat ka achai trah pic kar sako bs ap ka itnay kam sa ap ko sari zindgi sakon sa guzar sakti hi ap ki thori mahnat sa ya zeadha passsy daty hi
                        • #87 Collapse

                          Re: Forex k leyh kitne taleem honi chaeyh.

                          Dosto forex k liye taleem nahi damaq hona chahye jis ne cool mind hokar kam keya wo zarore kameyab hoga taleem ka hona be zarore hai forex ho ya aur koi kam her kam keya taleem zarore hoty hai so taleem sy ap achy sy kam karsakty hain ap ko acha lekna perna aana chahye take ap easily kam karsakain
                          • #88 Collapse

                            Re: Forex k leyh kitne taleem honi chaeyh.

                            salam dear forex markeet main humen itna pata hona lazmi hain k forex markeet hain kia forex matkeet k bare main knowledge hona lazmi hai trade kase ki jai or loss profit ka b pata hoo narket ye basiclay chezen pata nhnhoge humre he noqsan hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #89 Collapse

                              Re: Forex k leyh kitne taleem honi chaeyh.

                              forex trading k liye teleem ziyda zarori nhe hain forex trading k liye lot of hard work karna zarori hain lot of mehnat karna zarori hain agar mehnat say kaam karte han tu kamyabi hasil hoti hain agar kisi ko enlgish main thori bhot smajh aati hain tu vo b froex trading main kaam karta hain earnign teleem say nhe eanring hasil hoti hian forex trading main knowladge say .............

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X