Agr forex main loss na hota toh ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr forex main loss na hota toh ?
    Agr forex main loss na hota toh ?
    Forex strategies for beginner click here .... :)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g sar ma app ki bat sa agree karta hon ka agr forex ma loss na ho to ya jo account ha is ma ya halal hi nai ho ga
    • #3 Collapse

      ager forex trading business main loss na hota to yah business business nai balke money making machine khlata asa kuch be nai hai ager hum akk business kerte hainn to hume uss business main profit k sath sath loss ko be calculate kerna hota hai kun k trading main hume profit aur loss 50 50 hota hai :)
      • #4 Collapse

        dear me ne bahot se mufti or logo se suna hy k jes bussens me ap ko serfprofit ho or loss na ho wo muslim k leyia sahe nahi hy to is leyia agr forex me agr serf profit ho ga to ye hamery leyia yani muslim k leyia halal nahi hy.is leyia hame wahe bussens kerna chayia jes me profit or loss deno ho jes forex bussens
        • #5 Collapse

          Bhai agar forex trading me Los na hota tu Dunia me or.saray business khatam ho chokay hotay or Aisa Kis bhi business Mr nahi ho sakta ke Los na ho.
          • #6 Collapse

            ager forex mai loss na hoota to sirf naamhi hoota q k ye kaam phir her koi karta aur profit take karta aur forex walay talian bajatay phirtay
            • #7 Collapse

              yar sb se pehli bat ye k forex me agr loss na hota to ye hram ho jata shukr kro lose hy yar kam jo koi bhi hota hy us me profit or lose hota rehta hy tntion ki bat ni hy agr aj lose hy to kal profit bhi hi ga
              • #8 Collapse

                bhai jaan forex trading aik best opportunity hy her aik k liay aor is ma age limit b ni bus aik he baat hy k ye risky business hy ager forex trading main loss ka dar na hota to her banda forex trading kerta kyn k forex trading ma leverage bahoot zeyada hy.
                • #9 Collapse

                  Ji Han Bhai agr bisness me loss na hota to just profit he hona tha but dunia k kesi b bisness me esa momkin nai hai k apko just profit ho and Loss na ho jab ham bisness krty hain to hamy zaror loss b hota hai ye bissnes ka rule hai Bhai
                  • #10 Collapse

                    bhai ya to achi baat ha kay hamay forex ma loss nai ho qk agar hamay profit hota ha to ham apni payment withdraw bhi krwa sakty ha lakin apko aek ches ka khyl rakna hota ha kay apko forex kay rules kay mutabik tarde krni hoti ha tab hi hamay forex ma witthdraw bhi mil sakta ha nai to hamra account banned bhi ho sakta ha
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: awaischaudhery پيغام ديکھيے
                      Agr forex main loss na hota toh ?
                      aisa mumkin he nahi hai bhai q k forex trading main risk bohat ziada hain hum is man loss ko kum kr skty hain laiking loss ko khatam nahi kr skty q k jab kisi ko loss hta hai to kisi ko profit bhi hota hia
                      • #12 Collapse

                        Bhai bagair loss k koi bhe busness nahi hota aur shayad hum muslims tou phir kar bhe nahi sakty thay kyo k jis mein loss na ho wo busness haram hota hy jaiz nahi hota
                        • #13 Collapse

                          agar ap ko yahan say loss na hota kabi b ap is mamy auchi trade yahan nahi laga skty thayis may ap kakbi b is may apna tempo loss na karyen or is may apni working ko daily base pr rise karyen or apna ak aucha plain yahan say bana layen is may
                          • #14 Collapse

                            Dear forex trading aki riski business ha or is ma profit or loss lazmi chees hoti ha knolidge or experience acha ho ga to loss sa bacha ja sakta ha or greed sa bachna sa be acha profit hota ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading koi job nahi hai jiss main at the end of month apko salary zarur milni hai ye aik business hai jiss main kuch bhi certain nahi hai apko profit bhi ho sakta hai aur loss bhi ho sakta hai ye zarur hai k ap apni practice aur knowledge k zariye iss loss ko manage ker laity hain mager ye nahi ho sakta k kissi ko loss na ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X