Forex main loss Q hota ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    je main ap ke bat samaj gia hon kah hamin loss kun hota h .loss hamin tab hota h jab ham market ko ache tarha samajte nahe hain ya bohat kam profit ko hasel nahe karte .to zyda ke lalach main ham loss kar lette hain ya jab hamare pass koy knolledge nahe hota ya ham trading ke bare main jante nahe hain to hamin loss ho jata h
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Forex me loss mera khyal me isi liye hota hai ke humara time kharab chal raha hota hai ye ek sports ki trha hai haar or jeet lagi rehti hai earning or loss sath sath hai its forex bhai.
      • #48 Collapse

        je main ap ke bat samaj gia hon kah hamin loss kun hota h . los hamin as lae hota h kah .market ko ham ache tarha chek nahe karte .ya ham jald baze main ardar laga dette hain.jis ke waja se hain loss ho jmata h .as lae jab ham market karen to ak hamin har paresane se azad hon .dosra ham market ko sakoon se chek kar ke ardar lagain .
         
        • #49 Collapse

          most traders are already good at trading, they were able to say they did this with a very good trade, and maximum because that they can succeed in carrying with high analytical skills and also good control of their emotions
           
          • #50 Collapse

            jo koi bhi without knowledge aur experience ke enter hota hey usko is business main loss hi hota hey aur hamen chahiye keh hum ziada se ziada demo par practice karen aur jab hamen acha confidence aur demo par acha profit ho jaye to phir hamen real trade hi honi chahiye
            • #51 Collapse

              Forx main loss usi waqt hota hai jb apko is k baray main na koe knowledge hota hai na practice hoti hai apko chahye k ap phlay yahan par priper knowledge hasil karain phr iski field ko join karain phr ja k ap successful trader ban saktay hain
              • #52 Collapse

                forex mein jo koi bhi without knowledge aur experience ke enter hota hey usko is business main loss hi hota hey aur hamen chahiye keh hum ziada se ziada demo par practice karen........ku k is cheez se bachny k liye ye sb se best hai hamian is par hi focus krna ho ga
                 
                • #53 Collapse

                  Assalamuwalaikum, at fisrt thanks for your post. have a lot of reason for lose your money in forex. I think the main reason is don't have proper knowledge. and also Money Management. Hope you get your answer. Allah Hafej
                  • #54 Collapse

                    forex mai ap ko loss is soorat mai hota hai jb ap is mai mehnat nhe krty forex mai ap time nhe dyty ya posting km krty hai is sooat mai ap ko loss ho saqta hai is leye mehnat ko loss sy bachoo profit hasil kro jis sy ap apni zaroorat poori kr saqoo
                    • #55 Collapse

                      Mje too jab bi forex main loos hoa hai too us ki sab say bari waja yahi hoi kai main nai plannning nai ki thi Or usi ki waja say mje loss hoa oor us ka sath hmain apni greedy pan ko bi control karna chahya oor isi yarhan aap agar in ko use kar kai trading karain gay too aap ko loss honay ka chances kafi ziada kam ho jatay hain ...
                      • #56 Collapse

                        Forex ak trading business he jis mein loss aur profit zrur hota he asa nai k aap ko srf profit hi ho blky loss is the essential part of your business and dont you worry work hard and manage your account well
                        • #57 Collapse

                          jahan tak forex main loss honey ka sawaal ha to iss mian koi aisi baat nahi ha ke forex main loss hi hota ha ke logon ne iss ko aisay hi issue bana rakha ha assal main ye kaam zara typical sa ha aur iss ko krna hr kisi ke bass ki baat nahi ha iss liye aap ko chahiye ke iss kaam ko dehaan se aur mehnat se karen
                          • #58 Collapse

                            forex trading business aik online currencies ki buy and sell ka business ha . ye aik profitable business ha aur sath hi riski bhi ha ka is ma loss bhi ho sakta ha. is ma newbies ziada loss karwata han kayun ka un ka pass knowledge ki kami aur experience bhi kam hota ha jis ki waja sa un sa ghaltian ho jati han. is ma lalach aur jazbati hona bhi loss ki bari waja han. kabhi kabhi aisa halat bhi ho jata han ka market achanak ulta chalna shoro ho jati ha aur mahir traders ka bhi loss ho jata ha.
                            • #59 Collapse

                              hamain aksar forex k trade mien loss es waja sy hota h k hamary pass proper knowledge ni hota h forex k bary mien es lye hamain loss ka mo dakhna parta h
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex mein jo koi bhi without knowledge aur experience ke enter hota hey usko is business main loss hi hota hey aur hamen chahiye keh hum ziada se ziada demo par practice kare....jitna zada hum seekhain gy hum utna hi zada perfect hun gy ye hamary liye best opprunity hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X