emotional ho kar kam karny ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotional ho kar kam karny ka nuqsan
    agar hum forex mai emotional ho kar kam kary gy to hamara account bend ho jy ga hamy learning gain kar ky aik time table bna kar forex mai kam karna ho ag forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gyt o hamy los ho ga hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain forex mai hamy strugle py fource karna ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

    Jab Bhi aap log Forex trading business Mein master log kam Karte Hain To aap Logon Ko Kafi Jyada nuksan hote hain Kyunki Jab Bhi aap log emotional Ho Jaenge to aap kabhi bhi apni trading ke liye Kuchh Achcha nahin kar sakte isliye aapko Chai Ki Jab Bhi aap log trading kar rahe Hote Hain To Apne motions per control car Karen aur jab aap Logon Ko prapt hote hain tab bhi aap log Apne message ko control Mein rakhen yah aap Logon Ko Las Ho Jaaye to Las hone ke bad Kuchh log mayus Ho Jaate Hain balki aap Logon Ko Apne bed feelings ko bhi control karna chahie aur training ke liye Kuchh positive sochana chahie Taki aap next time Kuchh Achcha kam apni trading Mein kar sake aur maarpeet se profit earning karne ke liye aap log apni Galti Hain unko thik Kiya Karen
    • #3 Collapse

      Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

      اصل پيغام ارسال کردہ از: omair پيغام ديکھيے
      agar hum forex mai emotional ho kar kam kary gy to hamara account bend ho jy ga hamy learning gain kar ky aik time table bna kar forex mai kam karna ho ag forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gyt o hamy los ho ga hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain forex mai hamy strugle py fource karna ho ga
      Jab bi ap emotional ho k kam karty han to is main galti karny k chances ziada hoty han is ley humy chae ha k log ziada sy ziada ache analysis kar k trading karny or proper money management or risk management sy trading karny ta k loss k chance kam hon or maximum profit hasil ho
      • #4 Collapse

        Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

        ji han dear firend agar ap nay forex main kaaam karana hai to ap ko chaya ap is main achi tarah say kaam karin aur woh bhi sabaar say kaam karin aur kamybi hasil karin aur ap is main emotional ho kar ap nay is main kam nai karna hai dear frind agar ap nay is tarah say kaam kia toa ap ko is ka nuksaan uthana pary ga
        • #5 Collapse

          Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

          Jo Log Jahan Par Hai Musalman hokar kam karte hain UN Logon Ka Anjam bahut Bura hota hai main aap Logon Ki Yahi kahunga emotional hokar Yahan per kam bilkul Bhi Na Karen emotional hokar Hamen jakar Baat Nahin Sakta Hai
          • #6 Collapse

            Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jo log loss aur profit men ziyada emotional ho jatay hen woh mistakes kartay hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay balkay forex trading men loss aur profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay
            • #7 Collapse

              Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

              Ji bilkul agar aap emotional hokar kam Karenge to aapko uska Mein loss Hoga Kyunki aapko confidence ke sath Nahin Karenge isliye kam ko Hamesha confidence aur interest ke sath karna chahie na ke emotionally
              • #8 Collapse

                Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

                yes dear emotional ho kr kam krny sy nuksan hota hy q k apka mind present ni hota or ap us kam ko sahi sy ni kar pa rahy hoty or risk per risk lety jaty hain jis sy nuksan hota hy or phr bad main pashtana parta hy or jldi main koi esa ghlt kam ho jata hy k account b banned hony ka dar hota hy thank you
                • #9 Collapse

                  Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

                  Forex main har galati ka khumyaza ap ko loss se chukana parta hay chaye galati kisi kisim ki bhi ho us ka taluq indirect nuqsan se zaroor hota hay isi liye emotional hona ya patience na rakhna ye sab cheezain apke liye forex main nuqsa n ka bais banti hain aur islye in se guraiz karain aur being steady kam karain.
                  • #10 Collapse

                    Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

                    kabhi bhi emotional hokar Kam nahin karna chahie hamesha tension free rehkar kam Karen apne emotions ko control mein rakhe tabhi aapko kamyabi hasil hogi aur ek achcha aur kamyab vah hota hai jo hamesha apne emotions ko control mein rakhkar working karta hai aur hamesha Dil lagakar achcha kam karta rahata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

                      bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaeya ka hum emotion ma kabhi be trading ya per posting na karaa to per hamara leya best hoga q ka ager hum es taraa kartaa ha to per hum ko loss he hoga esleya hum ko emotion ma koye kaam nhi karnaa chaheya to best hoga.................
                      • #12 Collapse

                        Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

                        Dear friend hum sab ko chahaye k hum sab es forum mein jab bhi apna kaam karein tu who apney jazbaat par qabu rakh karein q k ju l9g es forum mein emotional ho kar kaam kartey hain tu who phir yahan par sahi sahi kaam nahi kar saktey dostu aur na hi phir yahan par taraki kar saktey hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: omair پيغام ديکھيے
                          agar hum forex mai emotional ho kar kam kary gy to hamara account bend ho jy ga hamy learning gain kar ky aik time table bna kar forex mai kam karna ho ag forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gyt o hamy los ho ga hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain forex mai hamy strugle py fource karna ho ga
                          emotional log kabhi bhi forex trading ke business mein kamyyab nehi ho sakte hain kunke jo log emotional ho kar kam karte hain unko forex mein nuksan hi hota hai aese logon ko forex joine nehi karna chahey kunke forex mein sabar or himat ki zarorat hoti or jin log ke paas ye hoti hai who hi is mein kamyyab hote hain
                          • #14 Collapse

                            Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

                            Trading ke dauran agar ham emotion per kabu Nahin rakhenge to ham bhari nuksan utha sakte hain dusra hamara account wash hone ka bhi khatra hota hai or emotion se ham apni mehnat ko khud zaya kar denge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: emotional ho kar kam karny ka nuqsan

                              G han bilkul thk kaha apne agr hum forex par emotional ho k kam kare gy tu hame faide k bajae nuksn ka samna karnapad skta hy.hame chahe k hum Forex par pore harwork se kam kre.forex par kam krne ka ek time table set karle jab apne posts krni eksa yeh faida hoga apko stress bhi nhe hoga aur ap par burden bhi nhe pare ga jis se al asani se apna kam kr skte hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X