News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?
    Forex trading mein trade karne se pahle Hamen economic calendar se news ko check karna chahie to tab trade Karen Hamen Achcha fayda hoga Agar aapki trade Koi news ke dauran open Hui To isase Hamen Las ho sakta hai To Hamen chahie ki agar ham apni trade ko take profit Star Plus Laga De Taki Hamen Jyada loss Na Ho Kyunki important news per market ki movement fast hoti hai hi ise Hamar account wash bhi ho sakta hai agar Hamare gastrade Jaaye Hamen chahie ki Ham hardworking Karen aur news ke bare mein knowledge Aasan karne ki koshish karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

    Assalamu Alaikum Jab Kabhi news aati hai to market mein suddenlink variation rahti hai isliye trading strategy ka rule hai Jab Bhi order please Karte Hain To ismein stop loss Lagana bahut jaruri hai Jo Keh De agar koi news Buri Jaati Hai jisse raid aap ke paper mein nahin rahata To Agar are aapane vahan par stop last Lagaya yah hai hai to Aapka account wash hone se Bach Jayega
    Last edited by ; 24-04-2020, 04:51 PM.
    • #3 Collapse

      Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

      yes friend, news ka market ki moment par bht effect hota ha is liay hmain news par focus kar k apni trades open aur adjust karni chaian, un ma properly tp aur sl ko use karain ta k hmari trade safe ho sakay aur agr koi unexpected news b ho to hmain limited loss ho
      • #4 Collapse

        Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Manimani پيغام ديکھيے
        Forex trading mein trade karne se pahle Hamen economic calendar se news ko check karna chahie to tab trade Karen Hamen Achcha fayda hoga Agar aapki trade Koi news ke dauran open Hui To isase Hamen Las ho sakta hai To Hamen chahie ki agar ham apni trade ko take profit Star Plus Laga De Taki Hamen Jyada loss Na Ho Kyunki important news per market ki movement fast hoti hai hi ise Hamar account wash bhi ho sakta hai agar Hamare gastrade Jaaye Hamen chahie ki Ham hardworking Karen aur news ke bare mein knowledge Aasan karne ki koshish karen.
        Ji han news time per market bahut jyada move Karti Hai To Aise time per Agar Hamari trade open ho aur vah move Hamari open trade ke against Ho Jaaye To Hamen bahut jyada lost bhi ho sakta hai Hamen Har Surat is Lok Se Bachana hota hai Kyunki Ham balance per trade karte hue Bade Lash ko support nahin kar sakte To Hamen Agar Har Surat last Se Bachana Hai To news time per kam AZ kam Hamen trade open Nahin Karni Hogi ya FIR Agar Hamari trade Pahle Se open Hai To Hamen Star Plus aur take profit Jarur use karna hoga
        Last edited by ; 24-04-2020, 04:52 PM.
        • #5 Collapse

          Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

          New news update Hoti Hai To Hamen Inko watch karna chahie news Ko Dekhkar Ham market ko samajh sakte hain Ham news per live trading bhi kar sakte hain Hamen Forex trading karne ke liye stop loss ko istemal karna chahie Fir Bhi Ham nuksan se Bata Denge aur kam Karke Paisa Tumhen Sakenge kaisa hai jo hamen bhi de raha hai aur Hamen acchi earning bhi de raha hai
          • #6 Collapse

            Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

            Hamen Pata Hona chahie ki news kis chij ki currency ke bare mein nahin aata main uske accordingly Uske mutabik trade Lagani chahie aur Hamen Pata Hona chahie ki stop loss aur take profit. Kya Hai To Hamen yah plan banana chahie Taki Hamen bad Milo Na Ho.
            • #7 Collapse

              Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

              is forum main stop loss ko use kar k hi hum loss ko cover kar skaty hain so hamain profit ko mange kar k hi hum achy say trade karien gay aur hamain news market k bary main achi informatino dety hain so hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum achy say trade kar k hi hum run kar k hi hum suces shon gay aur hamain trend ko use kar k hi hum run karien gay
              • #8 Collapse

                Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

                hamy news ko watch kar ky is main stop loss or take profot ko use kar ky makret main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar ky market mai run kar sakty hain agr ham is mai greedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamaraa ccount be wash ho sakty hain is main market ka ay iahamry brokers ka koi qsoor nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

                  News ka bohat asaar hota hai market per es ly apko maloom hona chahye k kab knsi news aney wali hai ta k ap apni trade ko close karen ya phr apni trade per tp or sl ka use karen jis se news k assar se ap ziada loss main nahi jaengy
                  • #10 Collapse

                    Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

                    Dear member Forex trading main use ki bahut ahmiyat hai aur news ko samajhte Hue apni trading karna Hoti Hai news update ke liye Hoti Hai jisse market ko samajhne Mein aasani hoti hai isliye agar koi bhi news Hai yah news ke chance Hai To Hamen unko acchi Tarah Se wash karne ke bad Apna order lagana chahie jisse Ham Forex Mein accha profit Le sakte hain aur aur loss se bhi bach sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

                      ge han dear hamain trad main stop loss kaga kar pher he hamain kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gay hamain chahya kay hum forexmain lagansay or mahanat say kam karain gay to hum acha profit hasil kr lain gay or kamayb hon gay
                      • #12 Collapse

                        Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

                        Ye tu depend karta hai ap par agr ap news ko samjh saktay han tu news kay waqt trading kar saktay han aur trade mein stop loss aur take profit ko tu lagana zaroori hai agr ap news ko samjh nahin saktay tu news par trading nahin karni cahaiye kiok news par market buht ziada fast hoti hai aur us ki movement bhi buht ziada hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

                          Forex men news any sy pehly hamin mohtaat hona chaeay hamin news ka pata ho k kab ar kis waqt ani ha. Hamin os hisab sy trade krni cheay. Agr ham os currency me trafe e nah kren to to acha ha. Agr osi currency me trade krni e ha to is me money management ka kheal bhi rakhen ar choti lort size istemal kren. Wesy yeh aksar behter e hota ha ky news any sy pehly ham trade ko close kr den.
                          • #14 Collapse

                            Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

                            g hn g ap ki ye baat bilkul theek hai k hmein koi bhi trade open krny se pehly news calender ko check kr lena chaheye agr koi news any vali hai to hmein us duration mein apni trade close kr deni chaheye ta k market fast hony pr hmein zayada loss na ho r hmara account bhi safe rahy,..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: News Aane Se Pahle trade close Karen yah stop loss take profit use?

                              bilkul bhai aaya aap Sahi kah rahe hain Jab Bhi news ho to pahle To Hamen yah Pata Hona chahie ki news kis time per hai aur Agar news aur Humne use pair Mein trading Ki Ho To Hamen chahie ki yah to Star Plus ka istemal Karen yah news ke time se pahle apni trade close kar len

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X