Loss ko apni weakness na banaen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko apni weakness na banaen?
    Assalamu Alaikum dear friend Forex Ek online business hai Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada mehnat ke sath aur knowledge ke sath kam karna chahie acche experience ke sath trade open Karni chahie loss se ghabrana nahin chahie loss se Hamen acchi knowledge increase Karni chahie laws ki vajah dekhni chahie kis wajah se loss ho raha hai us mistake ko theek karna chahie tabhi Ham Forex trading Mein acchi trade Laga kar acchi earning bhi kar Sakenge aur successful trader bhi ban Sakenge Forex trading mein Sabar ke sath Aur lalach Ko avoid Karke trade Karen tabhi Kamyab Honge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko apni weakness na banaen?

    Assalamu Alaikum trading Mein last ko kabhi bhi apni weakness mat banaen Kyon ke Forex main jo Banda last bardasht kar leta hai vah ki ismein Kamyab hota hai jo ke usko Ek Naya Sabak Milta Hai aur vah use Sita hai Dobara vah Galti na Karen isliye Agar trading Mein lost Hota Hai To Dil Chhota mat Karen aur Agar Har Banda yah Samajhta Hai Ki trading karna Itni Aasan hai ki Har Banda yahan se fayda hansne kar sakta hai to yah galat baat hai trading karne ke liye ismein experience Hona bahut jaruri hai aur experience ISI Tarah lostprophets Se Hi Aata Hai To Dil Chhota mat Karen aur practis Karen
    Last edited by ; 24-04-2020, 04:45 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko apni weakness na banaen?

      Ji han bilkul Mere Bhai Arshiya Ham Logon Ko Yahan per loss ko apni Jeet Nahin banana chahie Lekin pata nahin yaar kya hua main aaj mujhe aaj kal koi bhi train mein jyadatar Los hi ho raha hai pata nahin Kyon Ho Raha Hai Mujhe Koi Samajh Mein Nahin
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko apni weakness na banaen?

        loss say bachny k liye learning karni ho gi aur hamain market main kam kar k hi hum achy say trade kar skaty hain aur hamain apny weak points ko strong bana ho ga tab hi hum suces shon gay aur hamain demo main pactice karni ho gi tab hi hum trade karni ho gi aur hamain market main b i emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum achi trade karin gay
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko apni weakness na banaen?

          g han ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main hum apny loss ki kbhi bhi wajah na banen q k jub hum loss ki khud wajah banty hain tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain or acha proft nahi lay skty hain es liye apny kam ko achi trha soch smjh ka karen jis se ap kayab ho skty hain or acha proft lay kar loss se bach skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko apni weakness na banaen?

            hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar sakty hian ham isy apna life time professiaonl be bana sajkty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai poors man or job less man ky liye acjha business hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko apni weakness na banaen?

              gee hain dear hamain loss ko lay kay pershan nai hona chahya is lia hamain dil chota nai karna chaya or lagan say or mahanat say kak karna ho ga pher he hum kamyab hon gay hamain forex main market ko analysis kar kay pher he trad karni ho ge pher he hum acha say profit hasil kar lain gay agar hum tukky say trad karn gay to loss ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko apni weakness na banaen?

                G han loss ko apni weakness na banay q ka loss or profit is business ka part hain ager ap ko loss hota hay to phr ap ko profit bh to hota hay na a ko loss daikh ker der nahe lana cahye q ka loss to hota rhta hay or profit bh agr ap apna loss ko weakness bena lo ga to phr ap ko kebhi bh profit nahe mila ga or na hi ap hasil ker seko ga ager acha profit hasil kerna hay to ap ko phr loss ka face kerna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko apni weakness na banaen?

                  Yeh ek online karobar hai es main apko loss or profit hota hai jiski waja se apko mayos nahi hona loss kRobar ka hissa hota hai es main apne apni kamzori ko dhoond kar us kamzori ka ilaaj karna hai phr ap trade karen apko loss bhi nahi hoga or munafa he munafa munafa hi munafa hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko apni weakness na banaen?

                    Dear aap ki baat theek hai Forex ek achcha business hai aur ismein earning ki ja sakti hai ek bar Zehn mein rakhni chahie jis business mein aapko profit hota hai usmein aapko loss bhi ho sakta hai isliye kabhi bhi uski vajah se pareshan nahin hona chahie. jis ghalti ki vajah se aapko ho raha hai usko note kar len aur us per work Karen kyunki jab galti dobara repeat hoti hai to vah badi ghalti ho jaati hai jiski vajah se a insan mayousi ka shikar ho jata hai isliye mehnat Karen apni ghaltiyon ko kabhi ignore mat Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko apni weakness na banaen?

                      bhai jaan Kuchh log Forex trading Mein Shamil hote hain aur FIR Kuchh Dinon bad e-trading Chhod Dete Hain Jiski vajah yah Hai Ki vah Lash Ko bardasht Nahin kar sakte aur Juhi Las Hota Hai To fir vah trading Chhod Kar Chale Jaate Hain Allah Ke Aisa Nahin Hai unhen Sabar se kam Lena chahie Aur Dil lagakar trading Karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko apni weakness na banaen?

                        ji han Forex trading mein agar Ham is se kamyabi Hasil karna chahte hain to Hamen apni feeling strong rakhni hogi tab Ham Forex trading Se achcha benefit cancel kar sakenge start mein har member ko last hota hai jo bardasht karte hain mehnat karte hain aur acche ki ummid rakhte Hain vahi Forex trading se kam jabi pasand karte Hain aur jo lash Ko bardasht nahin kar sakte vah lash karte Hain to Hamen chahie ki Ham Forex trading ke knowledge ko improve Karen Taki daily profit asal kar sake.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko apni weakness na banaen?

                          g han dear bilkul hamain loss ko apne kamzori nahi banna cheye kuin ke forex business wahid business hy jis mein ham jitna zeyda mehnat se kam keryn hamain utna achi success zror deta hy es liye mehnat se work kerte rehy ge to kamyab bhe zror ho saky ge
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko apni weakness na banaen?

                            Bilkul aapane sahi Kaha Hamen chahie ki ham loss ko apni weakness na banaen balke Agar Hamen loss Ho Jaaye To Ham use loss ko recover karne ki koshish Karni chahie aur dubara se trade kar ke acchi earning karne ki koshish Karni chahie Taki Hamen dubara se nuksan na ho aur Hamen chahie ki Ham acchi knowledge Hasil Karke acchi trade lagaen ta ki dubara loss karne se Bach sake aur apne loss ko bhi recover karne ki koshish karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko apni weakness na banaen?

                              forex trading aik risky business hai jis mai profit b ho sakta hai aur loss b. is liye ham ko chahiye k ham ko agar is mai loss ho jaey to is sy bilkul b na ghabraen balky apny loss sy seekhain k ye loss kyu hua hai. phir next time us ghalti sy avoid kare jo loss ki waja bani ho. aisa karny sy ham ko bohat achi earning ho ge aur dobara loss b nahi ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X