dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????
    dear kal sey to marramzan start ho rha hy to kiya ap loog trading ko contunue rakhin gy aour work ko bhi ya phr stop ker den chahiy forex business mera swal hy keh keh iss business ko aisey hi contunue rakhna chahiy ya stop ker dena chahiy...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

    Yah bilkul aap Ramadan mein bhi kam kar sakte hain kyunki ramzan mein kafi aapke paas time hota hai aur hamen Sharda apni ibadat bhi karenge aur Pakistan form ko bhi time denge Pakistan forex sabse achcha business hai jo sabse jyada aapko result de deta hai lekin Ramadann ke bad bhi duty hai isliye hamen shopping ke liye bahut jyada money required hote Hain to agar Ham forex trading mein kam karenge to hamare money requirement inshallah inshallah Puri ho jayegi bharosa rakhen aur karm acche se Karen.
    • #3 Collapse

      Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

      Ham Ghar Mein Baithe iska kam kar sakte hain Hamen Ramzan ke man ki ibadt karni chahie aur apne kaam ko mehnat se karna chahie Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain Ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Hamen mehnat se aur Lagan se kaam karna chahie Fir Bhi Ham Paisa Kama Sakenge Hamen analysis Ka istemal Karke market Mein amount deposit karna chahie Forex Kabhi Khatam na hone wala
      • #4 Collapse

        Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

        G Han ap maha Ramzan mein is business mein kam ker sakty hain Jo member log is business mein kam kerna chye to ap is business mein kam ker sakty hain or is se ap ke knowledge or experience mein ezafa hota hy jis se ap is business mein achi kamyabi b hasil ker sakty hain or is se achi earning b hasil ker sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

          ham forex ka kam ramzan main be kam kar sakty hain hamy aik time table bana kar is main daily base par kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar ky market main run kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik real business hain
          • #6 Collapse

            Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

            اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
            dear kal sey to marramzan start ho rha hy to kiya ap loog trading ko contunue rakhin gy aour work ko bhi ya phr stop ker den chahiy forex business mera swal hy keh keh iss business ko aisey hi contunue rakhna chahiy ya stop ker dena chahiy...
            bilkul karna chahie ismein to Koi shak wali baat hi nahin hai aur agar mahe ramzan mein aap ismein kam karte Hain to ramzan ke akhrajat ko Forex se nikal sakte hain isliye hamen chahie ki Ham ramzan mein papa time iske liye nikale aur apni ibadat ke sath sath Forex mein bhi kam karte Rahe kyunki Forex trading se hamen bahut achcha fayda hasil ho sakta hai aur usse Ham Eid ki shopping bhi kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

              forex 1 ach abusiness hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rmzan kay mahny main hum ebadt be karne ho ge our hum apny kam ko karnain gain forex main huamin es main kam ko akrny kay ley humain es main mahnat say humin es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain hum es main live tareding karty hain forex 1 on line business hain
              • #8 Collapse

                Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

                dear g han ap nay acha swal kia hay is main ham ko chye k ham is main apnay time ko kabhi bhi waste nah kia karein is main ham ko kabhi bhi bager kisi bhi mehnat k apnay kam ko nahi leave karna ho g is main ham ko daily base per achay say acha kam ko kaayy rahnay ki try karna ho g is man he ham ki kamybi hay .
                • #9 Collapse

                  Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

                  ji my dear Humko Maha Ramzan mein Main Aur Express kam karna chahie aur ham Dhiraj per kam kar sakte hain Kyunki Forex ki taraf se Bhi Koi pabandi Nahin Hai.ham log Jaisa ke ab kam kar rahe hain Humko chahie ke Ramzan mein bhi ISI Tarah Dil Laga kar kaam Karte Rahe usmein Hamara hi fayda hai Is vajah Se Humko Achcha bonus Milega Iske alava Ham trading bhi kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

                    G han forex trading men Ramzan k month men bhi trading kar saktay hen lekin pahlay apnay time ko adjust karen aur daily apni ibadat k ilawa baki time men trading kar saktay hen kiun k forex trading men koi physical hardworking nhi hoti bus hands aur mind ka effort hota hey aur ghar men beth kar ya late kar bhi trading kar saktay hen
                    • #11 Collapse

                      Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

                      yeh apne kesi baat ki hai kia mahe ramzaan ap koi kaam nahi karty hain ap sab kaam karty hain to yeh kaam bhi apko karna chaye haan agar ap 30 di k ly itekaaf main bethne ka irada rakhty hain to apko koi bhi kaam nahi karna chahye bas phr pko sirf allah ko razi karna chahye yeh he best cheez hai or normaly hum mahe ramzan main sab kaam karty hain or roza bhi rakhty hain to humein kaam karna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

                        g han dear forex business mein work kerte han mehnat kerte han to hamain us ke ujrat bhe milty han ager ham ramzan sharif mein roze ke sath work ko continue rakhin ge to zror kamyab bhe ho saky ge wrna bagir mehnat kerne se success hasil hona possible nahi hota hy hamsha dill lga ker mehnat kerte rehna cheye then success milty han
                        • #13 Collapse

                          Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

                          G dear brother hum mah ramzan min bhi forum per kam kr sakty hein ye aik aisa business hy jis mein hum din min kam kr sakty hn or rat min bhi kam kr sakty hein is min hum apni murzi sy kam kr sakty hein ye aik unique or secure business hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

                            Yeh har kisi ki marzi hy agr ap mahe ramzan me bhi Forex par kam kre gy tu hoskta ap ke pareshni ka samna krna pad skta ho q k roze ki halat me mind stable nhe hota hy aur kafi stress bhi hoti hy eski waja se apki apni limit shyd pori na kar ske agr ap krna chahe tu es me koi masla nhe hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: dear kiya mah ramazan mein bhi forex mein work kerna chahiy ?????????

                              G dear humein apne work ko jari rakhna chahyie jesy amm days ma hum work krty ayen hain asy he ramzan k Dino ma b jb b time mily ap forex ko apna time den ya humein aik time table create kr dena chahyie jis se humien ramzan ma apny work ko time deny ma asani ho aur achy se hum apna task aur trade complete kr sken wsy b ramzan k Dino ma hum apne daily routine k works b to krty hain job pr b jaty hain to ye b hmri job hai to iss ma kami nhi la sakty:1f617:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X