emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotional ho ky kam karrny ka nuqsan
    agar hum forex mai emotional hi kar kam kary gy to hamara account band ho jy ga forex aik amm business ke nisbat acha busines hain hum gar mai bath kear is mai kama kar skaty hain is mai kam karny ky liey hamy kise be office mai jany ke zarit nahi hote hum agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho g forex ko hum apna life time career be bna skty hain yai aik best busness hain are you agree friends ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

    Emotions ki base per kabhi bhi forex market mein aap Logon Ne decision Nahin Lena Dena apni real life mein bhi emotional hokar Kabhi Koi Bhi decision na len Kyunki emotion ki base per kiye Gaye jitne bhi decision hote hain vah maximum loss Mein Jaate Hain Jo Apne emotions ko control Kijiye jaldbaji na Kijiye patient ke sath trading Kijiye ya Woh secret se jo jitne bhi professional trader se unke rules means Inko follow Kijiye and tips ko Apne jo hai Pallu se band dijiye Apne Jo sentimental analysis Hain Main unko add Kar Lijiye aur maximum profit ki taraf apne aap ko Bana Lijiye
    • #3 Collapse

      Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

      Kuch log forex trading men ziyada profit ya loss ko dekh kar emotional ho jatay hen aur mistakes kartay hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay forex trading men loss aur profit hota rahta hey yeh business ka hissa hey iss liay dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur phir kamyabi yakeeni hoti hey
      • #4 Collapse

        Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

        Koi bhi kam karne ke liye members ko apne emotions per control karna hota hai kyunki aise mein vyast hoke jyada jazbati hote hain aur apna har ek kam jaldi mein karte hain unke liye apne kam mein kamyab ho jana bahut mushkil hota hai isliye har ek member ke liye yah jaruri hai ki vah samajhdar e se hi apne kaam ko continue karen aur apne kam mein jaldi na karen isi tarah se hi har ek apne kam mein kamyab bhi ho payega
        • #5 Collapse

          Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

          agr hum is main emotional ho kar kam karty hain to trade karna kafi risky ho sakta hay kun kay market main active ho kar kam karna hota hay is main agr to low risk main trade karty hain to ziada best hota hay agr to hum is main high risk say kam karty hain to loss ho sakta hay jis say hum apny emotions ko kabo nai kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

            dear friend forex trading aik risky business ha is mn emotional ho kr kbi bhi trade naen lgani chayay keun k kuch logon ko jb achha profit milta ha to khud ko expert smjhtay howay big lot k sath trade lga detay hn aur jb trade loss mn jati ha to jald account bhi wash ho jata ha
            • #7 Collapse

              Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

              Jihad dear Forex trading mein loss hone per Jab aap emotional Ho jaate Hain to aapko ismein Temple loose karne ki vajah se aap Forex trading mein masjid nuksan mein chale jaate Hain isliye aapko chahie kya confident Rahe aur ismein kam karte Rahe mere se kam karte Rahe aapko Forex trading Hamesha tambyacha profit Deti Hai Jab aap ismein proper confident hokar kam Karen
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

                Agar aap log Forex Mein emotional hokar kam Karenge to aap logon ko bahut nuksan ho sakta hai Kyunki Jab Bhi aap log emotional hote hain to aap log kabhi bhi acche decision nahin kar sakte agar aap Logon Ko trading Mein last ho jata hai to Iske bad Aksar Ye Hota Hai ki aap log disappointed Ho Jaate Hain aur aap log emotional hokar sochana Shuru kar dete hain aur Aisi condition mein aap log apni trading ke bare mein acche decision kabhi bhi nahin kar sakte isliye aap log ghar emotional statement mein trading Karenge to aap logon ko bahut jyada nuksan Hoga koshish Karenge Jab aap log bilkul easy ho aur aap logon ka mind fresh Ho tabhi aap log trading Karen aur apne trading ke dauran kabhi bhi emotional Na Ho Chahe aapko Las ho ya profit
                • #9 Collapse

                  Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

                  emotional kam karne ka ya nuksan Hota Hai Ke Bande ka account weekly was ho jata hai aur Jab Bhi bonus Aata Hai To Kuchh hi Dinon Mein Banda Apna account Vasta ke Baitha hota hai isliye Hamen chahie ki emotional hokar trading na Karen Bhar Ke Soch samajhkar trading Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

                    Forex trading jahan aik profitable business ha wahan pe risky bhi ha, is lye hamain apnay mind aur emotions ko control ma rakh kar k kam karna padta ha, agar ham jaldbazi ma trading karain gay, emotions ma market ma entry lain gay to os ka hamain loss ho sakta ha, is lye cool, fresh aur relax mind se hi trading karni chaye, emotion ki wajah se ham professional trader ni ban saktay hain, is lye hamain chaye k ham trading k doran cool mind se kam karain ta k ham ashi trading kar asha profit earn kar sakain.
                    • #11 Collapse

                      Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

                      Ji haan aony sahi.kaha hai k haamon emotional ni hona cahiye q k hamesha apk emotions apko nuqsan he pohncahty hain kabhi bhi aap kgish ni reh saty hain is k elawa hamon kabhi bhi kuch hasil ni hoslata hai is k elawa agar aap cahty hain k trade apkp apk emotions k bagair miky tu haan esa he hai aap kp emtion ko control main rakh kqr he kaam karna hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

                        Churail app ki baat sy itefak karta hon forex trading aek acha business hay aor is mein app fully relax ho k kam karen. Jab app kisi confusion mein hon tab bhe ap trade na karen aor kabhe bhe emotional ho k trading na karen warna loss ho sakta hay
                        • #13 Collapse

                          Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

                          forex trading mai kabhi b emotional ho k kaam nahi karna chahiye. kyu k emotional ho k trading karny sy profit ki bajaey loss b ho sakta hai. ye aik risky business hai is liye is ko phly demo account py samjh k phir real account py karna chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

                            Forex mein hum ko kabhi bhi emotional trading nahin karni cahaiye kiok agr hum emotional ho kar trading kartay han tu is se hum trading mein buht ziada mistake karain gay aur mistake ho gi tu loss hi hota hai hum ko emotional trading kabhi nahin karni cahaiye hum ko profit ho ya loss ho hum ko aone emotional ko control karna zaroori hai phr hi hum forex mein kaamyaab ho saktay han nahin tu loss hi hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: emotional ho ky kam karrny ka nuqsan

                              Emotional ho kar kam karnay ka nuqsan ye hay ke emotional honay se ap ko bohat si mushkilat ka samna hota hay emotional hona ki wajah se ap apnay decisions ko galat letay hain aur phir agay chal kar unhi decisions ki wajah se ap ko bara khumyaza uthana par jata hay is liye must control your emotions its for every one and very much necessary to do.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X