Ap ne Forex k bare me kahan se suna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Forex key baray main mujhey meray aik dost ney bataya aur us ney mujhey is ki basic key baray main bhi bataya. Is key bad main ney different websites ko parha aur youtube par forex training ki videos ko bhi dekha. Demo account main bhi is ki practice ki hy. Lekan abhi tak mujhey is sey ziada profit nahi mila, shahed abhi meri learning itni achi nahi hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      asalam o alaikum dear friend muje mere teacher ne kaha tha k pakistan forex forum ek bohot acha business hai and is pr kam karna be bohot asan hai and is mein hame apne pocket se koi pese be invest nahi karna parta hai and is pr kam karne k liye hame ghar se bahir be nahi jana parta.
      • #33 Collapse

        dear mujay online e pata chala tha es k bry mein hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty or forex best kaam hai world ka hmy bht mehnat krna prti es mein tub e kamyab ho skty hain or forex best kaam hai
        • #34 Collapse

          Dear forex trading ak bohat hi acha trading plat form hai isay hm zada say zada earning kar sakty hain hmay is kay liya zada knowledge aur learning ki zarort hoti hai.
          • #35 Collapse

            Computer field mien to kayi saal ho chukay hien ur mene forex ka boht jaga suna tha. per khas interest nahi li thi kabi per jub muje pata chala ke mere sath walay dost ab trading kr rahe hien so mene b forex ko join kr liya.
            • #36 Collapse

              Mairy aik dost nay mujhy forex k baray main btaya tha kadi arsa phlay lakin uswaqt main nay isko serious nahi lea lakin kuch arsay baad jb mujhy doosray buainesa main shoka hua toa main nay forex ko try kea
              • #37 Collapse

                dear jub main school aur phir collage parta tha to hum 5 doston ka ek group the study k bad hum idhar udhar bichar gya, main bahot ghareeb tha. ek din maira ek dost saeed jo k 10 yeard bad mujy mila wo bahot well settled tha maina us say waja pochi to us nan phir mujy sub kuch forex k baray main batay aur phir maina b forex join kar li.
                • #38 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad_Riaz پيغام ديکھيے
                  Ap ko kis k zarye forex k bare me pata chala????
                  Mjhe mere dost k zarye forex k baare main pata chala wo forex main already kafi arse se kam kr raha hai,,us ne mjhe mashwara dya k ap bhi forex join kro or us main mjhe forex k baare main guide kia k forex bht profitable buisness hai,,ye buisness fake nae hai ak real buisness hai,,is tarha se mene forex join ki,,or ab main forex main bht mehnat se kam kr raha hu..
                  • #39 Collapse

                    mai to forex ko buhat pehlay se janta hoon q k musharf door mai buhat se forex houses open huway thay to wahan mainay kuch taining li thi aur mujhay ye acha laga tha q k ye asaaan aur acha kaam hay per meray pas invest karnay k lye paisay nahi thay to ye masla pff nay solve kar dia thanx pff
                    • #40 Collapse

                      Assalam o alaikum apka boht acha question hy bahi mei ny apny dost sy suna tha or wo hi mera teacher hy wohi mujhe sikha ta hy mera acha dost or teacher dono hy wo forex k bary mei kafi janta hy mai bhi ab kafi jany lga ho.
                      • #41 Collapse

                        bhi jaan forex aik aisa biznis hy jo is wqt pori dunya main bht taizi sy phel raha hy ur her tref is ki dhoom hy ur main ny is k bary main apny aik dost sy suna tha jis ny mujhy is k bry main bht c gude line di hy ur kafi help bhi ki hy
                        • #42 Collapse

                          Mene Jab Forex Ko Start Kiya Tha Us Waqt Mujhe Forex Ke Bare Me Internet Or Friend Se Pata Laga Or Mene Internet pe Is Ke About Search Keya Us Ke bad Proper Learning And Proper Practice Ke Bad Real Trading Ko Start Le Leya.
                          Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
                          • #43 Collapse

                            main nay iss k bary main ap nay dost sy suna tha wase pahle sy b kafi logo sy sunah tha lekin mere ak dost nay mugy iss k bary main tafseel sy btaya tha or is k bad main forex par aa gya hn.
                            • #44 Collapse

                              Stop loss is based on the maximal loss is encouraged because of the emotional factor. If the initial course of emotion has entered the determination SL, usually the emotion will be brought anywhere, including the analysis to be done next. If you want to safely use the SL yes rollback considerations SL determination based on the analysis of market movements in the future, not the possessive nature with the possibility of setting a maximum loss.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                ham nay forex k baraay main kafi time phlay aik dost say suna tha k is main jab ham kaam karin gain tu hamain is main kafi faidah ya loss ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X