Ap ne kab se join kya hai forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    mujy thora hi arsa howa hy forex ko join kia hy or abi seekh raha hn likin mujy to ye ideal business lga hy or abi seekh raha hn abi part time kr raha hn or es ko full time join kr k buht income bnani hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      mujehy forex trading ko join kiye hoey koi ziyada arsa nahi howa abehi tu main learn kar raha hone main ney ise forum ko February 2015 ko join kia tha ab tek ka experience kaisa raha?.....instaforex account main $50 bonus mila tu trading start ki aur kafi profit howa maira balance 140$ tak chala gia lakin account verify na honey k basey main profit withdraw na karsa jab tak account verify hota mujey Gold aur oil ki trade main loss hogia aur maira account balance 140$ se ab $10 tak agia aur ab tu loss main jaraha hoon.
       
      • #123 Collapse

        mene 3 din pehle he se join kara hai forex ke business ko mene is business me kam karte hue aik week hua hai or forum per abhi aya hon is lye kiun ke forum ka mujh ko late he pata chala tha pehle sirf instaforex ka he pata tha mujh ko .
        • #124 Collapse

          my dear muje forex ko join kiye teen saal se b ziada time ho giya hai first time m8uje mere dost ne insta k sath account bana k diya tha or tab se ab tak mein insta k sath hi trading kr raha hoon instaforex is the best broker......
           
          • #125 Collapse

            ghan bhai g app ny aik hit i cha swal kia ha q k forex aik hiet hi cha fourem hae g mein ny forex ko 3 month ko phly jen kia hae aor mura do bar account bnd ho ck hae
            • #126 Collapse

              me forex aj se 2 sal phly join kiya tha.or us wqt mery pas jo kuch b tha me ne sab kuch is me invest kr k gawa diya. usk bad me ne forex ko chor diya.ab 2 sal dobara me ne is field me kadam rakha ha is umeed k sath k is me earn kron ga or apna pichla loss b recover kron ga.
              • #127 Collapse

                me ne 3 mnths pahle forex ko join kia tha or me ne online hi kuch forex ke bare me suna tha phr me ne youtube se sekha isko or me ne invest kar dia toh phr muje loss be boht hua is market se phr me ne is forum ke bare me suna or ab 1 month se is forum me learn kar raha huns
                • #128 Collapse

                  Forex trading ko join kaeay hooay mujhay 3 maheenay ho gay hain aur iss main main nay kafi experience hasil kar lea hay aur ab trading kar raha hoon
                  • #129 Collapse

                    forex par mein trading karta hon aur achi weekly income made kar leta hon mein chata hon kay feature mein aik acha trader bano takay mein isi tarha achi money made karta raahon is mein ap bhi achi earning kar sakay gyn lekin us kay liye ap ko mehnat karni pahi trhan sy any k liey app es kam ko sahi trhan sy kren yeh kam sahi hai or acha hai yeh kam acha hai bht
                    • #130 Collapse

                      maine to is buseinss ak sal se juin kia hoa hai r main tb se hi is main trading kar rha ho r muje ye b pata hai k ye buseinss bht profitable buseinss hai agr hame is ka sahi pata na ho to hamen is main se phr loss b bht ho skta hai so hamen isko achi tara se samj kar hi karna chahye........
                         
                      • #131 Collapse

                        er main isi mahenain forum per posting kerna start kiya hai lakin forex par rading abi start nahain ki hai abi sirf bonus earn ker raha hoonn.x pee kaam kar raha hoon or yahan pee un k saTH sahi tarhan see kaam kar saktaaa hoon r kama saktaa hoon
                        • #132 Collapse

                          Hi friend m ek month sy is business k bary m knowledge hasil kr rhi thi but main NY aj he join kiya h kuch der pahly he. (today is my first day). Or wo b bht Acha guzar raha :) I like this business.
                          • #133 Collapse

                            dear muje 2 years ho gaye hain forex ko join kiye huwe or mene is ko bohat mehnat hard work say learn kia hai aj main forex me acha profit earn kar raha hoon or mere pass kafi startegy develop hai jin say muje kafi help or earning mil rahi hai forex trading stat me mushkil lagata tha lekin learning kay bad muje is me earning karna agaye hai
                            • #134 Collapse

                              Bhai jee mujhay forex trading business ko join kiye huwy taqreeban aik saal say ziyada ho gya hai aur mein is business say bohat khush hun aur meray khayal sayis business mein kamayb honay k liye humain hard work zaror karna parta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                g haan g bilkul teekh kaha myn nyu iss business ko kuch time phley he jopin kiya hai ooor iss ko join kar k pta chala hai k ye aik best online business hai....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X