Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe
    Asalm o alikum umeed ha dosto khariat se hoge ham jab be koe trade lagate ha to jald bazi nahi krni karni chahe jo be trade lgae soch smj ke lgae profit or loss kuch be ho sgta ha ic lie pahle market ko dekhe ke kiss speed se movement kr rahi ha us ke bad phr trade lgai jae ic se loss hone ke chance kam hoge or market ki movement ko seen krte rahna chahe ta ke hame pta ho ke market buy ki janib ja rahi ha ya sell ki tarf...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

    Sabse important app Hai Jisko Hamen Apne sentiment analysis mein add karna chahie aur every time step ko follow karna chahie ki Hamen koi bhi position ya koi bhi trade Lene Se Pahle Kabhi Bhi jaldbaji Nahin Karni chahie Hamen Bade tasalli ke sath aur Bade sukun ke sath pahle market ko analyse karna chahie aur Market ko analyse karne ke liye Hamen Apne knowledge or experience ko use karna chahie Ham candlestick pattern aur chart patterns Mein Kuchh evidence find out karne chahie aur bilkul relax mind ke sath trade Kijiye Kabhi jaldbaji Mein trade Mein jump nahin karna iski base per maximum loss hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

      Assalamu Alaikum trade Lagan Mein Jab baat hi nahin Karni chahie yah Baat bilkul sahi hai Kyunki agar aap Dekh Rahe Hain Ki kandalo Pramukh kar rahi hai aur aap jaldbaji mein by ki Ladla Dete Hain Lekin forex market Mein Jab candle Apna Munh Karti Hain jismein fluctuation Bole Jyada hoti hai aur aapane Agar bike Li gai hai vah niche Aaegi aur aapka Kaun Baat Ho Jaega isliye pahle confirm karne ke Vakil candle Upar hi jayegi agar aap confirm hai aur hundred percent surety hi kya aapko fayda hoga to aap Re Laga Le Varna Sahi time Ka Intezar Karen Shukriya
      Last edited by ; 23-04-2020, 09:59 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Haris5125 پيغام ديکھيے
        Asalm o alikum umeed ha dosto khariat se hoge ham jab be koe trade lagate ha to jald bazi nahi krni karni chahe jo be trade lgae soch smj ke lgae profit or loss kuch be ho sgta ha ic lie pahle market ko dekhe ke kiss speed se movement kr rahi ha us ke bad phr trade lgai jae ic se loss hone ke chance kam hoge or market ki movement ko seen krte rahna chahe ta ke hame pta ho ke market buy ki janib ja rahi ha ya sell ki tarf...
        Ji han dear brother aapane bilkul sahi Kaha Hai Jab Bhi aap trade Lagate Hain To aapko usmein Kisi bhi baat jaldbaji nahin Karni chahie aapko second ke sath trade Lagani chahie Kyunki Itna Kaun ke sath acche se analysis Karke trade lagaenge aapko ismein itna hi Achcha profit hone ke chances Hote Hain.
        • #5 Collapse

          Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

          jab hum trade karty hain to is main humain speed say kam nai karna chahiye kun kay jab b hum is main speed say kam karty hain ya phir hum is main hurry say kam karty hain to trade karna humary liye kafi loss ka sabab ban sakta hay so humain relax ho kar kam karna ho ga ta kay market main ziada loss nai kar sakain or earning hasil ho
          • #6 Collapse

            Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

            Profit jab bhi kisi ko hwa hay sirf air sirf mehnat aor achi strategy ki waja say huwa hay jo traders jaldbazi men market ki sirf tezi ko dekh kar trade laga detay he wo kabhi bhi acha profit ni lay saktay agar profit earn karna ha to jaldbazi sy guraiz karen aor soch kar mehnat kar kay trade lagain tab he prfit ho ga aor lalach mat karen lalach account ko wash kara deti hay
            • #7 Collapse

              Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

              Jo log forex trading men jaldi profit lenay ki koshish kartay hen woh jaldi men trading kartay hen aur bahut ziyada mistakes kar detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay jitna ho sakay jald bazi se perhez karen aur soch samaj kar fresh aur cool mind k sath trading karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

                Dear app ki baat theak hay hamen trade leny mein jald bazi nahen karni chahiye. Agar hamen ko trade mil rahi hay to proper analysis kay bat hi open karna chahiye tan k loss k chances kam ho laikin agar app ko confirm hay k trade app ki favour mein jay gi to kabhe bhe trade leny mein deir na karen
                • #9 Collapse

                  Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

                  agar hum lalchi ban ky jalde baze sy kam kary gy too hamy loss ho ga hamy loss sy learning gankar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

                    Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain agr achi earning karni hain or kamiyab ho na hain or apny acount ko safe rakhana hain to jald bazi sy nhi soch samjhe ky trading karin market ko analiyses kar ky suber ky sath ta ky ap achi earning kar saky is liye mahnat or himat ky sath kam karin jald bazi sy trading karin gy to ap ko sirf loss ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

                      Ji Bhai aapki post bahut informative Hai Jab Bhi Ham trade Lagane Lagte Hain To Aksar Is Tarah hota hai ki Ham soche samjhe bagair Re Laga Dete Hain Aur jaldbazi Ka Mushaira karte hain lekin ismein Aisa karne se nuksan hota hai Humko acchi Tarah Soch samajhkar trade Lagani chahie market Trends ko follow karke Apne knowledge or experience ko follow karke trade lagayenge To Ham Kabhi last Nahin Karenge isliye jaldbaji Nahin Karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

                        kabhi bhi jaldbaji mein trading nahin karni chahie hamesha Sabra ke sath trading karte Rahe achcha kam karen to aapko jarur kamyabi hasil hogi hamesha acchi tarah se main kahana ki bachpan ki tarah se learning karte Rahe
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

                          Trading karne mein har ek member ko kafi jyada relax hokar hi koi decision lena hota hai uske bad hi koi bhi member successful trading kar paate hain isliye har ek member ko chahie ki vah kabhi trading mein jaldi na karen kyunki jo members jaldi karte hain unke liye ek aisi trade open ho jaati hai ki jo unko fayda nahin de paati hai koi bhi member jab soch samajhkar decision lete hain tu is tarah se vah achha decision lekar aur acchi trad karte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

                            Ap ne bahut hi achi thread creat ki hai. Humy kbhi kisi kaam me jaldbazi nai krni chaiyaa. Agr hum jaldbazi se kaam krengy tu hum nakam hungy. Soo isi trah forex trading me bhi trade lgaty waqat hum ko soch samajh kar trade lgani chaiya aur analysis krni chaiyya. Taky humari trade successful bn saky. Aur hum acha profit earn kr. Sky.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade lagane me jald bazi nahi karni chahe

                              Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jald bazi nuksan ki jarh hey kiun k jin logon ko profit lenay ki bahut jaldi hoti hey woh bagher sochay samjhay trade laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay account jaldi wash ho jata hey iss liay jitna ho sakay jald bazi se kam nah len aur soch samaj kar trading karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X