Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.
    Salam to all dear members, Dear main ya Kahana chahta hun ok Jab aap Kisi bhi kam Mein mehnat karte hain aur usko time Dete Hain To aap usko Aasan kam bana sakte hain Shuru Shuru Mein Har kam mushkil hi hota hai ISI Tarah aap Jab trading Karte Hain To yah showroom mein thodi Mushkil Hoti Hai new members ke liye lekin Jab ismein mehnat Karenge aur usko time Denge to unke liye Yahi kaam Aasan Ban Jaega aur vah isase Achcha profit Hasil kar sakte hain lekin uske liye Inko Himmat se kam karna hoga aur isko time Dena Hoga tabhi vah ismein kamyabi Hasil kar Sakenge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

    Hardworking se mushkil se mushkil kam ko bhi aap pasand kar sakte hain I know ke hard worker Jo duniya mein kam karte hain unke liye FIR main difficulties bahut jyada hoti hai lekin unke liye hoti hai unke passkaise pahle trading main aap ko time Dena padta hai aur kitni dafa bola hota hai uski Koi limit nahin hai forex trading kaisa business hai jismein mix imam trader fail hote hain aur krrish ki trading mein sabse jyada forex trading hai aati hai ISI vajah se number of failure mode in percentage hai aur main bhi yahi dekh raha hun ki jab se Maine forex trading join kiya Mera profit 0% hai yahan se aap sikhane ki forex trading mein mehnat kitni hai aur kaise aap trading sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

      Yes dear friend you are quite right with hardworking we can make every impossible and to possible in Forex trading ismein Koi shak wali baat nahin hai ki mehnat se aap apni Kismat ko change kar sakte hain ISI Tarah Forex trading mein aap Agar mehnat Karenge to aap apni Kismat ko change karke a acchi earning kar sakte hain Manti log Duniya Ki Kisi bhi field mein Main Kabhi Piche Nahin Rahte Agar aapko forest trading Mein last stage karna padh rahe hain apni trading style ko change Karen learning per Jyada Se Jyada concentrate Karen rojana Forex trading ke bare mein Kuchh Na Kuchh Jarur sikhen demo account per regular practice Karen Inshallah aap apni mehnat hardworking struggle se a acche results achieve karne mein Jarur Kamyab Honge
      Last edited by ; 23-04-2020, 09:58 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

        Dear friend forex trading wesay tu aik tough business hey lekin mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir market ka analysis karen aur phir mehnat karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

          Forex trading business Ek bahut jyada technical business hai agar Ham Forex trading business Mein mehnat Karen aur Market ka analysis Karen To Ham easily Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain isiliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karen aur struggle Karen Kyunki Jitna Jyada Ham mehnat karte hain Hamen utna Jyada achha kamyabi milati hai kamyabi ke liye mehnat karna bahut jyada Jaroori hai
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

            forex mai hum mahnet kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai 24 ganty mai sy kese bge wakt ka time tbale bana kar kam kair sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy g forex pakisstn ma legal ban cuka hain hum is mai apne maarze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik legal business hain is mai hamara ki be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

              dear friend forex trading aik complicated business ha is mn kamyabi hasil krna asan naen ha lekin agr ap mehnat kren sur forex ka complete knowledge hasil kren aur market ki movement ka achha experience hasil kr k trading kren to ap forex trading ko asan bna sktay hn
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

                my brother koi kam bhe bghair mehnat k nhe hoskta hr kam mehnat mangta hy es liay tmam work k o asan bnany k laiy mehnt ki zarort hoti hy mehnt krny k bad insan mushklat sy nikal kr asani mn a jata hy aur forex bhe 1 easa he busnis hy jo shrou mn hr insan ko mushkil to kia na mumkin sa lgta hy lkn phr kuch easy hoty hn jo himat krty hn aur himat krky acha busnis kr lety hn tou hr kam mehnat he k bad asan hotabhy apko forex mn mehnat krna ho ge nam kmany k laiy tb he ap kuch bn sken gy
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

                  Dear friend g han age forex trading main achi earning karni hain or kamiyab trader bana hain to trading ka eaxpirense or knwoallge gain karin or ziyda sy ziyda learning karin learning karin gy to achi earning kar saky gy is liye mahnat or himat ky sath kam karin ta ky ap kamiyab trader ban saky orforex trading ap ky liye asan ho agr ap ky pas trading ka eaxpiresnse ho ga to ap achi earning kar saky gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

                    acchi tarah se mehnat karoge to tabhi acchi tarah se trading kar paoge aur ISI vajah se aapko bahut acchi earning bhi hogi isliye aapko chahie kya aap jyada se jyada achcha kam karo aur daily basis per acchi tarah se learning bhi karte raho practice bhi karte raho Taki aap forest mein ek acche aur kamyab tridib answer ko
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

                      Mehnat sy forex trading nahen bahlky dunia ka koe bhe mushkil kaam ho asan banaya ja sakta hay mehnat kamyabi k kunjhi hay is liye kabhe bhe mehnat karnay sy na ghabraen jab app mehnat sy kam karty hain tab app ko mehnat ka silah milta hay aor Forex mein app ko mehnat ka silah profit ki sorat mein miltta hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

                        G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men bahut mahnat kay sath kam karna chaheay takeh hum as men kamyaby hasil kar saken as lia hamen forex men preshan hony ki koi bhe zarorat nahin hy as men hum jitny mahnat karen gy utna hi hamenas men say profit hasil hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

                          g bilkul bht achi baat share ki h ap ki baat sy my agre ho mhynat kar k demo my bht zada time invest kar k hm practice kar k expert bn sakty hy jisy forex my treading ka anadaza ho gya ha vo forex ka winer ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

                            G hy bilkul koi kam jitna bh muskil Ho US ko mhynt sa asan bnya jy skty hy is lia hm chya ky mhynt konwldg or experience hsil kra demo account par practice kra achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky GA jitni mhynt kra ga utni achi trede kr ky kamyb Ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat kar k trading ko asan bnaya ja sakta hy.

                              Log Yahan Se earning karna chahte hain uske upar study Karen case study banae Iske bare mein Mal Mal Le information generate Karen Jitna kam acche se go log Karenge unko earning bhi yah wala business Jyada Dekha confidence depend karta hai ki aapke pass Kitna confidence Hai kamyabi Hasil karne ke liye long time kam karne ke liye Forex trading Ek acche wala business hone ke sath sath ham

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X