Overlapping k waqat trade karty howy ehtyat karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overlapping k waqat trade karty howy ehtyat karen
    Dear member aek market k open hony aor dosri market k close hony k ko overlapping kehty hain aor Pakistani time k mutabiq 1800 sy 2100 hour overlapping ka time hota hay jis mein market movement bahut tez hoti hay aor proper analysis k sath entry na li jaye to loss ho sakta hay isliye overlapping k doran proper analysis aor stop loss k sath entry len.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overlapping k waqat trade karty howy ehtyat karen

    Exactly sabse pahle to jitne bhi new members Hain unko yah batana Chahunga ki overlapping hoti kya hai enclose hone wala ho aur dusra session Usi ek ghante mein open hone wala Ho Uske donon session a closed hone wala aur ek open hone wala donon Ek Din Tu ke liye at a time open hote hain use session ko use time ko Ham overlapping Kahate Hain mein jo hai trading jo hai vah Pita Hoti Hai Kyunki Jo close hone wala session mein usmein bhi traders aur Laga Rahe hote hain apni strength show kar rahe hote hain aur jo new open wala session hota hai usmein bhi maximum size involve hote hain use time setting Thodi risky hoti hai but maximum profit bhi aap kar sakte ho
    • #3 Collapse

      Re: Overlapping k waqat trade karty howy ehtyat karen

      Main aapki baat se bilkul aagrah Karta Hun Ki Jab market mein aur life tumhari Aati Hai unke market Mein condition Aisi hoti hai ki aap Logon Ko Kuchh samajh Nahin a raha tha aur Market unpredictable hoti hai to aap log use time Main Apni trading bilkul Bhi Na Kiya Karen aur Hamesha market ke sath table aane ka vate Karen aur jab market stable hoti hai to aap Logon Ko Behtar tarike se market ke analysis karne mein aur aap log analysis acche karne ke bad Jab apni trading Lagate Hain To ismein aap log Kafi Behtar tarike se profit kaise kar sakte hain isliye market ki unpredictable conditions mein bilkul bhi aap log trading na Karen
      • #4 Collapse

        Re: Overlapping k waqat trade karty howy ehtyat karen

        forex aik online business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex iak amm business ke nisbt acha busines shain
        • #5 Collapse

          Re: Overlapping k waqat trade karty howy ehtyat karen

          Dear friends may ap ke bat say agree karta ho hum ko cahyh k jub market overlap kar rahe ho to hum ko cahyh k hum etna risk lay kar trading na karin bulkay hum ko cahyh k hum us time souch samj kar trading karin aur better way k sath signal lay kar trading karin aur kamayb trader bunay.
          • #6 Collapse

            Re: Overlapping k waqat trade karty howy ehtyat karen

            Dear frend ap ki bat bilkul theek hai hmy osi waqt treading karni chaye jab ap ko ye bat samjh aa jaye k treading ka best tym kon sa hai agar ap treading k tym ka agar ap ko sahe na pata ho to hmari tread loss mai he jati hai or movement ka pata na ho to tread ki samjh nai ati k loss mai jaye gi ya profit mai.
            • #7 Collapse

              Re: Overlapping k waqat trade karty howy ehtyat karen

              dear friend ap nay sahio kaha hy wasy hamen her waqat mainm ahteyat say kam krna chahye aur as main mahjnat say forex ka chja knowlldge bhi hasel karn achahye tab hum as main ak kameyab trader ban sakty hain ap forex kop join karny k bad as main mahnat karen gay top ap zaror kameyab hongy as leye ap as maion zaror mahnat karen
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Overlapping k waqat trade karty howy ehtyat karen

                Mery nazdeek Jo bi member trading main ehtiat ni krta usko trading main bahut ziada problems aaty Hain aur jab Tak ap mokammal annylsis na kr lo trade open ni kro kio k aisa krny ka matlb yeh Hy k ap tuka system k zareey trading kr rahy ho Jo k ap k liy nuqsan Dy Hy

                اب آن لائن

                Working...
                X