Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro
    Main NY aik bat sun rakhi Hy k Jin members ko forex trading main trading k Doran loss ho jata to wo forex ko chhorny k liy ready ho jaty Hain to aisa ni krna chahiy blky himat k sath Apna Kam jari rkhain aur bahut ziada Mehnat kr k trading ka experience hasil kro tab apko profit zaroor aay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

    Iski Ek yah hai ki ham log Himmat Har Jaate Hain hamare pass dill Chhota kar lete hain horrible hone ke bad Ham samajhte Hain Ki Ham Kya Jisne aap Kamyab Hogi Na Sake Aisa bilkul bhi nahin hai agar aap isko time de isko Samjho to aap bilkul Kamyab ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

      g han hamain himt say hi kam karna ho ga tab hi hum achi trade karnii ho gi aur hamain is k bary main practice karni ho gi aur hamain demo main practice karni ho gi aur hamain market main bi trade karni ho gi ta k earn karnay main bi asnai ho saky gi aur hamain emtoion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum achi eanring ho saky gi aur hamain sucess hon gay
      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
      • #4 Collapse

        Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

        Ji han aapane bilkul sahi kaha hai Forex Mein Kabhi Bhi loss hone ki vajah Se Apna Hosla na Hare Kyunki Forex loss Hona it natural fact hai isliye Hamen loss mayus Nahin Hona infect loss hone ke bad Hamen Apne Karm ki taraf se jyada interest Lena Hoga aur usmein improvement ke liye Jyada mehnat Karni Hogi Los ke bad Agar Ham yah reaction Denge To Hamen loss Hona kam ho jaega aur Hamen profit Mile lag jaega
        • #5 Collapse

          Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

          forex main hamy loss or profit ka saman karna parta hain loss hum apne mistake ke waja sy karty hain hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey pher he hum market main run kar sakty hain hum is mai aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain hamy daily base par is main kam karna chahey pher he hum is main ache amount kama sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

            g han loss honay pay hosla nhi harna chahiyay balkay apni hmay say kam kurna chahiyay or is main himat say kam kur kay is main loss ka samna kurna chahiyay jub hum pori himat say loss ka samna kurtay hain to hum is main zror apnay loss ko recover kur saktay hain is lyay himay na haro balkay pori himat say kam kro or acha kam kro
            • #7 Collapse

              Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

              ge han dear agar hamain loss ho bhe jay to hamain hosla nai harna chahya or mahant karty rhana chaya pher he hm kamyab hon gay hamain forex main mahant or sabar say kam karain gay to pher he hum ahca profit hasil kar lain gy forex main acha knowledge he kamyabi ke zamanat hai
              • #8 Collapse

                Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

                G han forex trading men jo loss ki waja se himat haar jatay hen woh kisi field men bhi kamyab nhi ho saktay aur forex trading men loss business ka hissa hey iss liay loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur pahlay se ziyada mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor loss ki jaga acha profit kama saktay hen
                • #9 Collapse

                  Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

                  Asslamo Alakum dear friends kbi bi trading min loss se na dro jo loss se dr gia wo nkam ho gia smjoo hmn loss ko hrana hai es p kam kremn loss se bht kch sekhny ko mlta hai senior se sekhy asa kam na kren jes se ap ko nksan ho loss ko recover kr k ap apna kam krty hoy profit hasil kr skty hun
                  • #10 Collapse

                    Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

                    Forex mein profit aur loss business ka hisaa hai agr hum ko profit ho sakta hai tu loss bhi ho sakta hai hum ko profit learning knewledge aur experience se hota hai aur loss hum trading mein jo galti kartay han us waja se hota hai hum ko jab loss ho tu hum ko himat nahin karna cahaiye hum ko ye dekhna cahaiye Kay loss kis galti se hota hai hum ko us galti ko theek karna cahaiye phr profit bhi ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

                      Ji han my dear friends Forex trading Mein Jab loss ki vajah se Himmat Har Jaate Hain to prepare Hamen Kisi bhi feeling ka koi pata nahin Hota Kamyab Nahin ho sakte To Hamen Forex trading Mein loss Business mein ho jata hai to ja a class business Ka hissa Hota Hai ismein loss or profit Ek Sath Chalte Hain Jo log lost ghabrate Hain vah Log Kabhi kamyabi Hasil nahin kar sakte
                      • #12 Collapse

                        Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

                        Ji bilkul hamain loss ki waja sa hosla nhi Harna chaye agr hum any way koi bhi kaam kerna han to first of all hamain acha loss to hota ha aor ab tak aisa koi bhi kaam nhi ha jiss main loss na howa ho ya acha business ha agr hamain loss ho jata hay to hMain chaye kh sabr sy kaam kerna chaye forex business is best business for all
                        • #13 Collapse

                          Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

                          Haan g ap sahi keh rahay ho loss ki vja say hosla nai harna chaheay. Forex mn ho skta ha jb ap shuru krain to ibtidai tor pay loss ho skta ha lekin loss say darna nai bal k larna ha. Forex mn apni ghaltion ko note kr k un pay home work krna ho ga aur apni mistakes ko door kr k apni trading ko improve krian gay to umed ha aik din ay ga jb ap forex mn achi earning krain gay to apka hosla buland ho ga. Lehaza forex mn loss ki vja say bil kul bhi ba ghabraen bal k hoslay aur himmat say kaam lay k agay barhtay jaen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

                            loss is part of life loss kis wajah se apnay apko takleef dena ye achi bat nahi hay aur jitni jaldi ap ye seekhlain ke loss ke kesay overcome karna hay ye zyada behtar hota hay loss honay ki wajah se ham apni sari cheezain kahatam nahi kar saktay agar aik bar loss ho bhi gaya hay to doosri bar hamain faida bhi ho sakta hay himat nahi harni hay bus lagay rehna hay apnay apko safe rakhtay huay. aur han aesa bhi nahi karna hay ke apna sara paisa hi lagatay jana hay tareekay se kam karna aik strategy fail hojaye to doosri par kam karna hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kbi bi loss hony ki waja sy hosla ni haro

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
                              Main NY aik bat sun rakhi Hy k Jin members ko forex trading main trading k Doran loss ho jata to wo forex ko chhorny k liy ready ho jaty Hain to aisa ni krna chahiy blky himat k sath Apna Kam jari rkhain aur bahut ziada Mehnat kr k trading ka experience hasil kro tab apko profit zaroor aay ga
                              Hamen chahie ki Hamen Jab loss Ho To Ham kabhi bhi apna Hosla na Hare loss hone ki vajah se jo log Hosla Har Jaate Hain vah frocks Mein kamyabi Ke Kabil Nahin Rahte Paksh mein agar Hamen loss hota hai To Hamen Prasad bhi hota hai isliye Hamen Hosla Nahin harna chahie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X