Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.
    Dear friends main Yahi kahunga ki aajkal market Mein Bahut Si ups t down hai aur uncertanities Hai. But se Logon ke account jo hai wash ho chuke hain is surte Haal Mein Main Yahi kahunga ki Loss ke bad Hamen ghabrana Nahin chahie balki apni mistake se sikhana chahie Hamen pahle pata karna chahie ki Humne kaun si Aisi mistake kithi analyse theek se nahin kiya tha Jiski vajah se Hamen loss hua Hamen use mistake ko kill karna chahie aur next time usko fix karna chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

    bilkul theek. Nuksan ke bad aapko Jarur sikhana chahie Aur Insaan bhi Vahi Achcha aaj ke nuksan koi bhi nuksan hone ke bad usse Sabak sikhe aur aajkal Jo market Ki Halat chal rahe hain vah Itni Nahin de rahe jitne ke market Mein aajkal Sabak Sikha rahi hai
    • #3 Collapse

      Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

      Ji haan Mere Bhai bilkul sahi ham log ke yahan per loss hone ka Baat apni mistake se sikhana chahie jab tak Ham Log Yahan Par Apne dost ki mistake se Kuchh sikhenge Nahin tab tak Ham Yahan per sakta Chhod Nahin ho sakte
      • #4 Collapse

        Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

        Hamen mistakes ko avoid karna hoga aur hamen mistaek sy learningg Hasil Karke kam karna hoga FIR Ham Paisa Na Sakenge ab Ham kam karte hue Koi mistake kar dete Hain To Hamara account Band Ho Jata Hai Hamara Sara Paisa aur Hamari mehnat Daya Ho Jaati Hai Hamen Soch samajhkar ismein kya karna chahie yai aik amm business ke nisbat acha business hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

          ji han dear firnd main ap ki baat say agree karta hhn ap any bilkul theka kaha agar ap jko is main loss ho gia hia to ap ko sab say pehlay apni mistakes par ghoor karna hoga agar ap nay is sab sya seekh lia to ap is main kamyab hian forex ki dunia main agar ap nay apni mistakes seekh lia tab ap is main kamyab hian
          • #6 Collapse

            Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

            g han loss kay bad humay apni mistakes say seekhna chahiyay jub hum apni mistakes say seekhtay hain tub aik din aisa hota hy jub hum mistakes say seekh seekh kur is main kmyab ho jatay hain or aik achay trader bun jatay hain is lyay humay loss honay pay ghaabhrana nhi chahiyay balkay is say kuch na kuch seekhna chahiyay
            • #7 Collapse

              Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

              g han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min hamin treading karty hoy loos hota hy hamin los apni hi mistake ki waja sy hoya hy iis lia hami forex mi apni mistake sy sabaq haisl karna chaye iis lia hamin forex min treaisng karnys y makret koa chy sy aynalize kanra chyae jisnsy hum forex min achi treaisng kar kq aca profit haial kar skain yy
              • #8 Collapse

                Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

                bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to epr hum ko chaheya ka hum lot of hard work sttart kardaa q ka ager hum hard work karta ha to per hum ko achi profit hoge laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko loss he hoga esleya hard work start kardaa ager achi profit chaheya to .....................
                • #9 Collapse

                  Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

                  han ji bilkul aapki baat theek hai kya mila aaj ke bad apni mistake se sikhana chahie Agar Ham apni message se sikhate Hain to hamare pass chances jyada hote Hain Ki ham log Khud ko achcha aur successful trader banaa sake Agar vah Hui galti Ham dobara karenge to ham log phr loss mein chale jaenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

                    jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hain to hamy loss ho jata hai hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe karna chahey hum is main aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hain hamy daily base par is main kam karna chahey agar hum kam ko daily pora nahe kary gy to hamy bonus be acha nahe hasil ho ga yai aik real karobar hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

                      Ge ha forex member jis member ko zayada loss ho jai to os member ko chaya ke wo alne loss se sabak hasil kare ke kis waja se loss hiwa he akser member js waja se llss karte he me wo market ka analysis larne ke bad treading karte he jald bazi se tread open karne se llss hota he is waja se jald bazi se nahi bulke soch samaj ke sat treading karna chaya
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

                        Agar Humse trading Karke Koi mistake Ho Jaati Hai To Hamen apni mistake ko learning Karni chahie Apne mistakes ko Bar Bar repeat nahin karna chahie Agar States ko Bar Bar repeat karte rahenge To Ham kabhi bhi acchi trading nahin kar Sakenge
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

                          forex trading aik risky business hai. is liye agar is mai ham ko loss ho jaey to ham ko bilkul b ghabrana nahi chahiye. balky apni us mistake sy seekhna chahiye jis ki waja sy loss hua ho. agar ham aisa kare gy to phir ham ko kabhi dobara loss nahi ho ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

                            ji bilkul Agar aapko Jahan Par loss Ho Jaaye to Fir aapko chahie Apne loss ke hone wale vah Jo Hath ko analyse karna chahie Ke Jo loss aapko hua hai vah kis wajah se hua hai is tarike se aap Jahan per Apne mistakes ko improve kar loge aur jo member Apne mistakes ko improve kar leta hai to Vahi Hamesha ismein Ek Kamyab trader ban jata hai
                            Visit My Profile
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss k bad hame apni mistake se seekhna Chahte.

                              Ap koi bhi business krain us main profit ya loss hota ha banda loss kr k e sekhta ga behtar yahi ha k loss k bad banda behtar yahi ha k insan koi bhi kam kra to usko smjh k aur pora concentrate kr k kam kra insha ALLAH loss ni hoga q k banda nuksan k bad e sekhta

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X