cl main gap ki wjha?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    cl main gap ki wjha?
    dear mebers apnay dhaika ho ga k last days cl mans bhi chala gea hai lain aj cl kafi up ja rha hi is liiye hamen chye k ham mhant ker is main analysi krain aor cl main say acha profit bna sakty hain.is liiye hamen chye k ham cl ko igonre mat krain balk ham is main say acha profit bna sakty hain.aor ho sakta hai k kuch coury main oil ki sully ki demand ho to is wjha say aik mertba cl phir opper ja rha hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: cl main gap ki wjha?

    Hamen crude oil ki movement ko samajh ke kam karna chahie free Ham kamyabi Hasil kar Sakenge per ek se Kaun Hai business hai Ham Ghar Mein Baithe iska kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Ham mehnat Karenge To Hamen kamyabi Hasil ho jayegi Agar Ham Forex Mei lalci ban ke kam Karenge To Hamen nuksan ho jaega
    • #3 Collapse

      Re: cl main gap ki wjha?

      Is gap ke bare mein Kuchh Bhi Kahana possible Nahin Hai Kyunki is Waqt Jo situation chal rahi hai yah Hona Hi Tha isliye Hamen chahie kya jo bhi pair select Karen use per bahut Soch samajhkar kam karne ki koshish karen Taki Hamen Kisi mein bhi nuksan ka Samna na ho sake aur ham acchi trading Kausani se possible banaa sake
      • #4 Collapse

        Re: cl main gap ki wjha?

        Aaj se pahle halat ismein uski vajah se bahut jyada kharab ho gaya India ke aur isliye I'll vahan se a raha hai aur yah iski acchi company vahin per hai isliye fair is very slow jaise halat bahut damage Ho Gaya hai ab kuch bataye gaye hain isliye agar carefully acchi trading karenge to hamen loose nahin Hoga lo se bachne ke liye acchi tarah se Ham koshish karen to fayda Hoga
        • #5 Collapse

          Re: cl main gap ki wjha?

          Dear crude oil mein gap ki waja instaforex aur crude oil ka 21 ko contract khatm ho gya tha phr aik din crude oil ne instaforex pr movement nhi ki is liye gap se 22 ko movement start hvi ab crude oil mein up movement ho rhi hai lekin phr bhi traders ko ehtiyat se trading krni hogi tah k ziada risk ki involvement na ho.
          • #6 Collapse

            Re: cl main gap ki wjha?

            Cl main gap ki waja broker ka cl k sath contract hai jis ki waja se members ki trades loss main close ker di gai thi and phir is per 1 din trade band rahi r next day se is per phir se trade start hui hai and is ne ohir kal hinkal main zeri se 15 tak move kiya hai and is oer is movememt main bhi biht se members ne risk le ker acha profit bhi gain kiya hai mager mostly members filhal oil per trade nahi ker rahy kiun k ye boht se members k account wash ker chuka hai r abi bhi is per risk hai to tradenkerny main ahtiyat se kam len
            • #7 Collapse

              Re: cl main gap ki wjha?

              Dear brother jaisa k apko pata ha corona ki waja se lock down chal raha ha aur yeh lock down all over the world chal raha ha aur is lock down main heavy transportation air trafic band ha aur oil ka use bilkul ni ha jis waja se oil ka rate itna down ho gia tha aur yahan tk daikha gia ha maximum traders doob ga is trade ki waja se.
              • #8 Collapse

                Re: cl main gap ki wjha?

                Maine bhi yah Baat note ki thi Gajab cal market open Hui to price 10 Dollars per chale gaye the mujhe nahin samajh aaya ki iska kya rate hai bina Kisi reason ke hi crocodile ke prices ekadam $10 se open ho rahe hain
                • #9 Collapse

                  Re: cl main gap ki wjha?

                  ji hamen is situation mein jo ki maujuda halat striyon ke ja Rahi Hain coronavirus ki vajah se hamen oil per trade karne se gurej karna chahie ine dinon mein oil ki jo price hai vah bahut giri Hui hai is vajah se aap jab oil per trade karna chahie to market ko analyse Karen aur main aapko yahi Sach Bata dungi ke ine dinon mein hamen oil per trade Nahin Karni chahie ISI mein fayda hai
                  • #10 Collapse

                    Re: cl main gap ki wjha?

                    yes my dear sir apne biluk theek kaha ha kal kuch din pahly oil 0 level puhch gya tha us ki bohat c wajoohaat hain jisa k ap log bi jany hain aj kal versi ki waja se pori dunya band pari hai to is waja se USA me bi oil koi khareed ne wala koi ni to is liy oil 0 level pe a gya tha aj kal waisy bi USA halath bilkul theek ni chal rahy
                    • #11 Collapse

                      Re: cl main gap ki wjha?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mirani پيغام ديکھيے
                      dear mebers apnay dhaika ho ga k last days cl mans bhi chala gea hai lain aj cl kafi up ja rha hi is liiye hamen chye k ham mhant ker is main analysi krain aor cl main say acha profit bna sakty hain.is liiye hamen chye k ham cl ko igonre mat krain balk ham is main say acha profit bna sakty hain.aor ho sakta hai k kuch coury main oil ki sully ki demand ho to is wjha say aik mertba cl phir opper ja rha hai.
                      crude oil International symbol hair trading karne ke liye lekin Ham Jahan per bhi crude oil mee reading Karte Hain To Hamen crude oil ke countries Jo ke Jyada product deti Hain unke economy ko bhi read out karna chahie aur unke bare main event ko bhi dekhna chahie. Hamen chahie ki Ham trading karne se pahle koi bhi economical event Jo ke crude oil effect kar sakta hai usko bhi read out karna chahie isase Ham apni trading ko bahut hi Behtar banaa sakte hain aur zyada munafa Kama sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: cl main gap ki wjha?

                        20 date Konjam market ke moment bahut hi jyada niche Gai Thi mines Mein Chali Gai Thi Aur trade close ho gai Thi Jin members ke trade open Thi Aur market close ho gayi thi profit Mein green members ke trade the unhen to profit Mil Gaya Hai yah market Ne opening Li Hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: cl main gap ki wjha?

                          Pichly dino oil market crash kr gai thi jis ki wajha sy bhot loss hua. Ab oil me bhot sa gap agea ha ar price stable ho rahi ha. Oil me hamin kafi ehteyat sy trade krny ki zarurat hoti ha. Apkky pass achi investment honi chaeay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X