tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga
    agar hum es main tuky lga kar hum es main kam ko karain gain to humian es main boht nuqsan ho ga our humian e smain loss ho ga our humara account be band ho jay ga forex main humian es main kam ko akrny kay ley humian es main mahnat say humian es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho ksty hain forx 1 boht bra business hain hum es main den amin be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga

    Yes forex ma tokky ni marny chahe, agr demo ma acha work kiya jae or practice ay skill hasil kaye jaye to ham trade karny k zarur kabil ho jatyn hain, but agr demo ko wastage of time samja jae to phr real acct ma b bhot problems ho gi, real acct ma trade karna etna easy ni hai jetna samja jata hai, kiu k 90 percent log he hamesa loss utatyn hain,
    • #3 Collapse

      Re: tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga

      Agar Ham market ke mutabik Kam Nahin Karenge To Hamen sirf aur sirf nuksaan ho jaega is nuksan main market Kaya brokers ka koi Kasur Nahin Hota Hamen Achcha experience Hasil Karke market ke usko kholo Karke kam karna chahiye free Ham kamyabi Hasil kar Sakenge international business hai Ham ghar mein baithkar ka kam kar sakte hain yah Kabhi khatm Nahin ho sakta
      • #4 Collapse

        Re: tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga

        online bussniss mein kon tuky lagta hy bhlaa jab sabn ko pta bhi hy kweh forex ik online bussniss hy oer s mein tukly lgna andzay sey with out kaam kerny ki zarrorat hi nahe hy jo is tyrah sey kaam kerty hein nkaami unka mukder basn jatri hy top meri raiy ye hy keh hamesha anylsing sey god work experince k sath krein apko kamybi mily gi
        • #5 Collapse

          Re: tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga

          ye cheez bri kamal ki apn samne rkhi h k ham jab kam krein ge to hamein toky lga kr kam nai krna chhaye blk hamein kam rool k motabik krna chahye agr ham toky lga kr kam krein ge to hamein koch profit hasil krein ge to hamein koi nfa hasil nai krein ge blk hamein is se los zyada ho ga is lye hmein is se bch kr kam rol k motabik krna chahye
          • #6 Collapse

            Re: tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga

            bilkul friend, hmain soch samajh kar trade karni chaiay, carefull ho k market ki moment ko judge karain aur us k mutabik apnay decisions lain, agr hm tukkay sa trading karain gay to mistakes ki waja sa hm apna account b wash kara lain gay aur kuch b hasil nhi ho ga, is liay pehlay apna experience enhance karain aur us k baad trade ki taraf ayen
            • #7 Collapse

              Re: tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga

              Forex main kaam karte hue hume is main profit haisl karne k liye is main trading seekhna chaye q k trading seekhne sy he hum is main kamyab hoskte haib or is main hard work karte hue is mai successful hosktw hain isliye bjme is main mehnat or hard work karna chaye
              .
              • #8 Collapse

                Re: tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga

                Dear brother tukky pe woh traders trading krty hein jinko forex ki samjh bojh nhi hoti aur wo learning ki taraf focus bhi nhi krty aisy traders profit kam jbkeh loss ziada krty hein aur aksar in k account wash hoty rehty hein jb tk proper learning nhi ki jati experience hasil nhi ho sakta aur experience se hi profit aur kamyabi mil sakti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga

                  Acchi baat ki hai aapane Ham Jab Bhi wrong trade open karte hain yah Ham without planning trade Karte Hain To Hamen bahut kam profit hota hai aur maximum Hamara account wash ho jata hai isliye Hamen Aisi trading Nahin Karni chahie Hamen Hamesha Soch Samajh Kar trading Karke Achcha profit Hasil karne ki koshish Karni chahie Taki Ham apni kamyabi ko Aage continue Rakh saken
                  • #10 Collapse

                    Re: tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga

                    dear bro tuuqa say koi bhi kam krain aikk to wo ho saktta hai k hamry liiye nakami ka sabab ban jaye aor is main ager ham tuqqa lgain gay to mery kyal main ye gambling main bhi shumar ho sakta hai is liiye hamen chye k ham is main tuuuq na lgain balk ho sakky to ham forex trading k bary main learning krain aor jitna ho sakky ham is main mhnat kren aor rules ko follw ker he trading krain to ham is main kamayb ho sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Dol پيغام ديکھيے
                      agar hum es main tuky lga kar hum es main kam ko karain gain to humian es main boht nuqsan ho ga our humian e smain loss ho ga our humara account be band ho jay ga forex main humian es main kam ko akrny kay ley humian es main mahnat say humian es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho ksty hain forx 1 boht bra business hain hum es main den amin be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain
                      Agar Ham Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen sirf aur sirf Apne knowledge ko practice karna chahie aur Iske alava practice ke bad Ham zyada acche trading karne Ke Kabil hote hain aur zyada accha munafa Kama sakte hain. Iske alava Jo Koi Bhi knowledge or experience ke ya fir market ko acchi Tarah analysis karne ke alava trading karne ki koshish karta hai to vah bilkul hi nakam hota hai aur vah apne account bhi wash Karva leta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga

                        ji bilkul sahi kaha hai aapane tuky ke lagane se profit hasil Nahin hota balki hamara account band Ho jata hai is vajah se hamen to ki Nahin lagane ke soch samajh ke hamen apna Kam Karna hai jab Ham soch samajh ke apna Kam karte Hain to fir yah business hamen profit bhi Deta hai is vajah se aise hi bagair soche samjhe apna kaam Na Kari balke soch samajh ke apna Kam Karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: tuky lga kar profit to nahin hasl ho ga account band ho jay ga

                          Forex market Mein Jor tukke lagakar trading karta hai vah kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakta ho sakta hai ek Mata profit nikal hai lekin Mukammal ka Pital ko saaf rakhne wala hi Kamyab hota hai Mukammal capital co Sahab kabhi bhi nahin Rakh sakega

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X