Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

    Ke bilkul Agar Forex trading Mein Ham relax hokar kam Karen aur apne mind ko active rakhen To Ham acchi trade kar sakte hain aur Achcha benefit Asal kar sakte hain Forex trading Mein Hamen chahie ke Ham relax Ho Kar kam Karen Sabar Karen aur trade karne se pahle analysis Karen market ko acchi Tarah watch Karen aur Jin perpetrate karna chahte hain trend ko check Karen Jab acchi trade entry mile to trade Karen Achcha fayda Asal kar Sakenge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

      Ji han my dear friends aap bilkul theek kah rahe hain fresh mind Se Ki Gai thread Achcha profit deti hai agar Ham ismein achha Khasa profit Kamana Chahte Hain To Hamen Zyada Se Zyada ismein mehnat karna Hogi tab hi Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain Pak Forex main Vahi log Kamyab Hote Hain Jo log ismein Puri tavajjo aur fresh dimag ke sath kam Karte Hain
      • #18 Collapse

        Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

        Bilkul theek Kaha aapane jitni Jyada Ham catchment ke sath trade open Karenge itni acchi trade lagakar Achcha profit increase kar Sakenge aur successful trader bhi band Sakenge Forex winner mein experience ke sath aur knowledge ke sath kam karna chahie money management ke sath kam karna chahie tabhi Ham apni biwi se prapt Karenge aur apni account bhi increase kar Sakenge aur s all world mein best business hai Forex Mein Ham jitni Jyada learning ke sath aur freshman ke sath kam Karenge itni acchi aur profitable trade lagakar Kamyab trader Ban Sakenge
        • #19 Collapse

          Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

          Ji bilkul aapane sahi kaha fresh mind ke sath ki gayi trade bahut achcha profit deti Hai agar Ham Apne mind ko fresh rakhkar trade karenge to hi Hamen fayda hoga aur ham acchi se acchi earning kar sakenge isliye Hamen chahie ki Ham apna mind fresh rakh kar trade Karen aur morning time mein koshish karenge kyunki morning mein hamara mind fresh hota hai aur ham acchi trade laga sakte hain aur acchi posting kar sakte hain jisse Hamen achcha bonus mil sakta
          • #20 Collapse

            Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

            g bilkul sahi kaha humen hamesha fresh mind se trade karni chaiye, aur tamam tensions ko dimag se nikal kar humen apni poori tawaja forex trading per deni chaiye. aur jab b hum her roz subah trading shoru karen to bilkul fresh mind se aur poori tarah market ka jaiza le kar achi information collect kar k hi trade karni chaiye isse humen trading me acha result mile ga, aur kabi b trade karte waqt mayoos nai hona chiye aur poori umeed k sath trade karni chaiye.
            • #21 Collapse

              Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

              G bilkul fresh mind k sath ki gae hoi trade hamesha he profit main he jat hai kun k trader usko fresh mind k sath or market ko achi tarhan sa analysis k bad he trade ko open karta hai or risk sa bhe dur rehta hai is k sath he stop loss or take profit ko lazmi use karta hai or apni trade ko profit mainn lany ki he try karta hai ...
              • #22 Collapse

                Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

                Risk management starts with the acute realization that the market is
                a very dangerous place. Once we comprehend this fact of life, the actions
                we need to take in order to survive become more intuitive. Before assum-
                ing new risk, take a moment to look in the mirror and ask yourself what
                you’re going to lose if things go bad
                • #23 Collapse

                  Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

                  Han ji ek aisa hai Jisne Agar ham Hum fresh fresh mind ke sath kam Karenge to isase Humko bahut sara Khada Hoga Kyunki yah business Ek Aisa business Jisko Ham sirf aur sirf mind ki best Pari hi hi competition Se Jeet sakte hain otherwise is Mein kamyabi Hasil karne ka koi aur Nahin Hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

                    yeh bahut jaruri hai ki har ek member hi trading ke liye fresh mind se hi usko plan karen kyunki kafi aise members bhi hai ke jo jaldi mein trading karte hain aur yahi vajah hai ki unko loss bhi ho jata hai kyunki jaldi mein trading karne se koi bhi member sahi se decision nahin le pata hai aur loss ho jaane ki vajah bhi yahi hai ki member active mind se chatting nahin kar pa rahe hote hain trading ek aisa kaam hai kya jo relax hokar aur aik fresh mind se kiya jata hai aur iske liye members ko jaldi nahin karni chahie
                    • #25 Collapse

                      Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

                      Friend koi bhi kam hai usko karne ke liye aapka dimag bilkul fresh Hona chahie vah Jab Bhi aapka dimag fresh Nahin hoga to aap aap use kam ko acche se Kaise nahin kar sakte Jis vajah Se aap aap usmein kafi doston Muskan Utha sakte hain aapko chahie ki apne mujhe tension Ho Pareshan ho ek side per Rakhi demarco pahle bilkul fresh Karen Uske bad trading Karenge to aap bahut jyada pura Prayas Karenge aur Market main Kamyab Ho jaenge
                      • #26 Collapse

                        Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

                        Forex trading mein agar Ham fresh mind aur active hokar kam Karenge to tabhi Hamari acchi trade Hogi aur Achcha fayda Asal kar Sakenge Forex trading Mein Hamen relax hokar kam Karen aur jald Bazi na Karen market ko watch Karen Jab koi acchi trade mile to trade Karen aur Hamen chahie ki Ham Jo Be trate lagaen Apne balance ke bata Bhi Jyada risk Na Le Apne trade mein Main Thoda Thoda Karke earn karne ki koshish karen start mein.
                        • #27 Collapse

                          Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

                          Forex trading me Hamen cool mind active se kam karna chahie tabhi Ham acche train Laga sakte hain aur Achcha benefit hasel kar sakte hain Jo Forex trading Mein relax Ho Kar kam karte hain jaldbazi Nahin Karte market ke analysis Karke trade karte hain aur achi movement Hoti Hai tab trade Karte Hain.
                          • #28 Collapse

                            Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

                            g hn dosto forex trading ma jb b trading ko kry to fresh mind k sath trading ko kry kiun k fresh mind ma bht he achy achy ideas aty hu or yhe wja hy k forex trading ma hr wo trade kamyab hoti hy jo hm ny fresh mind k sath lgai hoti hy or esi trading sy hm forex trading ma aik acha profit earn krty hy lkin agr hm forex trading ma fresh mind k sath trading ni kry bilkay mind py kisi kism ka burden ly k trading ko kry guy to aisi soort ma hm forex trading ma nakam he ho ga or na he acha earn kr pya gy forex trading ma
                            • #29 Collapse

                              Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

                              jee han, aap ny bohat he achi baat kahi hai. ham ko chahiye k ham fresh mind k sath he trade ko kiya karen kyu k fresh mind k sath ki gaey trade he ham ko maximum profit daiti hai aur loss sy b bachati hai. agar mind fresh na ho to phir trade b sahi nahi hoti jiski waja sy loss ka samna karna par sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Fresh mind se ki gai trade achcha profit deti ha.

                                Fresh mind se agar trade ko karain to trade se pehlay hamain cheezain samjh ati hain aur woh cheezain ye hoti hain ke trade kahan lagani hay aur trade ko kesay le kar chalna kahan close karni hay aur trade ko open karna hay ya nhi. Isliye jab fresh mind se trade ko open kartay hian to ham har cheez zehan main rakhtay huay hi trade kartay hain aur aesi trade zyada tar kamiyab hojati hain aur agar kamiyab na bhi hon to zyada loss nahi deti hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X