Jis pair main trading ka acha experience ho usi main trade kerni chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jis pair main trading ka acha experience ho usi main trade kerni chahiay
    Ham jab bar bar trading ky liay pairs change kerty rehty hain tou hamain her pair main jab tak trading ka acha experience hasil nehi ho jata hai sirf loss hi kerty rehty hain agar ham is terha ky loss sy bachna chahty hain tou hamain phir usi pair main trade continue kerni chahiay jis pair main trading ka hamara acha experience bhi ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jis pair main trading ka acha experience ho usi main trade kerni chahiay

    yes brother hamare pas tradimg mein jis pairs k related more experience ho hamen ziada onhen per oractice merne chaye.alne experience ka use erba chaye.bager market ko analysis kiye trading nhi kerne chaye.ham ko good trading and normal lot size use kerna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Jis pair main trading ka acha experience ho usi main trade kerni chahiay

      dear brother ap na bahot achhi bat ki ha forex trading aik risky business ha is mn apko chayay k usi pair mn trade lgayn jis mn apkay pass achha trading experience ho keun k jin psir mn apkay pass experience na ho trade lgayn gay to loss k chance bhi ziada hotay hn
      • #4 Collapse

        Re: Jis pair main trading ka acha experience ho usi main trade kerni chahiay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
        Ham jab bar bar trading ky liay pairs change kerty rehty hain tou hamain her pair main jab tak trading ka acha experience hasil nehi ho jata hai sirf loss hi kerty rehty hain agar ham is terha ky loss sy bachna chahty hain tou hamain phir usi pair main trade continue kerni chahiay jis pair main trading ka hamara acha experience bhi ho
        bilkul theek kaha aapane hamen aise Pair mein kam karna chahie ismein hamen experience ho aur jis pair mein hamen trading ka experience Ho usmein kam karna hi nahin chahie kyunki aisa business hai jismein jab tak aap ko experience nahin hota aap ko kam karne mein mushkil bhi hoga aur loss bhi hoga isliye hamen kam karne se pahle apne aap ko expert banana chahie Taki Ham apni trading se fayda utha sake.
        • #5 Collapse

          Re: Jis pair main trading ka acha experience ho usi main trade kerni chahiay

          bhai aapane acchi baat ki hai yah Baat aapki bilkul sahi hai Hamen Kuchh per select karne chahie aur Usi Mein Apne experience Ko Badhana chahie Taki Hamen maksus per Mein trading ka experience Ho aise hi hota hai ki Ham market ko acchi Tarah samajh na Shuru kar dete hain aur Hamen use per ke behaviour Ka Pata Chal jata hai to hamare liye trading Aasan Ho Jaati Hai Jab Ham Bar Bar Parshad deal Karte Hain To usse Hamen nuksan ka Jyada Khatra Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: Jis pair main trading ka acha experience ho usi main trade kerni chahiay

            dear forex men hum jiss paire pe bhe trdae lara chaty hen to humen chaia keh hum os paaire ky bary men zeada sy zead knowledge hona bahpt he lazmi hy jitna acha experince ho ga jitna acha humen knowledge ho ga humen utna he achi kaamyab hasil ho ge experince kaa hona baht he lazmi hy tab he hum forex ko samjh saken gy
            • #7 Collapse

              Re: Jis pair main trading ka acha experience ho usi main trade kerni chahiay

              g han dear ap ki baat thek hy pakistan firex min agr hamin treading kanri hy to hum ko jis pair ko achy sy aynalize karny ka lia acha experience hota hybto hamin os pair par treading karni hy agr os pair ka releated acha experience hi ga to hum forex min amrkeet koa chysy aynalize kar sakty hain aur hum achi treasing kar ka acha prodit hasil kar sakty hain jis pair ka releated acha experience nahin hy to hamin treading ni karni cahge
              • #8 Collapse

                Re: Jis pair main trading ka acha experience ho usi main trade kerni chahiay

                Forex mein hum ko practice is traha karni cahaiye hum ko aik pair par practice karni cahaiye aur is pair par knewledge aur experience hasil karna cahaiye kiok practice kar kay hum real account mein trading karain gey tu hi hum ko faida hota hai hum practice se us pair ko samjh saktay han aur jab aik pair ka knewledge aur experience hasil ho jaye tu phr dosray pair par practice karni cahaiye is traha hum market mein kaamyab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Jis pair main trading ka acha experience ho usi main trade kerni chahiay

                  Ge ha forex member jis pair ka experience ho is per treading karna chaya aur dusre pair per risk nahi lena chaya jis ka humare pass knowkedge aur experience na ho is ke lya koshish zayada karna chaya take is ka be experience hasil ho sake aur zayada earning ke kya koshish jari raka bhut zarori hota he
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jis pair main trading ka acha experience ho usi main trade kerni chahiay

                    Ji bilkul bhai aapane Sahi Sawal kiya hai ki Jab Ham Forex ko use kar rahe hote hain to use Waqt Mein Andaaz ho jata hai ki kis pair ka Amazon to Jarur bahan se len ki kis ki currency ko Humne sahi tarah se market ko jaanch padtaal kar li hai ISI vajah se Hamen chahie ki Jis Ke pair currency ko jaanch padtaal ke Taur per use kar rahe hain use per Jyada Bharosa Ho Hamen to trade bhi Ham Usi Ki Karen Jab trade Ham Usi Ki Karenge To Hamen Baki trademan ka koi Fark Nahin padega balki Ham Yahi trade Karke Achcha profit Asar kar sakte hain isiliye Mein chahie ki Ham pahle is chij ko Jan Se Ki Ham time account cover isko sahi tarah Se Samjhe Jab demo account se Ham Sahi Sambhal Lenge To Ham bahut Kuchh real account Kyon pareshan kar Sakenge aur ham sahi tarah se Iske Upar kam kar Sakenge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X