market main breakout kia hota hai woh situation jab market apni expected area ko chor kar up or down bohat ziada move kar jati hai usko breakout kehty hain jese es waqat gbp usd or bohat se pair breakout kar hye hain jiski waja se musalsal ek he simaaat main ja rahe hain yeh bat apko main ek chart k zariye se smjhata hoon daikhen or sawal karen agar kuch samjh nahi ata hai to
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим